Downside tasuki gap candlestick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Downside tasuki gap candlestick pattern
    Downside tasuki gap candlestick pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    DOWNSIDE TASUKI GAP CANDLESTICK PATTERN eemat ke zariye ai. Sportng up trained gape patteren ko bhi aam tor par upside tauksi gape ke sath mil kar istemaal kya jata hai taakay taizi se tijarti hikmat e amli ki tasdeeq ki ja sakay. Farq qeemat mein ahem tabdeelian hain jo aam tor par aik tijarti din se dosray din tak hoti hain. Buying and selling ke do se teen dinon mein aam gape patteren bantay ik oopri rujhan ki taaqat ko zahir karta hai. Patteren ki teesri mom batii rujhan mein aik waqfay ki nishandahi karti hai kyunkay reechh qeemat ko kam karne ki koshish karte hain lekin pehli aur doosri mother batii ke darmiyan farq ko khatam nahi kar saktay hain. Reechh ki khala ko band karne mein nakami batati hai ke mumkina tor par oopar ka rujhan jari rahay ga. Is ka manfi hum mansab, jo ke mandi walay bazaar mein hota hai, neechay ki taraf tasuki gap ke naam se jana jata hai. Paish goi ki jati hai ke dono patteren japani takneeki tajzia se shuru hue hain. Upside tasuki gape bohat se gape patteren mein se aik hai jo poooray taizi ke rujhan mein ban sakta ha. Yeh ghair mamooli baat nahi hai ke kisi asasa ki qeemat ko pehlay se banaye gaye qeemat ke farq ko band karte hue dekha jaye. Baaz auqaat tajir qeemat ko bohat taizi se barha dete hain, jis ke nateejay mein thora sa pal lower back ho sakta hai. Kaali / surkh mom batii jo upside tauksi gape banati hai is se pehlay ke belon ki qeemat ziyada beje jane se pehlay mamooli istehkaam ki muddat ke tor par kaam karti hai .Upside tasuki gaps ke rujhan ke douran kisi bhi waqt ho sakta hai. Taizi ke patteren aam tor par aik cycle ki pairwi karte hain jo aik toot phoot ke waqfay se shuru hota hai jo aik ulat jane ki tasdeeq karta hai aur phir kayi run manner gaps ke baad thakan ka farq hota hai. Jaisa ke protection ke rujhanaat ki qeemat ziyada hoti hai, yeh aksar aik charhata sun-hwa channel banata hai. Tajir qeemat ki karwai asuki Candlestick Patt charpattern market ka tasuki gap sample jab bhi marketplace ka chart ma banay ga yo ya pattern market ma 3 candles sa mil kar banay ga or is tasuki gap pattern ke teeno candles marketplace ka chart ma ak particular collection ma hoti ha or ya teeno candles marketplace ma jo trend chal raha jota ha os ma ak power ko banany ka kam karti ha marketplace ko strongly cchart ma do trha sa banta ha yani is ke do types hoti ha ak upside tasuki hole or dosre disadvantage tasuki hole ya dono tyes is tasuki hole sample ke ak dosra ka contrary ma hota ha is ma ak market ke charge ko upward ke traf preserve karta ha or dosra is ma marketplace ke charge ko downward ke traf retain karna ka kam t or candlestick chart ma dakhna ko mil jata ha jab ya tasuki gap sample banta ha yo is time par jo marketplace ke charge hoti ha ya strongly upward ya downward ke traf ja rahi hoti ha or ya tasuki hole sample ban kar marketplace ka modern trend ko follow karna ka kam karta ha or preceding fashion ko preserve karta ha. Yani ka ya tasuki gap ha or yaontinues karti ha is tasuki gap sample ke jp first two candles hoti ha ya market ka fashion ko keep karti hoi banti ha or remaining 1/3 candle is pattern ke marketplace ko opposite karti ha par ya zada mar
     
