What is divergence?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is divergence?
    What is divergence?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    WHAT IS DIVERGENCE? Divergence tab banta ha jab is ma price asset moving karti ha opposite direction ma moving karti ha technical indecator ka, or oscillator ka, or moving contrary ho ga other data ma. Divergence warns karta ha current price ka trend ka weaking ko, or kuch cases ma ya lead karta ha price ko changing direction ma. Do trha sa divergence hoti ha ak positive divergence or dosra negative divergence. Jo positive divergence hota ha ya indicates karta ha or ya move higher ma hota ha price ka asset ka possible ko. Negative divergence signals data ha price ka move lower ke traf hona ka asset ka possible ka. Divergence banta ha technical fundamental indicator or data sa. Divergence ko use karta ha technical traders or is ma price move karti ha opposite direction ma technical indecator ka. Positive divergence da ga or signals da ga price ka higher ke traf start moving hoa ki. Or ya banti tab ha jab price downward jati ha or jo technical indecator hota ha ya higher ma moveing karta ha or bullish signals data ha. Negative divergence points karta ha future ki price ka lower ana ka or ya banta ha jab price higher move karti ha or technical indecator lower ma move karta hua bearish ka signals data ha. Divergence ni da ga timely trade ka signal ko. Divergence last ma long time or is ma price reversal ni ho ga. Divergence present ni ho ga all major price ka reversals ma ya sirf present ho ga some ma. WHAT DOES DIVERGENCE TELL YOU : Divergence ak technical analysis ha or ya signal data ha positive or negative price ka move karna ko. Positive divergence tab ho ga jab price new low ko banay ga or is ma money flow start karay ge climb ko. Negative divergence ho ga isa price banay ge new high ko or jo indicator ho ga ya analyzed karay ga or makes karay ga lower high ko. Traders use karay ga divergence ko or assess karay ga underlying karay ga momentum ko or jo price asset ho ga is ma price reversal ho ge. For example, invevestor plot karay ga oscillator, relative strength index ko price chart ma. Stock ki price rising ho ge or new high ko banay ge or jo rsi ho ga ya reaching karay ga new highs ko. Agar stock ki price new highs ko to jo rsi ho ga ya start karay ga highs lower ko banay ga or ya warns karay ga price uptrend ma jay ge weakening ma. Or ya negative divergence ho ge. Traders is ma determined karay ga or exit karay ga position ko or set karay ga stop loss ko jab price start ho ge decline hona. Jo positive divergence ho ga ya opposite situation ma ho ga. Jo price ho ge stock ki ya new lows ko banay ge or jo rsi high lows ko banay ga jab each swing ho ge stock ki price ke. Investers lower low ma stock ki price ko la kar jay ga or losing karay ga downward ka momentum ko or is ma jo trend ho ga ya reversals ho ga. Divergence ak common uses ho ge bahot sa technical indecator or oscillator ka liya. THE DIFFERENT BETWEEN DIVERGENCE AND CONFIRMATION : Divergence ma jo price or indicator ho ga ya batay ga traders ko different things ka bara ma. Confirmation karna ka liya indicator or price ki or multiple indicators ka bara ma. Traders confirmation karay ga or enter karay ga trades ko. Jab is ma price move karay ge up ma to ya indecator signal da ga price ka move karna likely continue hona ka batay ga. LIMITATIONS OF USING DIVERGENCE : Ya divergence true ho ga har trha ka technical a3sa or investors combination of indicators or confirm karay ga trend ka reversal hona ka or acting karay ga divergence karay ga alone ma. Divergence present ni ho ga all price ka reversals ma, is ma kuch alag trha sa risk control ho ga or is ma analysis chaiya ho ge or used karay ga conjunction karna ka liya divergence ko. Jab divergence banay ga is ka ya