Shooting Star Pattern
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Shooting Star Pattern
    Shooting Star Pattern
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction Salaam walekum ummid Karti hun ke Forex ke tamam members khairiyat se honge aaj main topic aapke liye Lai hun use topic ka naam hai shooting star partner ek bahut hi khas topic Hai is topic ko jitna aap gaur se dekhenge samjhenge tabhi koi fayda hoga aapko yah topic bahut hi aasan topic hai sirf ise gaur se padhne ki jarurat hai jab aap gaur se ise padhenge samjhenge to aapko bahut jyada ise hoga aur aap is topic ko dekhne ke bad aapko chahie ki aap apne dost doston ko bhi is topic ke bare mein bataen Taki vah bhi se kuchh ilm hasil kar saken What is the star pattern? The Forex market is the Forex market forex market keh mein home vale price of candles half house chihay forex market mein social network para candles candle house structure The advantage of using a shooting star pattern forex market shooting star mein apni sadge to face new technical traders kay ley aik best tool hota hey forex market mein kanna pattern shooting star ka pata laganai wa ley ager pattern trader ke tafsee par amal karen gay jaisa keh oper beyan keya gaya hey Forex market mein candlestick pattern kod kabhi kabhi naqes ho jai ga tahum es koi line pattern or home chihay shooting star trend bear new meul ezafa karnai kevajah ban sakta hey es ka matlab yeh hota heh kex Forex market mein aik single candle, ban facing For the new bearish trend, it is important to take action Trade with star patterns market trading kar deya jata hey es ley hum nemebe ayun par stop loss ko kaim karnai ke koshsh karen gayForex market mein aik traders asane agle candlestick mein kir ho sakta hey or forex market mein risk or reward ratio best kaim karna chahen gay trading weekly karne chihay jab de wick mamol zida say kuat hote
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Shooting Star Candle
      Shooting star candle ki opening aur closing prices aik dosre k qareeb to hote hen, lekin candle k upper aik lamba shadow hota hai. Ye shadow prices k intehaye ziada satah ko zahir karti hai. Candle ki open aur close point aik dosre k qareeb hone ki waja se iss ki small real body banti hai. Shooting star candle ki lower side par ya to shadow ya wick nahi hona chaheye, lekin agar ban jata hai, to bhi acceptable hai, lekin bohut ziada nahi hona chaheye, jiss se candle ki shape badalne ka hadsha ho. Financial market main jab bhi kisi assets ki prices aik din k aghaz se hi pehle bohut ziada upward jaye lekin din k ekhtetam tak wo wapis apni opening position k qareeb par jab close ho jate hen, to iss dowran jo candle banti hai, wo aik shooting star candle banti hai.
      Candles Formation
      Shooting star candle hai, jiss main candle ki aik small real body hoti hai, jiss ka open aur close aik dosre k qareeb hote hai. Ye candle prices main humen darjazzel tarah ki formation main ban kar ati hai; Shooting Star Candle: Shooting star candle ki aik small real body k sath upper side par long shadow k hoti hai. Candle k prices k top par banne ki waja se bearish trend wali hososeyat hoti hai, jab k prices k top par candle ki color ki koi ahmeyat nahi hoti hai.
      Explaination Shooting star candle main aik din k dowran prices bohut ziada bullish ja kar wapis apni position k qareeb a jati hai. Ye aik single pattern color ki candle hai jiss ka open, close aur low price aik dosre k qareeb aik small real body hoti hai, lekin high price same nahi hoti. Dekhne main ye candle aik ulta T jaisi hoti hai. Ye candle prices k top par banne wali Gravestone doji candle aur prices k bottom par banne wali candle inverted hammer candle se melti julti hai. Shooting star candle prices k bottom par bullish reversal trend ka kaam karne wali doni candle hammer candle ki opposite hoti hai. Trading
      Shooting star candle market main kisi assets ki prices ko aik bullish trend k dowran mazeed upper jane par rejection ka samna hota hai, jiss se prices wapis apne open price par close ho jati hai. Ye candle bullish trend k dowran ya high prices main banne ki waja se aik bearish trend reversal candle tasawar ki jati hai. Ye candle market main buying pressure ka khatme ka ishara hota hai, jiss se traders market main sell ki entry karte hen. Market main sell ki entry se pehle aik bearish trend confirmation candle ka hona zarori hai, q k ye aik single candle pattern hai. Bearish real body wali candle k bad market main sell ki entry karen. Stop Loss candle k sab se upper position ya candle k top se two pips above set karen.
      • #4 Collapse

        شوٹنگ سٹار کینڈل شوٹنگ سٹار کینڈل Ú©ÛŒ افتتاØ*ÛŒ اور اختتامی قیمت ایک دوسرے Ú©Û’ قریب سے ہوتی ہین، لیکین موم بتی Ú©Û’ اوپری ایک لمبا سایہ ہوتا ہے۔ یہ سائے Ú©ÛŒ قیمتیں Ú©Û’ ساتھ زیادہ سات Ú©Ùˆ ظاہر کرتی ہے۔ موم بتی Ú©ÛŒ Ú©Ú¾Ù„ÛŒ اور قریبی نقطہ ایک دوسرے Ú©Û’ قریب ہونے Ú©ÛŒ آواز سے اس Ú©ÛŒ چھوٹی اصلی جسم بنتی ہے۔ شوٹنگ سٹار کینڈل Ú©ÛŒ لوئر سائیڈ پر یا تو شیڈو یا ÙˆÚ© نہیں ہونا چاہیئے، لیکن اگر بن جاتا ہے، تو بھی قبول ہے، لیکن بوہت زیدہ نہیں ہونا چاہیئے، جس سے موم بتی Ú©ÛŒ Ø´Ú©Ù„ بدلنے کا ہدشا ہو۔ مالیاتی منڈی میں جب بھی کسی اثاثوں Ú©ÛŒ قیمتیں ایک دن Ú©Û’ آغاز سے ہی پہلے بہت زیادہ اوپر جائیں Ú¯Û’ لیکن دن Ú©Û’ اخیتتم تک واپس اپنی افتتاØ*ÛŒ پوزیشن Ú©Û’ قریب پر جب قریب ہوجتے ہین، تو اس دوراں جو موم بتی بنتی بنتی ہے، شوٹنگ ہے
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          موم بتیوں Ú©ÛŒ تشکیل شوٹنگ سٹار کینڈل ہے، جس میں موم بتی Ú©ÛŒ ایک چھوٹی سی اصلی باڈی ہوتی ہے، جس کا کھلا اور قریب ایک دوسرے Ú©Û’ قریب ہوتے ہیں۔ یہ موم بتی Ú©ÛŒ قیمتیں مین ہیومن درززل ترہ Ú©ÛŒ تشکیل مین پابندی کر آتی ہے؛ شوٹنگ سٹار کینڈل: شوٹنگ سٹار کینڈل Ú©ÛŒ ایک چھوٹی سی اصلی باڈی Ú©Û’ ساتھ اوپری سائیڈ پر لمبی شیڈو Ú©Û’ ہوتی ہے۔ موم بتی Ú©ÛŒ قیمتوں Ú©Û’ ٹاپ پر بنے Ú©ÛŒ آواز سے مندی کا رجØ*ان والی ہوسیت ہوتی ہے، جب Ú©Û’ Ú©ÛŒ قیمتیں سب سے اوپر کینڈل Ú©Û’ رنگ Ú©ÛŒ کوئی اØ*مدیت نہیں ہوتی۔

          اب آن لائن

          Working...
          X