Rectangle candlestick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rectangle candlestick Pattern
    Rectangle candlestick Pattern
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction rectangle chart pattern forex market mein aik classical chart pattern hota hey jo forex market mein Horizontal line par depend karta hey jo keh forex market mein wazah support r resistance ko identify karte hein trader forex market mein support par buy ya resistance par sell karta hey yeh formation forex market mein breakout ka esamal kar kay rules ke confirmation karte hey pemaish kay rules ka estamal kar kay kamyaby say trade ke jate hey rectangle os time banta hey jab forex arket mein support price or resistance level ko identify karte hey forex market men yeh pattern es bat ke taraf eshara karta hey market mein koi trend nahi hey kunkeh prce support or resistance level kay oper ya nechay chalte rehte hey breakout par rectangle khatam ho jata hey or price or price rectangle say out ho jate hey kuch trader rectangle par trade kartay hein or nechay kay belkul qareeb close kar daytay hein oper qareeb mein sell karna or short mein buy karna pasand kartay hein jab dosray breakout karna pasand kartay hein technical analysis rectangle chart pattern Rectangle chart pattern forex markt kay technical analysis mein bhe hote hy yeh forex market mein jadeed technical analysis ke bajay rectangle chart pattern par depend karte hy MACD, moving average price kay pattern ko apnay time par fill kartay hein forex market mein pattern ko identify karnay ka matlab yehhota hey keh chart pattern aap ko time par dosratay hein es tarah profit ke trade ke jate hey Rectangle chart pattern supply or demand balance price kay chart ya graph ko forex market mei supply or demand X-ray samjha jata hey nechay de gay tasweer mein aik rectangle pattern ke mesal de gay hein jahan par frex market kay aik tosee period kay ley demand or supply ko indicate keya geya hey hasas aik tang range mein movement karta hey rectangle kay upper hesa resistance ko identify karta hey or es kay lower hesay mein support ko talash keya ja sakta hey Bound otar charhao ko nesbatan aik wasee series hote hey rectangl time pr aik long period mein wakay ho sakte hey jokeh aik series kay darmean mein bullish ban ho jate hey or yeh aik ratio mein squire ban jate hey Trading example open low or nechay close ke solakhen hote hein MACD kese indicator say mehroom nahi keya ja sakta hey single ezafa 30 week ke moving average hey jesay classical period mein shumar keya ja sakta hey jesay classical period mein shumar keya jata hey es chart pattern par kai kesam kay anaysis key ja saktay hein sab say pehlay es bat ko note karen keh yeh intermediate up trend hota hey jo taqreban aik sall tak nafaz ho jata hey es tarah long rectangle aik reversal trend ke tashkeel hota hey jab tak forex market mein rectangle ke limit mein koi kharabe na ho breakout bh nahi ho sakta hey taqreban 37.50$ say 47.50$ ke tashreeh mumken bhe ho sakte hey
     
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
    • #3 Collapse

      Describe Rectangular Candlestick Pattern: Dear friends rectangle chart pattern for market mein trend ki gap ke characteristics ko indicate karta hai jaise ke tab price sport or resistance ke darmiyan ek side per moment karti hai aur faraks Market mein pattern aamtaur per continuation Trend ke asal direction ki taraf jari rahane se pahle farak market mein trend ka stable ka kam karta hai ab per jalore band ke darmiyan close hone wali confirmation candle stick pattern ke and hone ko identify karte hain aur Market mein jaise Trend ke break out ka confirmation hota hai to yah is taraf indication deta hai ki farak market mein trader ko hamesha tamam charts ka pattern samajhne ke bad apni entry leni chahie. Explanation: Rectangle pattern main market ko agar achi tara analysis kia jata hain tu achi tara kamyabi full kamyabi b hasil ho skti hain Rectangle pattern main market bullish and bearish hoti hain agar market main achi tara work karna hain tu market ko samjhna parta hain market main strong learning karna parta hain forex trading main Rectangle pattern ko analysis kia jata hain tu har rules ko b follow krna must hota hain agar rules ko Rectangle pattern main follow nhe kiiya jyga tu feature main ek big loss ho skta hain or big loss kar k market main apne capital ko wash kiya jah skta hain is liye hard work k sath kaam karne wale traders forex trading main ach tara kamyab ho skte hain or acha benefit hasil kar skte hain forex trading ko agar learning kia tu full kamyabi hian agar hard work kia tu lot fo earing b mil jygi and achi kamyabi b mil skti hain. Trading Point OF View: Forex trading man trader currency pairs aur commodities ki price movements ko smajhna k liye price chart ko read kerta ha. Q k price chart patterns man changes momentum aur price k trend man change ko accuracy k sath identify kerta ha. Chart Patterns currency pairs aur commodities k price chart man market price ki movement ko track ker k trader ko safe trade entry aur trade exit levels ko identify ker k deta ha. Is liye traders forex trading man kisi b currency pair ya commodity ko buy/sell kerna k liye candlestick patterns per depend kerta ha. Thank YOU!!!
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Rectangle candlestick Pattern

        introduction aik mustateel is waqt hota hai jab qeemat ufuqi support aur muzahmati sthon ke darmiyan muntaqil hoti hai. patteren ishara karta hai ke koi rujhan nahi hai, kyunkay qeemat himayat aur muzahmat ke darmiyan oopar aur neechay jati hai. break out honay par mustateel khatam ho jata hai, aur qeemat mustateel se bahar ho jati hai What Is a Rectangle

        aik mustateel aik patteren hai jo qeemat ke charts par hota hai. aik mustateel is waqt bantaa hai jab qeemat aik hi ufuqi support aur rizstns level tak kayi baar pahonch jati hai. qeemat do ufuqi sthon ke darmiyan muntaqil honay tak mehdood hai, aik mustateel banati hai. mustateel ka tasawwur darwaas box ki terhan hai How to Use Rectangle Chart Patterns to Trade Breakouts

        aik mustateel aik chart patteren hota hai jab qeemat matawazi support aur muzahmati sthon se munsalik hoti hai . aik mustateel kharidaron aur farokht knndgan ke darmiyan istehkaam ya Adam faisla ki muddat ko zahir karta hai kyunkay woh baari baari ghonson ko phenkhte hain lekin un mein se kisi par bhi ghalba nahi hota hai . qeemat aakhir kaar totnay se pehlay kayi baar support aur muzahmati sthon ki" test" kere gi . wahan se, qeemat ka rujhan break out ki simt ho sakta hai, chahay woh oopar ki taraf ho ya neechay ki taraf . What is the Bullish Rectangle Candlestick Pattern

        aik taizi ka mustateel aik tasalsul ka chart patteren hai jo oopar ki taraf bherne se pehlay qeematein ruk jane par up trained ke douran hota hai. yeh aik chart ki tashkeel hai jab qeemat aik taraf harkat karti hai, aur qeemat ki agli harkat se pehlay aik earzi tawazun hota hai . aik baar jab qeemat ka break out oopri muzahmati satah se oopar ajata hai, patteren durust hota hai, aur khareed ka ishara diya jata hai . aam tor par, mustateel patteren klasiki chart patteren group ka hissa hotay hain aur yeh kharidaron aur baichnay walon ke darmiyan ghair faisla kin muddat ko zahir karte hain. yeh bohat aam aur taaqatwar chart patteren hain jin mein break out trading taknik shaamil hai . blush mustateel patteren ka mukhalif version bearish patteren hai jis ki tashkeel aur qawaid ke set hain aur yeh bearish market ke douran hota hai .

        اب آن لائن

        Working...
        X