Financial Terminology; Money Management.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Financial Terminology; Money Management.
    Financial Terminology; Money Management.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear friend kaise hain Sab ummid Karti hun khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko rules regulation ko follow karna hota hai aur Mani management ke sath kam karna Hota Hai agar aap ismein Roj regulation ke against Jaenge to aapko is market mein bahut nuksan ho sakta hai isliye aapko follow karke trading karna Hogi aur acchi strategies ke sath kam karna hoga aaj main aapse Money management ke related information discuss karungi. Money Management: Forex trading main money management traits ke liye account ki safety aur uske trading profit Mein Ek Khas tarike se izaafe ka Zariya Hai Jis Tarah Se Ek trader ke liye ek kaam jaab farak Stadium satellite ji important hai Usi Tarah Se forest trading ki acchi trading management bhi trader ki kamyabi ke liye jaruri hai Mani management ka idea risk management se gehra Talak Rakhta Hai Kyunki trading ke dauran Tamam risk mani ke sath Joda Jata Hai Bus usse thoda sa different hai Forex trading ke Mani management se Murad Apne account ke Rahar Jaruri risk mein Dale bagair Apne paise ko kaise use karna hai Forex Mani management ka relation trading ke dauran Mani ko loss ko kam karne ka intejaam hai Kyunki Ham Sab Insan hain aur trading ke dauran Hone Wali mistake sab ki hoti hain to isase bachna chahie kamjor trader trading ko business ke Taur per sochte Hain business se maksad paise Kamana hai Paise khona Nahin Hai lihaja isase hone se bachne Ke Jo ekadam hote hain vah Mani management Mein Aata Hai. Money Management Sy Trading Karny K Tareeqy: Money management ke Hawale se darja jail Mein Kuchh usul hai jinko apnane se Forex trading ke Mani management ke system ko Behtar Kiya Ja sakta hai jyadatar yah usul Hamen market Mein Apne sharmae ke risk ke mutalek Hote Hain. 1) Trading Risk: Trading ke dauran kabhi bhi trading risk Ko najarandaaz Na Karen Ek trader ko yah Khyal Rakhna chahie Ki Kisi Ek trade per Apne account ka sirf ek Chhota Sa part risk Mein dalna chahie analyst trading Mein per 2% risk ka jyadatar Kahate Hain jismein Ek trader Apne trades per 2% tak ki risk Lena chahie Jaise ke $1000 trading account per trader ko $20 ka risk Lena chahie Kuchh traders trade size mein tabdili karte hain Jaisa ki aunty management methods ke mutabik Jab Bhi trades profit mein ho to Uske Lord size mein jafa Kiya Jata Hai jabki loss ki condition Mein lot size ko kam Kiya Jata Hai is Samaj se trading risk kam se kam Kiya Ja sakta hai. 2) Trading Par Drawdown Ko Set Karna: Forex trading ke dauran apne trading history ko bhi Najar andaaz na Karen aur isase aapko trading drawn ki Sahi information milati Hai draw down se Murar trading account ke price Mein vah Fark Hai Jo ki account ka pahle balance hota hai aur trades ke loss ke bad account ka Jo balance Hota Hai draw down Jitna Jyada Hoga jitne wale trades ke sath account balance ko recover karna utna hi Mushkil Hoga for example Agar Ek trader ke account mein $10000 hai aur trade ke 500 Dollars ka loss hota hai to yah 5% ke Dara down hai. 3) Trading Profit And Loss Risk: Forest trading Mein Mani management ka zaroori hissa take profit or stop loss ki Sahi risk Rakhna bhi jaruri hai balki Jay Mani management ke liye bhi bahut jyada important hai take profit aur stop loss karna sirf use bahut important hai balki uske sath sath iska Sahi use bhi trading ke liye utna hi important hai take profit jahan tak Hamare account ke target had ko profit ko mahfuj banate hain Usi Tarah Se stop loss Jyada loss Se Har condition Hamen facilities provide Karte Hain Jo ki ek acche ekadam Hain fork trading Mein invester ke jitne wale trades ka ratio Harne wale trades ki nishpat Jyada Hona chahie Agar Ek trader na Ne risk reward Reshu ke mutabik apne liye1:1 ka select Kiya Hai To uske liye use Har 10 trades mein se six love me when karne Honge aur Agar usne 3:1 car ratio Rakha ho to use condition Mein Har Chhota trade ka win Hona jaruri hai. 4) Mind Set-Up: Business ka Hamesha Ek usul Hota Hai ke profit Sath Sath loss bhi iska Ek important part Hai Hamen trading ke dauran apne jajbat ya emotional Aur lalach Ko Hamesha ek side per rakhkar trading Karni chahie Forex trading Mein emotions bilkul bhi Kam Nahin Karte Hain ki agar Ek trade loss Mein Jaaye To Ham Uske recover karne ke liye Masjid Usi simit Mein trades open karte hain yah trading per gussa karne ki koshish Mein Ham Marji tress lagakar loss uthana start karte hain isase Hamen Jyada Se Jyada loss Hasil hoga.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X