What is demand and supply in Forex market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is demand and supply in Forex market
    What is demand and supply in Forex market
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AOA Introduction Friends kya haal hai aapke main ummid karta hun aap khairiyat se Honge Aaj is topic ko Ham discuss Karenge vah Hai supply and demand supply aur demand se market mein kya Fark padta hai aur ine supply aur demands per Kaise trading ki Jaati Hai Inko Ham detail se discuss Karenge What Is Supply In Market Supply won today hai jo market mein kisi currency ya commodity jo my market Mein maujud hoti hai agar Kisi currency ki supply market mein zada hoti hai to use currency ki value Mein Kami hoti hai aur or market main down trend start ho jata hai Agar Kisi currency ke supply Mein Kami aaye to uski value Mein ijaafa hone lagta hai traders zadatar vah chijen buy karte hain ya UN commodities ya price Mein invest karte hain jinki supply kam hoti hai Kyunki unke value mein izafa dekhne Ko Milta Hai jaise ki demand aur normal market ka andaza lagain Anar market ka demand ke supply kam hai to aapko bahut cast Li milati Hai Lekin normal Bazar mein aapko Har Jagah se milati hai to free Hain yah bahut saste Hain isliye Jab market Mein supply start hoti hai to market down trend karna Shuru karti hai What Is Demand In Market Demand ka Urdu mein matlab bhi Talab Hain Jiska matlab hai ki market mein kisi bhi assist ki Kitni retirement Hai Jab market mein kisi currency Ke demand Mein izaafa Hota Hai To iski value Bhi zada Ho Jaati Hai Aur ISI Tarah Jab Kisi currency ke demand Mein Kami Aati Hai To is ki value mein bhi Kami Ho Jaati Hai Jab demand zada Hoti Hai To koi bhi currency ya commodity Upar Jana start kar deti hai aur usmein upTrend shuru ho jata hai Three Stages Of Supply & Demand 1# demand exceed supply Jab market mein demand zada aur supply kam hoti hai to demand supply competition ki vajah se price Mein izaafa Hota Hai Aur vah up trend mein jana start ho jaati hai aur us time Ham market mein buy ke trading karty Hain 2# supply exceed market Jab market Mein supply zada aur demand kam hoti hai to ISI Surat Mein market ki value Mein Kami aati hai aur Market ka trend down Jana start ho jata hai aur is time per traders market Mein Sell ki trading Karte Hain 3# Jab market Mein demand aur supply donon equal ya barabar Ho yani ke demand jitni ho utani hi supply ho to market ki value na to kam hoti hai aur na hi zada hoti hai aur is time market sideway mein position Mein Hoti Hai Isko range market bhi Kahate Hain aur is time Ham market mein Koi trade Nahin Karte balki waite Karte Hain aur is position ka maksad yah matlab yah hota hai ki market Mein is Waqt Koi trend maujud NahinHai  Friends kia post ko like ya thanx deny main kuck jata hai AP ka
     

    اب آن لائن

    Working...
    X