matlab ni ho ga ka jo price ha ya reverse ho or jo reversal ho ya occur soon ho. Divergence long time ko use karta hua banta ha or ya alone ma acting karta ha jis ka matlab ha substantial losses ho ga price is ma react ni karay ge. DIVERGENCE OSCILLATORS : Oscillators bahot hi useful ho ga or ya issue karay ga bahot hi valid trading signals ko or readings ho ge diverge price sa. Bullish divergence tab banay ga jab prices fall ho ge or new low banay ga oscillator hot a Ha ya fails hota ha new low ko reach karna ma. Ya jo situation ho ge demonstrates ma is ma beras losing karay ga power ko or jo bull ho ga ya read karay ga or ya control karay ga market ko phir sa or ya bullish divergence banay ga or ya marks karay ga downtrend ko. Bearish divergence ma signify potential downtrend ho ga or prices rally karay ge new high ko or oscillator refuses karay ga or reach karay ga new peak ko. Is situation ma bulls losing karay ga grip ko market man, or jo prices ho ge ya rising karay ge or jo bears ho ga ya ready ho ga control ko phir sa lana ma.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalamualaikum all members. Kesy hy ap sab. Umeed krti ho ap sb thk hogy. Ajka hmara discussion ka topic Net Divergence ky bary my hy. Ab isy Dekhty hy ky ye kia hy r hmy kia information deta hy. Divergence: Forex mein Divergence is waqt hoti hai jab koi asasa mukhalif simt mein takneeki isharay ki taraf jata hai aam tor par aik momentum oscillator ya relative strength ka ishara. Currencies ki tijart krte wqt forex Divergence ko aam tor par is alamat ke tor par dekha jata hai ke qeemat ki mojooda simt kamzor ho rahi hai aur raftaar kho rahi hai jis ke nateejay mein simt ki mumkina tabdeeli ho sakti hai. Chahay simt mein tabdeeli aik saada restment hai ya pull back ya ziyada ahem rujhan ke ulat jane ka ishara aam tor par trade kiye jane walay time frame aur deegar takneeki tajzia par hota hai jaisay ke aaya asasa himayat ya muzahmat ki tareekhi sthon ke ird gird tijarat kar raha hai. Bullish Divergence: Bullish divergence ka istemaal simt mein tabdeeli ko neechay ki taraf harkat se oopar ki taraf muntaqil karne ke liye kya jata hai. Yeh is waqt hota hai jab qeematon ke chakkar aik nichli satah banatay hain aur aik hi waqt mein aik takneeki isharay ziyada kam kar raha hota hai. Khulasa yeh hai ke isharay qeemat neechay ki pairwi nhi kr rha hai ye tajweez karta hai ke kam hona kamzor ho raha hai aur raftaar kho raha hai jis ke nateejay mein mumkina tor par onche harkat ho rahi hai. Bearish Divergence: Bearish Divergence ka istemaal simt mein tabdeeli ko oopar ki taraf harkat se neechay ki taraf muntaqil karne ke liye kya jata hai. Yeh is waqt hota hai jab qeematon ke chakkar ziyada bulandi peda karte hain aur isi waqt aik takneeki isharay kam oonchai bana raha hota hai. Johar mein isharay qeemat mein izafay ki pairwi nahi kar raha hai yeh tajweez karta hai ke onche harkat kamzor ho rhi hai r raftaar kho rahi hai jis ke nateejay mein mumkina iqdaam kam ho raha hai. How to trade Divergence in Forex: Chunkay Divergence qeematon ke ulat jane se pehlay hota hai jis ki woh pishin goi karte hy is liye tajir Divergence ko bator ahm isharay istemaal kar skty hain. Divergence aap ko is baat ka ishara day sakta hai ke jald hi ulat palat ho skta hai ya dor khtm hony wali hai. Bearish Divergence aap ki position ko apne oopar girnay se pehly band karne ka ishara ho sakta hai ya kam az kam apne faiday ki hifazat ke liye stop nuqsaan muqarrar kar sakta hai. Qeemat bherne se phly Bullish Divergence taajiron ke liye mumkina entry point ki nishandahi karta hai. Divergence ko pehchanney se aap ko ziyada farokht karne aur kam kharidne mein madad mil sakti hai. Taqreeban kisi bhi ahem isharay ko istemaal kya ja sakta hai jab tak ke aap ko maloom ho ke Divergence ko kaisay talaash karna hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X