Use Of Fundamental Analysis.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Use Of Fundamental Analysis.
    Use Of Fundamental Analysis.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear friend kaise hain Sab ummid Hai Aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko bahut hi careful hokar kam karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai agar aap market Mein proper analysis Karenge to aapko bahut hi fayda Milega aur ismein acchi running kar sakte hain aur daily basis per Apna target complete kar sakte hain aapko Hamesha acchi planning ke sath kam karna chahie aaj main aapse fundamental energy ke related information discuss Karenge. Forex Fundamental Analysis: Forest environmental analysis tool Hai Jisne Hum economics indicator aur events ki tafseel Se jaanch Karte Hain Taki Ham currency pers ki price ko samajh sake is analysis ka maksad market trend aur currency movement ko reduce karna hai forest fundamental analysis aur technical analysis Mein Fark Hai Jahan technical analysis Mein Ham price chart aur indicators ka use karte hain forest fundamental analysis ka aagaaj usul hai jismein currency pair ki price ko samajh sakhty hain. Fundamental Analysis Main Economic Indicators: Forex fundamental analysis Mein economic indicators important hote hain GDP Gross Domestic Product Ek important indicator Hai Jo Ek country ki RC maloomat deta hai inflation rate aur consumer price index samajhte Hain ki currency ki price Kitni Teji se badh rahi hai employment data aur unemployment rate bhi currency pairs per Asar dalte Hain interest rate aur Central Bank policy currency movement per 11 Asar dalte Hain indicator bahut important Hote Hain. Economic News Aur Event Ki Tashrih: Forex fundamental analysis Mein economic calendar or new event ka use hota hai major economic news Jaise GDP report employment data or interest rate decision currency pair per Asar dalte Hain Central Bank meeting aur military policy decision be currency market ko mutasir Karte Hain Pyasi Vakya aur jio political factors bhi currency movement per Asar dalte Hain market sentiment or risk appetite bhi currency trading Mein important roll Ada Karte Hain. Forex Trading K Liye Fundamental Analysis Ki Tashreeh: Forex fundamental analysis ka use Karke Ham long term Trends or currency valuation ko samajh sakte hain currency correlation aur inter market analysis se Ham currency pair Ke Darmiyan Talaq ko samajh sakte hain fundamental analysis ko technical analysis ke sath use Karke Ham trading opportunities ko pahchan sakte hain risk management aur stop loss placement bhi fundamental analysis ka hissa hai. Forex Fundamental Analysis Ke Case Studies Aur Misalein: Forex fundamental analysis ke case studies aur masale Hamen real life example Dete Hain major economic events aur inke Asar per cause studies se Ham currency per ki movement ko samajh sakte hain central bank statement aur inke star per anarkshit Karke Ham currency market ko samajh sakte hain aur inse Hamen yah fayda hota hai ki Ham ismein Jyada Se Jyada Apne analysis strong Karke Achcha profit banaa sakte hain isliye Hamen Koshish Karna chahie ki Ham market Mein analysis ko best se best Karen Taki Ham Jyada Se Jyada apni earning increase kar sake.
     
