What Is Bull And Bear Power.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is Bull And Bear Power.
    What Is Bull And Bear Power.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear friend kaise hain Sab ummid Karti hun khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap is market Mein Apni working ko complete karna chahte hain to aapko different factors per study karna hoti hai aur Market ko acche tarike se Samajh Kar trading karna hoti hai agar aap market Mein proper learning karte hain aur hardware karte hain to aapko bahut hi fayda Milta hai aapko is market Mein careful hokar kam karna chahie aur Jyada Se Jyada acchi planning ke sath kam karna chahie market Mein different indicator available hote hain aap Agar indicator ki madad se trading karna chahte hain to aapko acche indicators ki selection Karni chahie aaj main aapse ek Aise indicator ke related information share karungi Jo profitable Bana sakti hai to Mera topic hai bulls and bears power indicator kya hai. Bulls And Bear Power Indicator: Market ke do important levels hai bullish aur bearish or bulls aur bear power indicator market ke UN jajbat ki Asal takat ki paimaish Karta Hai bulls and bear power indicator ko famous technical analyst Alexander Elder Main Pyar Kiya hai aur usne isko Apne book trading for a living Mein Iske bare Byan tafseel batai hai agar is indicator ka tasvvar Pahle Se Thoda Sa pechida Maloom ho sakta hai lekin yah Hakikat mein bahut Aasan hai aur sirf price aur ek expenditional moving average ka use Karta Hai Jiski tafseel darja zail batai gai hai. Bulls Power: Bulls power indicator ka buniyadi maksad Kisi bhi time market Mein buyers ka Mukabala sailors walon ki nisbat ka andaza lagana hai yah Kaise Karta Hai yah aasani se paimae Karta Hai Ke Aaya majdurga price pichhali price se jyada hai aur Agar yah hai to bol ko winner Samjha Jata Hai yah maujuda bar ki sabse Jyada price aur ek expenditional moving average Jo aamtaur per 13 period bye default select Hua Hota Hai Ke Darmiyan difference ko Lekar Kiya Jata Hai indicator ke mutabik Tej calculation karte hue darja zail formula ka use Kiya Ja sakta hai. Bull Power = High price - Exponential Moving Average. Bears Power: Bears Power indicator sirf bulls power Ke ulat Ja opposite Hai yah bears ki takat ko jahir Karta Hai Jiska matlab hai ki agar maajuda price previous price se kam hai to bears winner kahlayega vs power indicator ka buniyadi maksad buyer ke mukabale mein sellers walon ki nisbat takat ka andaza lagana hai aisa karne ke liye aap sab se lo price aur expenditional moving average Ke Darmiyan Fark late Hain Jo jyadatar bye default 13 periods Ka Hota Hai darja zail formula ki madad Tej indicator ki Ja sakti hai. Bear Power = Low price - Exponential Moving Average. Trading: Bulls and bears power indicator ko oscillator ke Taur per Banaya Gaya Hai power indicator use karte time aapko bye chahie Jab Ke histogram 0 se upar Jaaye aur intertainment price expenditional moving average Ema se jyada ho indicator exit signal a jata hai aur Jyada price expenditional moving average yani price Lo ho rahi hai bear power signal ke liye Jab histogram zero se down Chale Jaate Hain aur Lo price Upar jata hai aur Lo price increase ho rahi hoti hai. Yeh mostly Kaha Jata Hai Ke bulls and bear power indicator core Trend ke indicator ke sath Milkar Lagan Kiya Jata Hai Jaise ke moving average trend ki semat ki confirmation Hasil karne ke liye hota hai bulls and bear power indicator Kuchh dusre indicators Ki Tarah Jyada famous indicator Nahin Hai To Ham yah Ek tasawar from kar sakta hai is time market ka control kiske pass hai.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X