What is a morning star?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is a morning star?
    What is a morning star?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    WHAT IS A MORNING STAR PATTERN: Morning star ak visual pattern ha jo ka three candlesticks ka sath interpreted hota habor bullish ka sign data ha technical analysts kar ka. Mrning star pattern downtrend ko follow karta hua banta ha or indicate karta ha upward ka cilmb ka start hona ka. Ya pattern sign data ha precious price trend ka reversal hona ka. Traders is ma formation ko dakha ga morning star pattern ki or is ma seek confirmation karay ga ka reversal ban rahi ha is ka liya traders additional indicators ko use karay ga. Ya morning star bana ho gavup ke tall black candlestick sa , or small black ya white candlestick sa jis ki short body ho ge or is ka long wicks ho ga, or third tall white candlestick ho ge. Jo is morning star pattern ke jo middle candle ho ge ya market ka indecision moment ka batay gebjis ma bears begin give way kar rahay gavbulls ko. Or jo third candle ho ge is pattern ki ya confirms candle ho ge jo ka reversal ko confirm karay ge new uptrend ki traf. Is morning star pattern ka opposite ma evening star pattern ho ga, jo ka signald da ga uptrend ka downtrend ki traf reversal ka. WHAT DOES A MORNING STAR TELL YOU? Morning star visual pattern ha is liyabis pattern ki koi particular calculation ni hoti is ko use karna ka liya or is performance ka liya. Morning star pattern three candle pattern ha is ma jo low point hota habya second candle par hota ha. Low point tab apparent hota ha jab third candle close ho jati ha. Or indicators help karta ha predict karna ka liya is morning star pattern ki forming ka liya. Jasa ka is ma agar price action nearing ma hoti habsuppirt zone par or ya show kar raha ho ga stock ka oversold par. Ya jo chart ma ya show kar raha ha morning star pattern ko is ma first two candle black or white ha . Or is ma important ya ha ka jo is morning star pattern ki middle candle ha ya black ya white ha jo ka bata rahi ha ka jo buyers or sellers ha ya start kar raha ha balance jo is session ma. EXAMPLE OF HOW TO TRADE MORNING STAR : Is morning star pattern ko use kita jata ha ak visual sign ka tor par jo start karta ha trend ka reversal ko jo ka bearish sa bullish ke traf hota ha, or ya more important hota ha jab is ka sath other technical indicators use kiya jata ha previously mentioned ma. Or is ma another factir yavha ka jo volume ho ga contributing karay ga pattern ki formation ko. Is ma traders dakha ga volume ka increasing hona ko jab three seassion banay ga up ke traf pattern ko, is ka jo third day ho ga is ma huma most volume dalhna ko mila ga. Jo ya high volume ho ga third day ma ya confirmation karay ge pattern ki or ya regardless ho ga other indicators sa. Traders is ma up ke traf bullish position la ga stock ,commodity, pair etc ma. Jab is morning star pattern ki third season banay ge ya indication karay ge uptrend ki traf reversal ko. DIFFERENCE BETWEEN A MORNING STAR AND A DOJI MORNING STAR : Jo ya morning star pattern ha ya banta habminor variation ma. Jab price action essentially flat hoti ha is pattern ki middle candlestick ma or ya banati ha doji ko. Ya ak small candlestick hoti ha jis ka koi bhi wicks ni hota ya dalhna ma ak + ka sign ki trha sa hti ha. Morning doji star pattetn shows karta habmarket ka indecision ka more clearly morning star ka middle candle sa. Jab appearance hoti ha doji ki or ya following karti ha black candle ko or ya generally dakhta ha is ma morebaggressive volume ka spike ko correspondingly longer white candle sa is ma traders ko or