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Downside Tasuki Gap Pattern
      Downside Tasuki gap candlestick pattern teen candles par mushtamil aik mazbot trend continuation pattern hai, jo k prices k low level ya bearish trend main banta hai. Pattern k pehle do candles jo k bearish candles hotti hai, jin k darmeyan main downside par gap banta hai, jiss se pattern ki mazboti main mazzeed izzafa ho jata hai. Dosri bearish candle k baad aik bullish candle banti hai, jo ziadda tar small real body main hotti hai. Bullish candle dosree bearish candle k real body main open hoti hai aur pehli aur dosri candle k gap main close hoti hai. Ye pattern market k bearish pattern k mazboti ko brahati hai aur prices aur bhi lower level par jane ki koshash karti hai.
      Candles Formation
      Downside Tasuki gap candlestick pattern teen candles ka aik bearish continuation pattern hai, jis main pehle do candles black ya red color k yanni bearish candles hoti hai, jab k last ya teesri candle white ya green color ki yanni bullish candle hoti hai. Candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
      1. First Candle: Downside Tasuki gap candlestick pattern ki pehli candle bearish candle hotti hai, jo k black ya red color main banti hai, ye candle normal bearish size ki candle hoti hai, jo k bearish trend ko show kar rahi hoti hai.
      2. Second Candle: Downside Tasuki gap candlestick pattern ki dosri candle bhi same pehli candle ki tarah bearish candle hoti hai, jo k pehli candle se gap main downside par banta hai. Dono candles k darmeyan ye gap wazih honna chaheye, yanni dono candles ki wick bhi gap ko cover nahi karna chaheye.
      3. Third Candle: Downside Tasuki gap candlestick pattern ki teesri candle aik white ya green color main yanni bullish candle hoti hai, jo k small size main banti hai. Teesri bullish candle dosri candle k real body main open aur gap main close hoti hai. Ye white candle bullish trend reversal pattern ki nakam koshash karti hai.
      Explaination
      Continuation patterns trend reversal pattern ki nisbat ziada payedar hen, jiss k kamyabi ka tanasub bhi ziada hai. Downside Tasuki gap candlestick pattern teen candles par mushtamil pattern hai jo k bearish trend continuation ka kaam karta hai. Ye pattern bearish trend ya haleya bullish ya sideways trend se bearish breakout k baad banta hai. Downside Tasuki gap candlestick pattern ki pehli aur dosri candles bearish candles hoti hai, jin k darmeyan downside par aik wazih gap banta hai. Pattern ki teesri candle aik bullish candle hoti hai, jiss ka open bearish candle ki real body main hoti hai, jab k close pehli aur dosri candle k gap main hoti hai.
      Trading
      Downside Tasuki gap candlestick pattern aapko market main sell ka signal faraham karta hai, ye pattern dosre trend reversal pattern se ziadda reliable hota hai, jab k candles k darmeyan banne wala gap bearish trend continuation pattern ka signal hotta hai. Downside Tasuki gap candlestick pattern ki teesri candle ki closing point gap k darmeyan ya gap se pehle hona chaheye. Pattern ki bullish candle k baad confirmation k leye aik bearish candle ka hona zarori hai, ya kisi reliable indicator se bhi trend confirmation ki ja sakti hai. Confirmation bearish candle pat market main sell ki entry ki ja sakti hai, jab k Stop Loss pattern k sab se top side ya pehli candle k open position par set karen.
      • #4 Collapse

        Introduce of Downside Tasuki Gap Pattern Aoa Ummid karta hon Ap Sab Theek Hon gy AJ ham Downsides Tasuki gap candlestick pattern teen candles par mushtamil aik mazbot trend continuation pattern hai, jo k prices k low level ya bearish trend main bantam hai. PATTERN k pehle do candles jo k bearish candles hotti hai, jin k darmeyan main downside par gap banta haijiss se pattern ki mazboti main mazzeed izzafa ho jata hai. Dosri bearish candle k baad aik bullish candle banti hai, jo ziadda tar small real body main hotti hai. Bullish candle dosree BEARISH candle k real body main open hoti hai aur pehli aur dosri candles k gap main close hoti hai. Ye PATTERN market k bearish level hy Downside Tasuki Gap Pattern ki Types Dear jab bhe Ess Downsides Tasuki gap candlestick pattern teen candles ka aik BEARISH continuation pattern hai, jis main pehle do CANDLES black ya red color k yanni bearish candles hoti hai, jab k last ya teesri candle white ya green color ki yanni BULLISHNESS CANDLESTICKS Mein Firsts CANDLESTICKS Downsides Tasuki gap candlestick pattern ki pehli candles bearish candle hotti hai, jo k Black ya red color main banti hai, ye candles normal bearish size ki candle hoti hai, jo k BEARISH trends follow ho gy.... Explanation Dear jab bhe Ess Continuations PATTERNS trend reversal pattern ki nisbat ziada payedar hen, jiss k kamyabi ka tanasub bhi ziada hai. Downside Tasuki gap candlestick pattern teen candles par mushtamil pattern hai jo k bearish trend continuation ka kaam karta hai. Ye pattern bearish Trending ya haleya bullish ya sideway trend se BEARISH breakout k baad banta hai. Downside Tasuki gap candlestick PATTERN ki pehli aur dosri candles bearish candles hoti hai, jin k darmeyan downside par aik wazih gap banta hai. Pattern ki teesri candle aik bullish patterned say hi Len gy Trading Stradgy
        Dear Friends jab bh Downsides Tasuki gap CANDLESTICKS pattern aapko market main sell ka signal faraham karta hai, ye pattern dosre trend reversal PATTERN se ziadda reliable hota hai, jab k candles k darmeyan banne wala Gap bearish trend continuations pattern ka signal hotta hai. Downsides Tasuki gap candlestick PATTERN ki teesri candle ki closing point gap k darmeyan ya gap se pehle hona chaheye. Pattern ki bullish candle k baad confirmation k leye aik bearish candle ka hona zarori hai, ya kisi reliable indicator se bhi trend confirmation say ki ja sakti hai. Confirmation bearish candle pat market main selling ki entry ki jaa sake gy
        • #5 Collapse

