Long vs Short position Trade in forex Market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Long vs Short position Trade in forex Market
    Long vs Short position Trade in forex Market
     
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    what is position in forex market forex position forex market mein currency ke woh meqdar hote hey jo kese fard ya idaray ke makeyat hote hey jes kay competition mein dosree currency kay movement ka samna karna parta hey position ya short ho sakte hey ya long bhe ho sakte hey forex position ke teen kesam ke khasoseyaat hote hey 1 underlying currency pair 2 Direction long /short 3 trade size trader mokhtalef kesam kay currency pair par position lay sakta hey ager woh es bat ke meed kartay hein keh forex market mein currency ke price barah ge to wh long period tak ja saktay hein or en ke position ka size equity , margin par he depend karta hey yeh bat zaroore hey keh trader monasab meqdar mein beyaneya ka estaal karay Short Position vs Long Position matlab forex market mein long position or short position rakhnay ka matlab yeh hota hey keh forex market mein zcurrency kay pair par shart lagana position ko open karnay say behtar ho sakta hey market kay sath mashghol honay ka sab say basic pehlo yeh hota hey keh aik trader long safar karta hey or os kay pass assert or investment ka positive tawazon hota hey es assert kay sath yeh tareef karay ga position short honay par es kay pass investmet ka tawazon negative bhe ho sakta hey take os ko anay wale low price par wapes buy keya ja sakay Long position Trade mesal kay tor par aik trader USD/JPY ke 2 lot size say buy karta hey USD/JPY ke 2 lot ke long position rakhta hey basic USD/JPY ke direction buy mein hey or size 2 hey trader long position mein enter kay ley buy signal ko talash karta hey indicator trader ke taraf say forex market mein enter honay kay ley buy ya sell indicator kay ley buy ya sell signal ka talash kartay hein buy signal ke aik mesal yeh hote hey keh forex trader currency pair ko talash karta rehta hey indicatr trader ke taraf say market mein enter hnay kay ley buy / sell indicator ka forex market mein talash karnay kay ley estamal kar saktay hein buy signal ke aik mesal jab forex market currency pair support level par ger jate hey USD/JPY nechay kay chart mein 110.274 par ger jata hey laken en levels par kai bar spport keya jta hey or price es level par gernay kay bad trader ko buy ke taraf eshara day sakte hey Short Position Trade aik short position basic tor par long position kay opposite hote hey jab forex trader aik short position mein enter hotay hein to woh es bat pr depend kartay hein keh forex market mein basic crrency pair low ho jay ga currency pair ko short mein sell karnay ka matlab yeh hota hey currency pair ke price anay wallay time mein low ho jay ge jes ko trder ko bad mein wohe currency ko buy karnay ka chance mellay ga aaynechay de gay mesal say bhe samjhtay hein nechay de gay mesal trader USDJPY ke sell ke position ko daikh rahay hein jab basic currency ke resistance level tak pohnch jay ge nechay dey gay chart mein 114.486$ ke tareef ke gay hey mazeed tareef kay ley koshesh kar raha hey jab price 114.486 tak pohnch jate hey to trader sell ke taraf eshara kar dayta hey
     
    bhali kay badlay bhali

    اب آن لائن

    Working...
    X