Trading with : Bullish Pinbar Candlestick

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with : Bullish Pinbar Candlestick
    Trading with : Bullish Pinbar Candlestick
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Bullish Pin Bar Candlestick
    Bullish pin bar candle kisi bhi range ki single session candlestick hai, jo aik down-trend ke bilkul nechay zahir hota hai. Ye candle prices k bottom par aik strong support level banati hai, jiss k baad market main bulls active hona shoro ho jate hen. Ye candle trend reversal ki nishan-dahi karta hai, candle k real body k lower shadow aik ishara hai, keh sellers ne prices ko nechay le jane ki koshish ki, lekin din k ikhtetam k baad wo nakaam ho jate hen. Kuch chartists ke mutabiq, bullish pin bar candle ko pechle session ke ekhtataam ke waqfay ke sath bhi paish kya jana chahiye. Bullish pin bar candle ka nechla saya is ke real body ki lambai se kam az kam dugna hona chahiye.
    Candles Formation
    Bullish pin bar candlestick dekhen main dosre candles jaisi dekhaye deti hai, lekin prices k bottom par ya bearish trend main banne ki waja se aik strong bullish trend reversal ka kaam karti hai. Candle prices ko lower side par reject karti hai, jiss se maojoda trend badal jata hai. Ye aik single candle pattern hai, jiss ki formation darjazzel tarah se hoti hai; Bullish Pin Bar Candle: Bullish pin bar candlestick aik small real body wali candle hai, jiss k lower side par aik long shadow hota hai. Candle ka shadow candle k real body ka dungna ya uss se bhi ziada hota hai. Jab k candle k upper side par koi shadow nahi hona chaheye, lekin agara banta bhi hai, to bohut ziada large size main nahi hona chaheye, jiss se candle ki formate tabdeel hone ka hadsha ho.
    Explanation
    Bullish pin bar candlestick aik small real body wali single candle pattern hai, jo k lower side par aik lamba shadow ya saya rakhti hai. Candle ka saya hamesha candle ki real body se ziada hoti hai. Candle k baane ki pechay ki psychology kuch yon hoti hai, k jab bhi aik session ya aik din k dowran prices pehle downward movement karne k baad wapis apne open price k qareeb a kar close ho jati hai, jiss se candle k lower side par aik lamba shadow ya saya ban jata hai. Ye candle normal price chart par ziada moasar sabit nahi hoti hai, lekin candle ka trend k bottom par low price area main banne par bullish trend reversal ka kaam karti hai. CENTER] Trading [/CENTER] Bullish pin bar trading main buy ka signal genrate karti hai, jiss par market main confirmation k baad entry ki ja sakti hai. Candle ka long timeframe main hona zarori hai, jab k confirmation candle ak lazmi bullish real body main hona chaheye, jab k sath sath bullish candle ka bullish pin bar candle k upper par bhi close honi chaheye. Ye single candle pattern hone ki waja se indicator se bhi trend confirmation lena zarori hai, jaise RSI, MACD, CCI indicator aur stochastic oscillator par value oversold zone main hona chaheye. Candle k baad bearish candle banne ki sorat main trade entry nahi karni chaheye. Candle par Stop Loss sab se top position ya candle k low price jo k trend k leye support zone banta hai, se two pips below set karen.
     