          Bhai, "Downside Tasuki Gap" candlestick pattern mein jab price gap down hota hai aur dusre din bearish candle banta hai jo pehle ki range mein rehta hai, toh yeh continuation of downtrend indicate karta hai; trend confirm karne ke liye volume aur other indicators check karo.
          • #6 Collapse

            IDENTIFY OF DOWNSIDE TASUKI GAP PATTREN: Asslamoalaikum dear sir I hope aap sab khariyat sy hoon gy our apna work dilchapi ky sath work karty hen Downsides Tasuki gap candlestick pattern teen candles par mushtamil aik mazbot trend continuation pattern hai, jo k prices k low level ya bearish trend main banta hai. Pattern k pehle do candles jo k bearish candles hotti hai, jin k darmeyan main downside par gap banta hai, jiss se pattern ki mazboti main mazzeed izzafa ho jata hai. Dosri bearish candle k baad aik bullish candle banti hai, jo ziadda tar small real body main hotti hai. Bullish candle dosree bearish candle k real body main open hoti hai aur pehli aur dosri candle k gap main close hoti hai. Ye pattern market k bearish pattern k mazboti ko brahati hai aur prices aur bhi lower level par jane ki koshash karty hen our successful hoty hein.
            IMPORTANCE'S OF POST:Dear members forex exchanging Market Mei downside TASUKI CANDLICTICK PATTREN'' Continuations patterns trend reversal pattern ki nisbat ziada payedar hen, jiss k kamyabi ka tanasub bhi ziada hai. Downside Tasuki gap candlestick pattern teen candles par mushtamil pattern hai jo k bearish trend continuation ka kaam karta hai. Ye pattern bearish trend ya haleya bullish ya sideways trend se bearish breakout k baad banta hai. Downside Tasuki gap candlestick pattern ki pehli aur dosri candles bearish candles hoti hai, jin k darmeyan downside par aik wazih gap banta hai. Pattern ki teesri candle aik bullish candle hoti hai, jiss ka open bearish candle ki real body main hoti hai, jab k close pehli aur dosri candle bnaty hei our ye bhoot asaan hota Hai price bhi kam karny hoty hen. TRADINGS STRATEGY'S: Dear members forex Mei Downsides Tasuki gap candlestick PATTERN sey apko bhot sara knowledge mil sakta Hei our yeh Pattren jisay star candlestick Pattren samples ky hoty hen our aapko market main sell ka signal faraham karta hai, ye pattern dosre trend reversal pattern se ziadda reliable hota hai, jab k candles k darmeyan banne wala gap bearish trend continuation pattern ka signal hotta hai. Downside Tasuki gap candlestick pattern ki teesri candle ki closing point gap k darmeyan ya gap se pehle hona chaheye. Pattern ki bullish candle k baad confirmation k leye aik bearish candle ka hona zarori hai, ya kisi reliable indicator se bhi trend confirmation ki ja sakti hai. Confirmation bearish candle pat market main sell ki entry ki ja saktiii Hei our Traders ko follow karty howy signal frahm kiye jaty hen.
            • #7 Collapse

