What is a gravestone doji:
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is a gravestone doji:
    What is a gravestone doji:
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    WHAT IS A GRAVESTONE DOJI? Ya jo gravestone doji ha ya refer karta ha bearish ka indicator ko q ka ya gravestone doji ko commonly used kiya jata ha technical analyses ka liya. Gravestone doji ak bearish reversal candlestick pattern ha or ya tab banta ha jab open,low or jo closing point ha prices ka ya ak dosra ka near ha ho ya phir ya each other ho or is gravestone doji candle ka upper ma long shadow ho ga. Ya long upper shadow suggests karay ga bullish ka advance hona ko session ka beginning ma or ya batay ga ka jo bear ha ya overcome ho raha ha season ka end ma . Ya tab banay ga jab long term bearish ka trend at ga. Ya ak bearish pattern ho ga jo ka downtrend ka reversal ko suggest karay ga market ka price action ma. Is gravestone doji ko use karay ga or ya sign da ga profit ka bullish ki position ma or is ma enter karay ga bearish ki trade ko. Ya graveston doji pattern represent hota ha inverted "T" ki trha sa jis kablong upper ka shadow ho ga. Is graveston doji pattern ka opposite ke janab dragonfly doji ho ga. WHAT DOES A GRAVESTONE DOJI TELL YOU ? Above ma mana bataya ha ka jo ya graveston doji ha is ko used kiya jata ha technical analysis ka liya. Ya ak strategy ha kuch traders ka liya wo is ko use karta hua trade karta ha . Ya rely karta ha statistical trends par, yani ka past performance par, price history ka ,or trading volume ka jo ka banata ha trading decision ko. Is ko use kiya jata ha employ charts or other tools ka sath or identify kart ha opportunities ko market ma. Ya graveston doji pattern implies karta ha bearish reversal ka coming ko. Is pattern ka valid hona ka liya jo is ma open ,low or closing point ho ga in ka must ho ga ka ya equal ho ya near ma ho. Is pattern ko classified kiya jata ha jasa ka inverted hammer,shooting star, or spinning top pattern sa. Jo is pattern ma market ki narrative hoti ha gavbulls ki attempt karti ha or push karti ha new highs ma session ma magar jo bears hota ha ya push karta gavprice action ko near ma open jab session close hota ha. Is liya is ma long upper shadow represent hota ha jo ka bulls ka losing momentum ko show karta ha. Ya graveston doji pattern banta ha downtrend ma ,magar uncommon hota ha ka ya pattern banay up trend ma .graveston doji tab tak perfect reversal ka ni batati jab tak ka is bad jo next candle hoti ha ya provides karti ha reversal ki confirmation ko. TRADING THE GRAVESTON DOJI : Traders exit karay ga long position ma or initiate karay ga short position ko jab ya identifying ho jay ga graveston doji pattern, ya bhi important ha ka is pattern ko use kiya jay conjunction kar ka other technical analysis or confirmation ka sath . Investors is ma dakha ga volume associated ko session ma, jo is activity ho ge previous session ma ,wo potiential indicators ho a reliability par pattern ki. Ya jo chart ha ya show kar raha ha gravestone doji ki jo ka following kar raha ha high volume uptrend ka significant ko, jo ka indicate kar raha ha bearish reversal ko jab near ma term following kar rahi ha breakout ko. Is example ma jo chart ma show ho rahi ha ,is ma gravestone doji predict kar raha tha further breakdown ki current level sa or close kar raha tha gap ko near ma 50 or 200 day ki moving average ka jo kan4.16 or 4.08 par ra respectively. Traders is ma profit karna ka liya other technical indicators ko use karay ga confirm karna ka liya potential breakdown ko, jasa ka relative strength index,moving average convergence divergence. Day traders is ma stop loss ko place karay ga upper shadow ka around ma 5.10 par traders place karay ga higher stop loss ko avoid karay ga stopped out hona ko. GRAVESTON DOJI VS DRAGONFLY DOJI: Gravestone doji pattern ka opposite ma dragonfly doji ho ga .Ya dragonfly doji zada frequent pattern ni ho ga, or is ma close ho ga session equal or nearly same ma all. Gravestone doji ki trha sa jo ya dragonfly doji pattern ho ga is ka long lower shadow ho ga. Is ma implies ho gabaggressive selling jab candle ka period ho ga. Ya do jo formation ha ya talked karti ha separate entitiesko or ya essentially same phenomenon par hoti ha. Jab ya confirmed ho jay ha to is ma an bull hota ha or dosra bearish. Magar labhi ya patterns appear hota ha opposite scenario ma. For example jo gravestone doji pattern ho ga ya followed karay ga uptrend or bullish dragonfly appear ho ga downtrend sa phalay. Is dono pattern ko volume chaiya hota ha or in ki conformation hoti ha jo candle following karti ha is sa. Ya pattern more useful hota ha jab in dono pattern ko visual representation ki jati ha or is ma uncertainty ki jati ha pure bearish ya bullish signals ka liya. LIMITATIONS OF A GRAVESTONE DOJI : Is gravestone doji pattern ko use karay ga or ya suggest karay ga stop loss no placementbko profit taking plane or downtrend ka liya, magar is ma lessbprrcision method hota ha jis ko other technical indicators provide karta ha. Is pattern ki jo reliability increases karti ha volume or is ki confirming candle ssb,graveston doji best hota habjab is ko other technical tools ka sath use karta ha.
