Rounded bottom candlestick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rounded bottom candlestick pattern
    Rounded bottom candlestick pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AOA Introduction Friends kya haal hai aapke mian u need karta Honge ap theak Honge Aaj Ham Jis topic ko discuss Karenge vah Hai rounded bottom candlestick es pattern ko Bowl pattern ke naam se bhi Jana jata Hai technical analysis Mein Ek reversal pattern hai isase Ek down trend se up trend ki potential ki taraf signal provide karta hai ab Ham isko detail Mein discuss Karenge Down Trend Rounded bottom pattern aam taur per Ek long down Trend ke bad banta hai is time mein price continuously Gir Rahi hoti hain jaise market mein Sell ka pressure aur bearish sentiment zahar hoti hai Rounded Bottom Formation Jab down trend Apne end ki taraf Aata Hai seling ke pressure kam hone lagta hai aur buyers ahesta ahesta se strength Hasil karne Lagte Hain Jo rounded bottom shake main banta hai jahan lows main gradual traz hota hai out of stable ya thoda sa Upar ki taraf badhate Hain candlestick ke bottom rounded bottom pattern ki curvature tashkeel karta hai Volume Founded bottom pattern ki competition ko identify karte waqt volume analysis important hai start Mein trading volume down trend ke dauran high Hota Hai Jab seller market mein Apna Asar Kho Dete Hain lekin Jab pattern ban raha hota hai aur rounded bottom Shakal competition Karta Hai Volume kam hone lagta hai kam hone wale sellers ke pressure mein Kami ko aur market ki sentiment mein changing ka signal Hota Hai Confirmation Rounded bottom pattern ki confirmation ke liye traders Kuchh alamat dekhte hain 1# Break Out Traders resistance level se upar break out Ka wait Karte Hain Jo rounded bottom pattern ke upar portion dwara Banaya Gaya Hota Hai yah break out confirm karta hai ki down trend khatm ho raha hai aur new uptrend shuru ho sakta hai break out ke sath trading volume Mein izaafa Hona chahie Jo renewed buying interest ka darshaata hai 2# Retest Break out ke bad price kabhi kabhi resistance turnd support level ko retest kar sakta hai jisse traders ko long position Mein enter hone ka mauka Milta Hai re test reversal ki additional confirmation provide karta hai Take Profit Rounded bottom pattern ka price target saucer ki lowest point se resistance level tak ki distance ko Measures ka Tay Kiya Jata Hai yah distance break out project Kiya jata hai traders Apna profit target ko Aksar Is projected level per set Karte Hain lekin traders ke mind Mein yah baat bhi honi chahie ki round bottom pattern 100% successful Nahin Hota kabhi kabhi fales signal ya failures bhi ho sakte hain isliye trading decision se pahle movieaverage trend line Momentum oscillator ka use important hai
     

    اب آن لائن

    Working...
    X