              Disadvantage Tasuki hole candle design high schooler candles standard mushtamil aik mazbot pattern continuation design hai, jo k costs k low level ya negative pattern primary banta hai. Design k pehle do candles jo k negative candles hotti hai, jin k darmeyan principal drawback standard hole banta hai, jiss se design ki mazboti fundamental mazzeed izzafa ho jata hai. Dosri negative flame k baad aik bullish candle banti hai, jo ziadda tar little genuine body principal hotti hai. Bullish light dosree negative flame k genuine body primary open hoti hai aur pehli aur dosri candle k hole fundamental close hoti hai. Ye design market k negative example k mazboti ko brahati hai aur costs aur bhi lower level standard jane ki koshash karti hai. Candles Arrangement Disadvantage Tasuki hole candle design high schooler candles ka aik negative continuation design hai, jis primary pehle do candles dark ya red variety k yanni negative candles hoti hai, hit k last ya teesri candle white ya green variety ki yanni bullish light hoti hai. Candles ki development darjazzel tarah se hoti hai; First Candle: Drawback Tasuki hole candle design ki pehli flame negative candle hotti hai, jo k dark ya red variety primary banti hai, ye candle typical negative size ki light hoti hai, jo k negative pattern ko show kar rahi hoti hai. Second Candle: Drawback Tasuki hole candle design ki dosri flame bhi same pehli light ki tarah negative candle hoti hai, jo k pehli candle se hole principal disadvantage standard banta hai. Dono candles k darmeyan ye hole wazih honna chaheye, yanni dono candles ki wick bhi hole ko cover nahi karna chaheye. Third Flame: Disadvantage Tasuki hole candle design ki teesri light aik white ya green variety fundamental yanni bullish candle hoti hai, jo k little size principal banti hai. Teesri bullish candle dosri candle k genuine body fundamental open aur hole principal close hoti hai. Ye white light bullish pattern inversion design ki nakam koshash karti hai. Explaination Continuation designs pattern inversion design ki nisbat ziada payedar hen, jiss k kamyabi ka tanasub bhi ziada hai. Drawback Tasuki hole candle design youngster candles standard mushtamil design hai jo k negative pattern continuation ka kaam karta hai. Ye design negative pattern ya haleya bullish ya sideways pattern se negative breakout k baad banta hai. Disadvantage Tasuki hole candle design ki pehli aur dosri candles negative candles hoti hai, jin k darmeyan drawback standard aik wazih hole banta hai. Design ki teesri flame aik bullish light hoti hai, jiss ka open negative candle ki genuine body primary hoti hai, poke k close pehli aur dosri candle k hole fundamental hoti hai.... Exchanging Drawback Tasuki hole candle design aapko market principal sell ka signal faraham karta hai, ye design dosre pattern inversion design se ziadda dependable hota hai, hit k candles k darmeyan banne wala hole negative pattern continuation design ka signal hotta hai. Disadvantage Tasuki hole candle design ki teesri flame ki shutting point hole k darmeyan ya hole se pehle hona chaheye. Design ki bullish flame k baad affirmation k leye aik negative candle ka hona zarori hai, ya kisi dependable marker se bhi pattern affirmation ki ja sakti hai. Affirmation negative flame pat market primary sell ki passage ki ja sakti hai, punch k Stop Misfortune design k sab se top side ya pehli light k vacant position standard set karen.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                vah Hamesha successful Ho Jaate Hain agar aap bhi is market Mein successful Hona Chahte Hain To aapko apni best strategies apply Karni Hogi aur demo account per experience Hasil karna hoga tab hi aap is market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain main aaj aapko bahut hi acchi information dene ja raha hun jo aapki trading ko Masjid profitable banaa sakte hain to Mera topic hai bearish meeting line candlesticks pattern kya hai Ham is per Kaise kam Karke profitable ho sakte hain... What is Bearish Meeting Line Candlestick Pattern: Dear member forest trading Mein Jawab kaam kar rahe hote hain to usmein bear is meeting line pattern Mein Ek bearing scandal police stand ki last candles per upper side se attack Karke market Mein Bole stand ka khatma Karti Hai yah pattern 2 days candles par mustameez Hota Hai jismein first candle Ek long real body wali Bole scandal hoti hai jo ki price ko upward push Karti Hai pattern ki second candle Ek bearing hoti hai jo ki open fast candle se abhav gap Mein hoti hai yani fast aur second candles ke closing price sem point per Milte ya meeting Karte Hain bearish meeting line pattern ka opposite sides ya bottom price per bearish meeting line pattern banta hai jo ki Bullish trend reversal pattern hai

                اب آن لائن

                Working...
                X