     
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Gravestone Doji Candlestick Pattern
      Gravestone doji candlestick pattern single candle pattern hone ki waja se technical analysis main bohut ziada istemal hone wala aik bearish trend reversal pattern hai, jiss ko na sirf forex trading mein ziada istemal kia jata hai, balkay index, bands, aur cryptocurrency trading mein bhi is ka khasa use hota hai. Gravestone doji candle price action traders ko bullish ya bearish trend ke baad mumkina trend reversal ko talaash karne mein madad kar sakti hain. Gravestone doji candle ki karkardagi ka inhisar selected timeframe par hota hai, jab bhi ye candle prices k top par banti hai, to ye mumkina bearish trend reversal ka signal deti hai. Gravestone doji candlestick dosre indicators k sath prices k top par bearish trend reversal leye ziada mashahoor hai, jiss k opposite direction main bottom prices main dragonfly doji candle banti hai. Gravestone doji candle k sath prices k top par aik shooting star candle bhi same hososeyat rakhti hai, jo bearish trend reversal ka sabab banti hai, lekin shape main gravestone doji candle se mukhtalif hoti hai.
      Candles Formation
      Gravestone doji candle ki reliability ka inhisar price chart par muntakhib karda timeframe par hota hai, jitna ziada timeframes lamba select hoga, candle ki haseyat ziada strong banti jayegi. Gravestone doji candle price chart par darjazzel hososeyat k sath banti hai; Gravestone Doji Candle: Gravestone doji candlestick bullish trend main bulterteeb buying aur selling pressure ki waja se banti hai, jiss main candle ki ziada tar hososeyat bearish trend ki hoti hai. Ye candle bagher real body main hoti hai, jiss ka upper side par aik long shadow hota hai. Candle ki real body na hone ki waja se ye bullish aur bearish ki bajaye neutral candle shumar hoti hai, lekin ye candle bearish candle ki hososeyat rakhti hai.
      Explaination
      Gravestone doji candlestick pattern bagher real body main upper side par long shadow wali candle hai, jiss main prices bullish trend ko reject karne ka ishara deti hai. Candle ki open, close aur low same point par hota hai, jab k candle ki high upper side par aik lamba shadow banati hai. Gravestone doji candlestick aik aisa pattern hai, jo mukhtalif financial markets ke sath achi terhan kaam karta hai. Yeh candlestick ke sab se mashhoor pattern mein se aik hai, jisay trader price ki harkat ko dekhte hue result ke imkaan ka andaza laganay ke liye istemaal karte hen. Candlestick price chart mein, har aik candle selected timeframe ke mutabiq aik period se mutaliq hoti hai. Gravestone doji candle single candle hone ki waja se har aik timeframe main aik hi candle ka pattern hoga.
      Trading
      Gravestone doji candle hone ki waja se na to bullish candle hoti hai aur na hi bearish bearish shapes main hoti hai, lekin ye candle bearish trend reversal ki hososeyat ka hamil hoti hai, q k prices k top ye bullish trend main ye candle prices k leye resistance zone ka role play karti hai. Single candle pattern main jitna ziada lamba timeframes hota hai, iss ki reliability uss k hisab se achi hoti hai. Candle par trading se pehle long term ki timeframe k sath aik trend confirmation candle ka hona bhi zarori hai, jo k real body main bearish candle hone k sath gravestone doji candle k lower side par close honi chaheye. Candle ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jis ki value overbought zone main honi chaheye. Stop Loss candle k sab se top ya high price se two pips above set karen.