    • #3 Collapse

      Aslamoalekum kesay hain ap sab..main umed karti hon ap kheryt say hon gay. Or apka trading session behtreen ja raha hoga. Aj kay hmaray disscussion ka jo topic hay wh fundamental analysis ke istemal kay baray main hay. Aye dekhtay hain kay yeah kia hay or forex trading main hamen kia malomat faraham karta hay r trading main hamen is say kesy madad milti hay. Use of fundamental analysis Forex trading mein fundamental analysis ek tarah ka tajziya hai jiska istemal karke traders ya investors currency kay joray ke movements samajhte hain. Yeahi wja analysis un awamil par tawaja deti hai jo ek mulak ki halat, siasat, samaji muashray, aur dusre muddat ke masail se mutasir hote hain. Is analysis ke harkaat sey b traders koshish karte hain ke currency kay joray ke qeemat mein ane wale tabdeeliyon ko pehle se samajh len taake unhe faiday ka mouqa mil sake aur nuksan se bacha ja sake.Kuch mukhtalif tariko se fundamental analysis ki jati hai.Central banks aur government agencies kay zariye jari kiye jane wale indicators, jaise key r GDP growth rate, inflation rate, employment data, aur trade balance, currency kay joray ke qeemat ko muntakhib karte hain. Is tarah ke data ko samajh kar traders currency kay joray ke mustaqbil ke simat ko estimate karne ki koshish karte hain.Central banks apni monetary policy ke zariye interest rates ko control karte hain. Interest rate changes, jaise ke interest rate hike ya cut, ek ksi bhe mulk ki currency value ko directly muntakhib karte hain. Fundamental analysts, central bank ke monetary policy statements aur meetings ka bareek beni say mushahida karte hain taake unko interest rate main tabdelio ki peshan goi ho sake. Basis jaise ke wars, tejarat kay shaded maslay aur quadrati nuqsanat, bhi currency kay joray ke movement par asar dalte hain. Fundamental analysis mein in sbhi events ko bhi samjhne ka mukamal hasol kiya jata hai.Market mein hukoomat ke faislay, data aur is sy mutalik hawale se traders ka sentiment badalta rehta hai. Isi liye to sentiment ko analyze karke traders market ke simat ko samajhte hain.Fundamental analysis forex trading mein ek important tool hai, lekin iska istemal karne key b liye achi samajh, research, aur tajziya ki zarurat hoti hai. Bahut se traders is analysis ko technical analysis ke sath mila kar istemal karte hain taake unhe sahi traha trading decisions lene mein madad mile. Is liye in sab chezeo ka istemal karny say pehlay bohat se khas bato ka khayal rkhna bohat zeada zaroori hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        CandlesStick Utilization Of Major Examination!!! Assalamu Alaikum dear Forex Traders companion kaise hain Sab ummid Hai Aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Punch aap is market Mein kam karte hain to aapko bahut greetings cautious hokar kam karna hota hai aur difficult work ke sath kam karna hota hai agar aap market Mein legitimate examination Karenge to aapko bahut hey fayda Milega aur ismein acchi running kar sakte hain aur everyday schedule per Apna target total kar sakte hain aapko Hamesha acchi arranging ke sath kam karna chahie aaj principal aapse central energy ke related data talk about Karenge. Forex Trading Basic Examination Parttens,,, Dear,Aoa Woods natural investigation instrument Hai Jisne Murmur financial aspects pointer aur occasions ki tafseel Se jaanch Karte Hain Taki Ham cash pers ki cost ko samajh purpose is examination ka maksad market pattern aur money development ko diminish karna hai timberland central examination aur specialized investigation Mein Fark Hai Jahan specialized examination Mein Ham cost graph aur pointers ka use karte hain woodland crucial investigation ka aagaaj usul hai jismein cash pair ki cost ko samajh sakhty hain. Clearification,,, Forex trading basic examination Mein monetary pointers significant hote hain Gross domestic product Total national output Ek significant marker Hai Jo Ek country ki RC maloomat deta hai expansion rate aur buyer cost file samajhte Hain ki money ki value Kitni Teji se badh rahi hai business information aur joblessness rate bhi cash matches per Asar dalte Hain loan fee aur National Bank strategy cash development per 11 Asar dalte Hain marker bahut significant Hote Hain. Financial News Aur Occasion Ki Tashrih our Bullishcandles Dear, Forex key investigation Mein monetary schedule or new occasion ka use hota hai major financial news Jaise Gross domestic product report work information or loan fee choice money pair per Asar dalte Hain National Bank meeting aur military strategy choice be cash market ko mutasir Karte Hain Pyasi Vakya aur jio political variables bhi money development per Asar dalte Hain market opinion or hazard craving bhi money exchanging Mein significant roll Ada Karte Hain.

        اب آن لائن

        Working...
        X