Bearish Flag Pattern.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish Flag Pattern.
    Bearish Flag Pattern.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear friend kaise hain Sab ummid Hai Ki khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko Jyada Se Jyada hard work ki jarurat hoti hai aur Market ko acchi tarike se Samajh Kar trading karna hoti hai agar aap proper learning ke sath kam karte hain to aapko bahut jyada fayda Milta hai aapko Hamesha koshish Karni chahie ki aap ismein acchi strategies ke sath kam Karen Taki aapko is market Mein Achcha result Mile aaj main aapse Bearish Flag Pattern k related information discuss karungi. Bearish Flag Pattern: Bearish flag chart pattern Ek Baarish continent pattern Hai jismein flag do line Se Banta Hai Jo Ek mustateel banate hain yah Trend ke mukhale simit per banta hai Jisko Aam Taur per kaunsi leadership Kaha jata hai mustkim bahut kam Waqt Ka Hota Hai jismein Fark qunanda trading ke dauran Kuchh Sans lene ke liye ruk Jaate Hain. Bearish flag information flag pattern Mein price pattern ke bottom per down per exit Hoti Hai yah pattern takriban 90% Tak continuation pattern ka kam Karta Hai Kyunki yah Ek bearing Mein use hota hai jismein takriban 62% Tak yah pattern Apne target Hasil kar Jata Hai takriban 10% trend reversal ka kam karta hai takariban 76% bearish flag annually pattern lower range mein banta hai. Important Information Of Bearish Flag Pattern: Bearish flag pattern se pehle price jitni Teji ke sath Lo aur Jaati Hai pattern banne ke bad bhi price bahut Teji se bear is Jaati Hai flat Ki Kar gandgi use time kam hoti hai Jab yah trend ki simit mein Banti Ho tang lines per mustfairya flag pattern use flag pattern Se Jyada kabile Bharosa Hota Hai Jiski line vaise Ho agar koi break Nahin banti hai to Flag Jyada strong Hoti Hai pull back flag pattern k liye nai banti to nuksan De hai. Explanation Of Bearish Flag Pattern: Bearish flag pattern do hisson par mustameez hota hai jismein pahla hissa flag ka dhundhna Hota Hai jabki dusra hissa flag hota hai flag ka Dhanda birish trend candles per musta Mele hota hai jo bahut Teji ke sath lower ki taraf Jaati Hai Jab Ke flag Mustakim Shakal Mein banta hai jismein candle Sambhal size mein bante hain aur yah Ek Tarah Se channel trendlines Ki Tarah hota hai yah hisab BIOS ke Waqt Ka hissa Hota Hai jismein padhaai se sideways Harkat Karti Hai flag Hisse Mein traders yah decide karne ki koshish Karte Hain Ki price ke Majid bearish Jana chahie ya Wapas reversal Hona chahie lekin pattern ke bad price continuation per hi chal padati hai. Trading With Bearish Flag Pattern: Bearish Flag pattern per do Tarah Se trading ki Jaati Hai Ek ravaiti strategy se aur dusra Agar aggressive job bagair trained confirmation ke tarike kar ke mutabik se Aam trader entry karne se pahle pattern ko complete hone ke bad pattern ke top per Sel ki entry Karen highest Hisse per stop lossput Karen take profit ka andaza pattern ke hight ke mutabik set Karen ya ek strong trend contination trend Ki majbuti Hai aggressive trader ko flag ke last per Sel ki entry Karni chahie aur stop loss ko flag karna chahie take profit flag ke lower per set karna chahie aur ek profit do ko flag ke double ke barabar Lagana chahie.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X