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Assalamualaikum! Umeed hai k ap sb khariyat sy hongy. R apky trading sessions achy jaa rhy hongy. Aj ka hmra discussion topic "What is gravestone doji" . Dekhty hain k ye hmein Kya information deta hai r hmry ilam Mai Kesy ezafa krta hai. Gravestone doji Gravestone doji candle stick patteren ko bearish reversal se tabeer kya ja sakta hai jab yeh oopri rujhanaat ke oopar hota hai. gravestone doji taajiron ko yeh dekhnay mein madad kar sakta hai ke qeematon mein izafay ke khilaaf muzahmat kahan waqay hai. yeh aam tor par dosray takneeki isharay ke sath mumkina izafay ki nishandahi karne ke liye istemaal hota hai. lambay oopri saaye ki aam tor par takneeki mahireen ke zareya tashreeh ki jati hai jis ka matlab hai ke market yeh maloom karne ki jaanch kar rahi hai ke supply aur mumkina muzahmat kahan waqay hai. gravestone doji chart patteren aik ulti" t" ke size ki candle stuck hai jo is waqt banti hai jab khuli, ziyada aur band qeematein taqreeban barabar hoti hain. qabar ke pathar doji ka sab se ahem hissa lamba ouncha saya hai. agarchay gravestone doji bearish qeemat mein tabdeeli ki nishandahi kar sakta hai, lekin taajiron ko sirf is isharay par bharosa nahi karna chahiye : haqeeqi qabar ke pathar nayaab hotay hain kyunkay khuli, ziyada aur band honay wali qeematein Shaz o nadir hi aik jaisi hoti hain. kamyaab tajir aam tor par aglay din tak intzaar karen ge taakay gravestone doji ke baad neechay ke rujhan ke imkaan ki tasdeeq ki ja sakay. agar gravestone qeematon mein kami ke baad zahir hota hai, to yeh is baat ki nishandahi kar sakta hai ke qeemat mein izafah ho sakta hai. aik qabar ka pathar jis ke sath mamool se ziyada hajam hota hai kam hajam walay pathar se ziyada qabil aetmaad hota hai. mumkina farokht signal ka taayun karne ke liye deegar isharay ko gravestone doji patteren ke sath istemaal kya jana chahiye. misaal ke tor par, mumkina muharrak oopar ki taraf rujhan line support ka waqfa ho sakta hai . Explanation Gravestone doji chart patteren ki tijarat bohat aasaan hai. aik baar jab aap ne aik durust qabar ke pathar ki doji candle stuck ki shanakht kar li hai, to yeh ishara day ga ke rujhan mein tabdeeli waqay ho sakti hai. is ki tijarat karne ke liye, aap ko kisi bhi dosray candle stuck farmission ki terhan is se rujoo karna chahiye jo sirf sangam ke ilaqon ke ird gird patteren ki tijarat karna hai jaisay : muzahmat ki satah se radd amal harkat Pazeer ost ki muzahmat se radd amal nichale Bollinger baind ki muzahmat se radd amal fabonic satah ki muzahmat se rad-e-amal zahir karna sirf qabar ke pathar ke doji candle stuck patteren ki tijarat kam miyaar ki tijarat ka baais ban sakta hai, jabkay isharay ko muzahmati satah ke sath jornay se ulat signal ke tor par is ki durustagi barh jaye gi. qabar ka pathar doji bazat khud hamesha saylng signal ka juwaz paish nahi karta, balkay yeh ishara karta hai ke mumkina tor par ulat anay wala hai. aayiyae muzahmati satah ke sath qabar ke pathar ke doji ki aik misaal dekhen. qabar ke pathar ki doji kisi rujhan ke douran kahin bhi ubhar sakti hai jis ki wajah kharidaron aur baichnay walon ki janib se is baray mein Adam itminan hai ke woh market ko kahan le jana chahtay hain. is se saylng signals ki do kasmain khil jati hain, aik kamzor signal, aur aik mazboot signal is bunyaad par ke patteren kahan zahir hotay hain. agar koi qabar ka pathar doji oopar ke rujhan mein namodaar sun-hwa hai, to usay shurka ki harkat mein izafay ki wajah se aik mazboot signal samjha ja sakta hai. khareed o farokht se le kar market tak. up trained mein aik grave stone doji mazboot hota hai jis ki toseeq market se hoti hai kyunkay baichnay walay market ko session high se neechay le jane mein kamyaab hotay thay aur usay is ki open qeemat tak le jatay thay jab pichlle session mein taizi thi. aisa lagta hai ke yeh aik kamzor signal ya tasalsul ka namona hai kyunkay baichnay walay ab bhi fa-aal honay mein kamyaab rahay. taham, baichnay walay aik naya session kam bananay mein nakaam rahay, yahi wajah hai ke usay aik kamzor signal ke tor par dekha ja sakta hai. is ke sath, aik tasalsul ke namoonay ke tor par, yeh zahir karta hai ke baichnay walay ab bhi hissa le rahay hain aur apni tijarat mein mazeed sarmaya shaamil karne ke liye aik aur dakhlay ki satah tayyar kar satke hain ya mojooda rujhan mein daakhil honay ke liye usay dakhlay ki satah ke tor par istemaal kar satke hain. jaisa ke grave stone doji neechay ka rujhan bana tha, is ka matlab hai ke baichnay walay control mein hain, is liye kharidaron ke liye daakhil hona aur qeemat ko kam karne ki koshish karna bhi aik kamzor ishara samjha jata hai .

        اب آن لائن

        Working...
        X