What Is Bullish Counterattack Line

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is Bullish Counterattack Line
    What Is Bullish Counterattack Line
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction salam alaikum umeed hai ke tamam flux members achi karkardagi ka muzahira kar rahay hain aaj hum fast counter attack line baari maai ke baray mein baat karte hain jab aap market mein kaam karte hain to aap ko achi terhan se kaam karna parta hai aur choti galiyo ka khayaal rakhna parta hai jo aap ko waqai mushkil banati hain aur agar aap market mein acha kaam karna chahtay hain to aap ko account se kuch talaash karna hoga. aap ke bazaar mein laag un aap ke sath kaam karna chahtay hain aur aap ko achi niyat ke sath kaam karna hoga . Bullish Counterattack Line candlestick pattern: Draw a candlestick pattern Mein dusre Din Ki previous candle Din Ki candle to open below the gap Usi point close the candlestick line candlestick pattern hota hai jismein Pahli candle Ek bhi candlestick Ek Hi Ki din ki bhi candlestick trend now asrath ko kam Karti Hai i.e. bulleh stone scandal. Candle Formation: Conditional Line Candle Pattern Mein Shamil Candle beresh aur bullish pattern ki hoti hain Jo ke baha to bullish trend liye hota hai pattern ki dusre candle Pele liin killer open hokar Usi to close line Hoti Hai pattern Mein Shamil candlestick formation pattern zail Tarha Se Hoti Hai. First candle: Bullish Counterattack chart candlestick pattern ki pehli candle market and current trend ka mutabik Ek bear trend hota hai Jisco ka close price open price ke hota scandal shadow pretzel Ja Uske bagair ho sakti hai jo ki real body Mein hoti hai. Second candle: Candlestick pattern chart Bullish Counterattack ki dosri candle Ek bulli candle Hoti Hi yah candle Peli candle down gap mein open hokar Usi if closing price close high price, body high Mein honi chahie aur pahle shem if closing point se pahle Ja bad Mein. The interpretation of the line candlestick pattern may seem a bit counterintuitive: Pattern Candlesick Counter Counter Banti Banti Hai Jab Bhei Market Samudol Min Hai Room Hain Hein Panding Jain Ho jaate Trade with Candlestick Counterattack Bullish Line: Bullish Counterattack Line Pattern Candlestick Trading ke liye ek strong bull signal Deta Hai a market Mein pattern Entry card hain ke bad Ek bullish candle confirmation Ka Hona jaruri hai jo ki real body Mein hone ke sath sath dusri candle keip close honi chahie but Veeresh candle banne ki situation Ja sakti ho sham Shah bearish position lower for Na Jo's price stop bearish for Na Jo'.
     
    • #3 Collapse

      Candlestick Counterattack Bullish Line Ú©Û’ ساتھ تجارت: بلش کاؤنٹر اٹیک لائن پیٹرن کینڈل سٹک ٹریڈنگ Ú©Û’ لیے ایک مضبوط بیل سگنل دیتا ہے ایک مارکیٹ میں پیٹرن انٹری کارڈ ہیں Ú©Û’ برا ایک تیزی Ú©ÛŒ موم بتی Ú©ÛŒ تصدیق کا ہونا جروری ہے جو Ú©ÛŒ اصلی باڈی میں ہونے Ú©Û’ ساتھ ساتھ دوسری موم بتی کیپ بند ہونا چاہی لیکن جو بنیش شاہ ویر Ú©ÛŒ پوزیشن لوئر ہو جائے Ú¯ÛŒ لیکن جو بنیش Ú©ÛŒ صورت Ø*ال ہو سکتی ہے۔ Na Jo' Ú©Û’ لیے پرائس سٹاپ مندی۔
      • #4 Collapse

