What Is The Time Frame Analysis In Forex Market.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is The Time Frame Analysis In Forex Market.
    What Is The Time Frame Analysis In Forex Market.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear friend kaise hain Sab ummid Karti hun khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko daily hard work karna hota hai aur Market ko acchi tarike se Samajh Kar trading karna hoti hai agar aap market Mein different time frames Mein analysis Karke trading karte hain to aapko bahut hi fayda Milta hai isliye aapko Koshish Karna chahie ki aap market Mein different important analysis per completely study Karen aur ismein Jyada Se Jyada fayda Hasil hota hai agar aap is market Mein Apni earning ko increase karna chahte hain to aapko apna experience gain karna hoga aur hard work ke sath kam karna hoga aaj main aapse analysis ke related information discuss karungi. Japanese Candlestick: Candlest day ka use sabse pahle Japan Mein start hua is vajah se isko Japani candlestick bhi Kaha Jata Hai Jab Hum Forex trading mein kisi pair ki price Ko Kisi Khas interval ke liye candle ka use karte hain to Jo chart yah create karta hai usko candlestick chart pattern Kaha Jata Hai candlestick ka Char line bar chart se different hota hai Kyun bar chart mein sirf pair ki price ki close value hi show hota hai Jab Ke candles take Mein Har ek time interval ke liye ek eldha candle banti hai. Candlesticks Timeframe: Candlestick chart pattern Mein nine types ke time frame show Hote Hain Jo Hamare meta trader platform per available hote hain vah time frame darja zail Hain. One Minute Timeframe: 1 minute time frame ko shortly M1 se show ya likha jata hai jo ki sirf ek minut ki candlestick ko show karti hai aur 60 second complete hone ke bad new candlestick start hoti hai. Five minute Timeframe: 5 minutes time frame Ko Mt4 ya Mt5 meta traders Pati shortly M5 se Zahir Kiya jata hai jo ke 5 minut ke chart pattern ko show Karta Hai 5 minutes ka cycle complete hone ke bad new candlestick start hoti hai. Fifteen Minutes Timeframe: 15 minutes ke time frame Ko Hum shortly M15 se Jante Hain Jo ki Hamen 15 minutes ke time duration show karvata hai iska bhi new cycle 15 minutes complete hone ke bad start Hota Hai. Thirty Minutes Timeframe: 30 minutes time frame ya half hours time frame ko shortly Ham M30 Se jayar Karte Hain Jo ki 30 minutes ki duration per mustamail hota hai yah bhi new candlestick 30 minute baad start karta hai. One Hour Timeframe: 1 hour time frame ko H1 se Zahir Kiya jata hai jo Forex trading Mein short term trading ke liye sabse Jyada use hota hai aur yah candlestick 1 ko 24 horse se show Karta Hai Van horse complete hone ke bad new candlestick Ka aagaaj Hota Hai. Four Hour Timeframe: 4 hours time frame Mt4 ya mt5 H4 se Zahir hota hai aur yah long term trading ke liye sabse Jyada use hota hai vaise bhi is time frame pe long term ke analysis Hote Hain. One Day Timeframe: Forex trading Mein one day time frame ko D1 se Zar Kiya jata hai aur is per bhi long term trading Hoti Hai yah time interval one day ki duration per Mujhmein per mil Hota Hai Uske bad new candle start hoti hai. One Week Timeframe: Second last bary time frame one week symbol w1 se Diya jata hai aur iski duration one week Hoti Hai Forex trading Mein is time frame ko bhi long term trading ke liye use Kiya jata hai. One Month Timeframe: Sabse last aur Sabse Bary time frame Jisko MN show Kiya Jata Hai Is per to analysis Mushkil Hain yah badi badi banks Karte Honge is time frame 1 month ki duration per mustamel hai aur one month ke complete hone ke bad new candles take banti hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum dear friend kaise hain Sab ummid Karti hun khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko daily hard work karna hota hai aur Market ko acchi tarike se Samajh Kar trading karna hoti hai agar aap market Mein different time frames Mein analysis Karke trading karte hain to aapko bahut hi fayda Milta hai isliye aapko Koshish Karna chahie ki aap market Mein different important analysis per completely study Karen aur ismein Jyada Se Jyada fayda Hasil hota hai agar aap is market Mein Apni earning ko increase karna chahte hain to aapko apna experience gain karna hoga aur hard work ke sath kam karna hoga aaj main aapse analysis ke related information discuss karungi. Japanese Candlestick: Candlest day ka use sabse pahle Japan Mein start hua is vajah se isko Japani candlestick bhi Kaha Jata Hai Jab Hum Forex trading mein kisi pair ki price Ko Kisi Khas interval ke liye candle ka use karte hain to Jo chart yah create karta hai usko candlestick chart pattern Kaha Jata Hai candlestick ka Char line bar chart se different hota hai Kyun bar chart mein sirf pair ki price ki close value hi show hota hai Jab Ke candles take Mein Har ek time interval ke liye ek eldha candle banti hai. Candlesticks Timeframe: Candlestick chart pattern Mein nine types ke time frame show Hote Hain Jo Hamare meta trader platform per available hote hain vah time frame darja zail Hain. One Minute Timeframe: 1 minute time frame ko shortly M1 se show ya likha jata hai jo ki sirf ek minut ki candlestick ko show karti hai aur 60 second complete hone ke bad new candlestick start hoti hai. Five minute Timeframe: 5 minutes time frame Ko Mt4 ya Mt5 meta traders Pati shortly M5 se Zahir Kiya jata hai jo ke 5 minut ke chart pattern ko show Karta Hai 5 minutes ka cycle complete hone ke bad new candlestick start hoti hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X