What Is Bullish Counterattack Line.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is Bullish Counterattack Line.
    What Is Bullish Counterattack Line.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear friend kaise hain Sab ummid Karti hun khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko bahut hi Achcha kam karna hota hai aur Chhoti Si Chhoti mistakes Ka Khyal Rakhna hota hai agar aap hard work karte hain aur Market mein jyada Se Jyada arning karna chahte hain to aapko daily basis per Apna target complete karna chahie aur acchi learning Ke Sath Ho Aur acche experience ke sath kam karna chahie Jitna Achcha experience Hoga aur aap is market Mein itne hi acchi kamyabi Hasil kar sakte hain aapko is market Mein Apne experience ko Hasil karne ke liye demo account ko use karna chahie demo account Hamare liye bahut hi faydemand hai isase Ham Achcha experience Hasil kar sakte hain Ham ismein acche pattern ki formation Le sakte hain aaj main aapse bahut hi important information discuss karungi jo aapki trading ko Achcha result de sakti hai to Mera topic hai Bullish Counterattack Line Candlestick Pattren kia hai. Bullish Counterattack Line Candlestick Pattren: Bullish contractic line candlestick pattern Mein dusre Din Ki candle previous Din Ki candle ke bottom per gap mein open hokar Usi ke closeing point per close hoti hai bullish contractic line candlestick pattern do candles par mustamile hota hai jismein Pahli candle Ek bhi race scandal Hoti Hai Jab Ke dusre Din Ki candle Ek bullish candle Hoti Hai pattern ki dusre Din Ki bullish candle pahle din ki bhi race candles ke current trend ke asrath ko kam Karti Hai yani Bulleh scandal Viresh candles ke lower side per gap Mein khulati Hai Jab cake close Usi ke same closing point per hoti hai scandal se down gap mein open Hoti Hai Lekin yah gap bulls candle ke real body se cover hota hai Jiska is vajah se andaza ya clear Najar Nahin Aata Hai. Candles Formation: Bullish contractic line candles take pattern Mein Shamil candles beresh aur bullish pattern ki hoti hain Jo ke price ke bullish trend reversal ke liye use hota hai pattern ki dusre candle Pele candle killer per open hokar Usi ke closing line per sem close Hoti Hai pattern Mein Shamil candles ki formation darja zail Tarha Se Hoti Hai. First Candle: Bullish Counterattack line candlestick pattern ki pehli candle market ke current trend ke mutabik Ek bearish trend hota hai Jisko ka close price open price ke down hota hai scandal Shadow simit Ja Uske bagair ho sakti hai jo ki real body Mein hoti hai. Second Candle: Bullish Counterattack line candlestick pattern ki dusri candle Ek bullish candle Hoti Hai yah candle Peli candle ke bottom per gap mein open hokar Usi ke higher per same close price per close hoti hai dusri candle lazmi real body Mein honi chahie aur pahle candle ke close point se pahle Ja bad Mein close nahi honi chahiye. Explanation Of Bullish Counterattack Line Candlestick Pattren: Bullish Counterattack Line Candlestick pattern price chart per use time Banti Hai Jab Bhi sellers market Mein dilchaspi Lena kam kar dete Hain yah pattern price ke bottom per Ja Re strength Mein Bankar market ka trend bulish reversal banaa Deta Hai pattern Mein Shamil donon candles real body Mein honi chahie jismein dusri candle Pahli candle se down gap mein open Hoti Hai pattern ki banne ki psychology Kuchh Is Tarah Se Hoti Hai jismein sailors price ko pahle down push karte hain jisse Bullish candle candles ke se down gap mein open hoti hai lekin bad Mein sellers ki price ke bottom Mein Masjid dilchaspi Nahin rahti hai aur Usi time buyers market Mein active jyada ho Jaate Hain pattern Koi strong news release hone ke bad price ke bottom Mein banta hai. Trading With Bullish Counterattack Line Candlestick Pattren: Bullish Counterattack Line Candlestick Pattren trading ke liye ek strong bullish signal Deta Hai jisse buyers market Mein entry karte hain pattern ke bad Ek bullish confirmation candles Ka Hona jaruri hai jo ki real body Mein hone ke sath sath dusri candles ke top per close honi chahie lekin Veeresh candles banne ki condition Mein trade entry karne se white Karen friend confirmation CCI RSI indicator aur oscillator Se Bhi ki Ja sakti hai Jis per value over sold Jon Mein honi chahie pattern do candles Ka Hota Hai Is vajah Se stop loss ka use jaruri hai stop loss pattern ke hisab se lower position Jo second candle ke open price se do peps below per set Karen.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X