        Assalamu Alaikum Dosto!
        Bullish Counterattack Line Candlestick Pattern
        Bullish counterattack line candlestick pattern two days candles par mushtamil aik bullish trend reversal pattern hai, jo k lower trend k baad banta hai. Pattern aik bearish trend main uss waqat banta hai, jab market main aik bullish candle pechli bearish candle k nechay gap main open ho kar, aur real body banane k baad pehli bearish candle k real body k bottom par same closing price par close ho jati hai. Pattern main shamil dono candles ka close price same point par ya aik dosre k bohut qareeb hota hai, jiss se dono candles k darmeyan koi gap nahi banta hai. Pattern k mutabiq bulls market k control ko hasil karne main kamyab hote hen, jiss se prices reversal ya bullish trend ko follow karna shoro karti hai. Pattern k dono candles k closing price k darmeyan lazmi koi gap nahi hona chaheye, basorat degar ye pattern on-neck pattern ban sakta hai.
        Candles Formation
        Bullish counterattack line candlestick pattern ki dosri candle k bullish hone k baad market main investor trend badalne par majbor hote hen. Jiss se prices new trend bullish ko follow karna shoro karti hai. Pattern main shamil dono candles mukhtalif pattern ki hoti hai, jiss mein pehli candle bearish aur dosri bullish hoti hai, jiss ki tafseel darjazel tarah se hoti hai:
        1. First Candle: Bullish counterattack line candlestick pattern main pehli candle aik bearish candle hoti hai, ye candle price k downtrend ko show kar rahi hoti hai, jo k black ya red color ki candle hoti hai. Ye candle aik strong real body main banti hai, yanni candle ki real body shadow se ziada hoti hai.
        2. Second Candle: Bullish counterattack line candlestick pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k open to pehli candle k bottom par gap main hoti hai lekin close pehli candle k real body k qareeb ya same pehli candle k closing price par hoti hai. Ye candle color main white ya green hoti hai, jo k bearish trend ko khatam karti hai, aur prices k bullish trend reversal ka sabab banti hai.
        Explaination
        Bullish counterattack line pattern ko bullish trend reversal patteren ke tor par istemal kia jata hai, jo market mein musalsal neechay ki janib harkat karte howe prices main banta hai. Pattern k dosre din ki candlestick prices main waqfa dekhata hai, jahan bulls market mein wapasi ki koshash karte hai. Pattern ka ahem nuqta yeh hai, k pattern ki dosri candle pehli candle k close price se nechay gap main open ho kar bullish real body banane k baad pehli candle k same lower price ya close price par close hoti hai. Pattern ye zahir karne ki koshash karte hen, k bears market main control barqarar rakhne main nakam rahe hen, jiss se bulls market ka control hasil karte hen. Pattern ki dono candles mukhtalif formate main hoti hai, jiss main pehli candle bearish aur dosri bullish hoti hai. Dono candles real body main lazmi honi chaheye jab k ye candle shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai.
        Trading
        Bullish counterattack line candlestick pattern prices main bulls ki kamyab koshash ko zahir karti hai, jiss se prices bullish trend reversal ko follow karti hai. Pattern ki dono candles k closing price k same point par honi chaheye, q k bullish candle ki ye strong wapasi prices k trend reversal ka sabab banti hai. Pattern par trading se pehle aik confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main bullish honi chaheye aur dosri bullish candle k top par close honi chaheye. Pattern k baad bearish candle k banne se ye pattern invalid ho jayega. Pattern ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator par value oversold zone se kam honi chaheye. Stop Loss pattern k sab se bottom position ya dosri candle k open price se two pips below set karen.
        • #5 Collapse

          کینڈل سٹک پیٹرن ورلڈ بیک کینڈل ڈے کینڈل کلوز یوسی پوائنٹ بیلو گیپ ٹو اوپن ٹو کینڈل سٹک لائن
           
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            ڈین بیک کینڈل ڈے کینڈل کینڈل سٹک لائن کینڈل سٹک پیٹرن کھولنے کے لیے گیپ کے نیچے یوسی پوائنٹ کو بند کریں
             

            اب آن لائن

            Working...
            X