zada clearly identify hota habmorning star pattern ki forming ka. THE DIFFERENCE BETWEEN A MORNING STAR AND AN EVENING STAR : Jo opposite hota ha is morning star pattern ka ya evening star hota ha. Evening star pattern lng white candle ki followed karti ha short black ya white candle ko or long black candle ko doen ma jati ha or ya down ma at least first white candle ka half sablower tak jati ha.ya jo evening star pattetn ha ya signal data ha reversal hona ka uptrend sa q ka jab ya evening star pattetn banta ha to is time par market ma strong uptrend chal raha hota ha or jo is pattern ke second candle hoti ha ya up ma new high level ko ban rahi hoti ha. Or is evening star pattern ki third candle second indecision candle ka bad stock ki price ka ubullish sa bearish ke traf reversa ho kar ana ka indicate karta ha. Ya batat ha ka bulls giing way kar raha ha bears ko. LIMITATIONS OF USING THE MORNING STAR PATTERN : Is morning star pattern ma tradingvpurely ho ge w ka ya visual pattern ha magar is ma trading karna risk ho ga . Ya morning star pattern best ho ga agar is pattern ko backed up kiya jay gavvolume or some other indicators ka sath is ko use kiya jay ga jasa ka support level. Waena ya jobmorning star pattern ho ga ya bahot hi easy forming ho jay gavis ma jo small candle ho ge ya pop up karay ga downtrend ko.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalam o alaikum.... Definition of morning Star.... subah ka sitara aik basri namona hai jo teen mom btyon par mushtamil hota hai jisay takneeki tajzia car taizi ke nishanaat se tabeer karte hain. neechay ki taraf rujhan ke baad subah ka sitara bantaa hai aur yeh oopar ki taraf charhne ke aaghaz ki nishandahi karta hai. yeh pichlle qeemat ke rujhan mein ulat jane ki alamat hai. tajir subah ke setaaray ki tashkeel ko dekhte hain aur phir is baat ki tasdeeq karte hain ke izafi isharay ka istemaal karte hue waqai tabdeeli waqay ho rahi hai .... What Does a Morning Star Tell You? subah ka sitara aik basri namona hai, lehaza injaam dainay ke liye koi khaas hisaab nahi hai. subah ka sitara aik teen mom batii ka namona hai jis mein doosri mom batii par kam point hota hai. taham, kam nuqta teesri mom batii ke band honay ke baad hi zahir hota hai .... subah ka sitara aik teen mom batii ka namona hai jis mein doosri mom batii par kam point hota hai. taham, kam nuqta teesri mom batii ke band honay ke baad hi zahir hota hai . deegar takneeki isharay is baat ka andaza laganay mein madad kar satke hain ke aaya subah ka sitara ban raha hai, jaisay ke aaya price action support zone ke qareeb hai ya rishta daar taaqat ka ishara ( rsi ) zahir kar raha hai ke stock ya commodity ziyada farokht hui hai .... An Example of How to Trade a Morning Star.. morning star ke namonon ko basri nishaan ke tor par istemaal kya ja sakta hai ke rujhan ki tabdeeli ke aaghaz mein mandi se taizi ki taraf, lekin woh is waqt ziyada ahem ho jatay hain jab dosray takneeki isharay un ka back up letay hain jaisa ke pehlay zikar kiya gaya hai. aik aur ahem Ansar hajam hai jo patteren ki tashkeel mein hissa le raha hai . aam tor par, aik tajir patteren ko bananay walay teen sishnz mein hajam mein izafah dekhna chahta hai, teesray din sab se ziyada volume dekhnay ke sath. dosray isharay se qata nazar teesray din ziyada volume ko aksar patteren ki tasdeeq ke tor par dekha jata hai ( aur is ke baad ka rujhan ). aik tajir stock / commodity / pear / waghera mein taizi ki position sambhale ga. jaisay jaisay subah ka sitara teesray session mein bantaa hai aur oopri rujhan par sawaar hota hai jab tak ke aik aur ulat jane ke isharay nah hon

      اب آن لائن

      Working...
      X