    • #3 Collapse

      Introduction of Bullish Pin Bar Candles AOA, Hopefully ap sab theek hon gy aj Ess Topic Bullishs pin bar candles kisi bhi range ki singles session candles hy jo aik down-trends ke bilkul nechay zahir hota hai. Ye candles prices k bottom par aik strong support level banati hai, jiss k baad market main bulls active honaa start ho jate hen. Ye candles trend reversal ki nishan-dahi karta hai, candle k real body k lower shadow aik ishara hai, keh sellers ne prices ko nechay le jane ki koshish ki, lekin din k ikhtetam k baad wo nakaam ho jate hen. Kuch chartists ke mutabiq, bullish pin bar candles ko pechle session ke ekhtataam ke waqfay ke sath bhi paish kar lon gy Bullish Pin Bar Candles ki Types,, Dear jab bh Bullishs pin bar candlestick dekhen main dosre candles jaisi dekhaye deti hai, lekin priced k bottom par ya bearish trend main banney ki waja se aik strongs bullish trends reversal ka kaam karti hai. Candle prices ko lower side par reject karti hai, jiss se maojoda trend badal jata hai. Ye aik single candle pattern hai, Bullishs pin bar candlesticks aik small real body wali candles hai, jiss k lower side par aik longs shadow hota hai. Candle ka shadow candle k real body ka dungna ya uss se bhi ziada hota hai. Jab k candle k upper side par koi shadows nahi hona chahyey gy, Clerification,, Sir, Ess Bullishes pin bar candles aik small real body wali singles candle pattern hai, jo k lower side par aik lamba shadow ya saya rakhti hai. Candles ka saya hamesha candle ki real bodys se ziada hoti hai. Candle k baane ki pechay ki psychology kuch yon hoti hai, k jab bhi aik sessions ya aik din k dowran prices pehle downwards movement karne k baad wapis apne open price k qareeb a kar close ho jati hai, jiss se candles k lower side par aik lamba shadow ya saya ban jata hai. Ye candle normal price chart par ziada moasar sabit nahi lon gy Trading Stardgy,,, DEAR,Bullishes pin bar tradings main buying ka signal genrate karti hai, jiss par marketing main confirmation k baad entry ki ja sakti hai. Candles ka long timeframe main hona zarori hai, jab k confirmation candle ak lazmi bullishs real body main hona chaheye, jab k sath sath bullish candle ka bullishs pin bar candle k uppesr par bhi close honi chaheye. Ye single candle pattern hone ki waja se indicator se bhi trends confirmation lena zarori hai, jaise RSI, MACD, CCI indicator aur stochastic oscillator par value oversold zone main hona chaheye. Candle k baad bearish candle banne ki sorat main trade entry nahi karni zroori asaani say hi ho jay gii....
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        introduction of Bullish Pin Bar Candles AOA, Hopefully ap sab theek hon gy aj Ess Topic Bullishs pin bar candles kisi bhi range ki singles session candles hy jo aik down-trends ke bilkul nechay zahir hota hai. Ye candles prices k bottom par aik strong support level banati hai, jiss k baad market main bulls active honaa start ho jate hen. Ye candles trend reversal ki nishan-dahi karta hai, candle k real body k lower shadow aik ishara hai, keh sellers ne prices ko nechay le jane ki koshish ki, lekin din k ikhtetam k baad wo nakaam ho jate hen. Kuch chartists ke mutabiq, bullish pin bar candles ko pechle session ke ekhtataam ke waqfay ke sath bhi paish kar lon gy Bullish Pin Bar Candles ki Types,, Dear jab bh Bullishs pin bar candlestick dekhen main dosre candles jaisi dekhaye deti hai, lekin priced k bottom par ya bearish trend main banney ki waja se aik strongs bullish trends reversal ka kaam karti hai. Candle prices ko lower side par reject karti hai, jiss se maojoda trend badal jata hai. Ye aik single candle pattern hai, Bullishs pin bar candlesticks aik small real body wali candles hai, jiss k lower side par aik longs shadow hota hai. Candle ka shadow candle k real body ka dungna ya uss se bhi ziada hota hai. Jab k candle k upper side par koi shadows nahi hona chahyey gy, Clerification,, Sir, Ess Bullishes pin bar candles aik small real body wali singles candle pattern hai, jo k lower side par aik lamba shadow ya saya rakhti hai. Candles ka saya hamesha candle ki real bodys se ziada hoti hai. Candle k baane ki pechay ki psychology kuch yon hoti hai, k jab bhi aik sessions ya aik din k dowran prices pehle downwards movement karne k baad wapis apne open price k qareeb a kar close ho jati hai, jiss se candles k lower side par aik lamba shadow ya saya ban jata hai. Ye candle normal price chart par ziada moasar sabit nahi lon gy Trading Stardgy,,, DEAR,Bullishes pin bar tradings main buying ka signal genrate karti hai, jiss par marketing main confirmation k baad entry ki ja sakti hai. Candles ka long timeframe main hona zarori hai, jab k confirmation candle ak lazmi bullishs real body main hona chaheye, jab k sath sath bullish candle ka bullishs pin bar candle k uppesr par bhi close honi chaheye. Ye single candle pattern hone ki waja se indicator se bhi trends confirmation lena zarori hai, jaise RSI, MACD, CCI indicator aur stochastic oscillator par value oversold zone main hona chaheye. Candle k baad bearish candle banne ki sorat main trade entry nahi karni zroori asaani say hi ho jay gii....

        اب آن لائن

        Working...
        X