Market Threshold Level

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market Threshold Level
    Market Threshold Level
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Market Threshold Level Forex market hamesa ik channel ma move karti hai or channel ma move karny ki market ko predict karna bhot mushkil ho jata hai. Kbi kbi but asi situation develop hoti hai k market maximum stage ya minimum stage par ponch jati hai jaha sy mazeed agy move karna possible he ni hota. Market ki asi state jaha par market ko predict karna easy ho jata hai market threshold kehlata hai. Trading on Threshold Es point par trader ko trade open karny ma bhot asani hoti hai or wo acha profit hasil karny ma 100 percent kamyab ho sakta hai. But kuch trader asi state tak ponchty he ni hai wo market ma trades ko open kar kar k apna account pehle he wash kara dety hain. Forex ma bhot sabar k bad he asa point melta hai but jb asa point mel jata hai to trader k lae profit hasil karna bhot easy ho jata hai. Forex trading ma knowledge to zaruri hai he but sath ma sabar or achy point ma entery ka wait b bhot zaruri hai. Forex trading etni easy ni hai jetni trader esko samaj kar foran fazool trade ma enter ho jaty hain. Threshold Definition Waqie ager ham daikhain to forex main kai pairs main aisa hota hay keh inka high ya recent low achieve ho jata hay. Laikin ye tab he hota hay jab koi big event ocvur ho. Sirf news ki base per he market main itni big movement nai ati. Jab market main kisi pair ka aisa high ya low point a jaye jahan say market nay wapas hona ho to iski threshold kehty hain. Low Point Threshold Threshold market ka kafi arsa bad itna high ya low point hota hay. Aur yahan say market nay kaha ma kha wapas he ana hota hay, q keh is say agy mazeed price movement ki koi bhi gunjaish nai rehti. Jaisy keh gold nay last days main apna new higher point achive kia jis main kisi news ka role nai tha. Laikin jab gold wahan say wapas aya to phir traders nay sell ki trade say bhi earning ki. isi tarah jab Crude Oil ki price apny lowest point per i to ye bhi iska threshold point tha. Trading In Threshold Threshold point kay bad market main amooman reversal daikhny main ata hay aur is main trade karny say hamesha 100% profit milta hay. Laikin is main hamain ye bhi daikhna chahiye ke ager market high jaty huye threshold situation create kary to iski reversal ka hamaim wait karna chahiye. kyun ky ye yahan say reversal main to ati hay laikin itny jaldi reversal main nai ati aur kuch arsa tak yahe per slow movement main rehti hay.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X