Trading with: Bearish Pinbar Candlestick
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with: Bearish Pinbar Candlestick
    Trading with: Bearish Pinbar Candlestick
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Bearish Pin Bar Candlestick
    Bearish pin bar candlestick aik single candle par mushtamil pattern hai, jo k prices k top trend par bannti hai, aur prices ka bearish trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle taqreeban shap main shooting star candle se melti julti hai, jo k prices k leye beariah trend reversal ka sabab banti hai. Bearish pin bar candle ki aik small real body hotti hai, jis ka upward side par aik long tail ya wick hotti hai. Jab k ziadda tar candle k lower side par koi wick ya shadow nahi bantta hai. Aggar down side par aik small wick ban bhi jayye to bhi acceptable hai, lekin ziada long ya real body se sizze main bara na ho. Ye candle higher trend par honne ki waja se bullish pin bar candle ki opposite hotti hai, q k wo prices k bottom trend par bantti hai, lekin us ka shadow ya wick downside par hotta hai.
    Candles Formation
    Bearish pin bar candlestick pattern bottom trend par bullish trend reversal ka kaam to kartti hai, lekin zarrori nahi hai, k ye candle bullish hi ho. Candle k leye bottom position ziadda aham hai. Candle ki formate darjazzel tarrah se honna chaheye ; Bearish Pin Bar Candle: Bearish pin bar candle bullish ya bearish dono formate main ho saktti hai. Ye candle kisi bhi color main yanni black or red main ho kaam is ka bearish trend reversal ka hotta hai. Candle ki real body small aur upper side par aik long wick zarorr hona chaheye.
    Explaination
    Bearish pin bar candlestick pattern k banne k pechay ki psychology ye hai k upper trend par prices bullish trend k rules ko follow kartte howe pehle upward jatti hai, lekin baad main sellers ki market par selling pressure ki waja se qeematen wapis downward move kar jati hai, jiss se prices ko upward side par resistance ka samna karna parta hai. Bearish pin bar candle main prices upward janne k baad wapis open price k pass close ho jatti hai, jis par candle ki aik small real body banti hai, aur upper side par aik long shadow ya wick hotti hai. Bearish pin bar candle ki downside par wese to koi wick ya shadow nahi honna chaheye lekin aggar bann jaye to is se candle k formation par koi assar nahi partta hai. Lekin downside par shadow ziada lamba nahi hona chaheye jis se ye candle "Spinning top" candle bann jaye. Candle k bullish ya bearish color se koi assar nahi partta hai.
    Trading
    Bearish pin bar candlestick aggar long timeframe pa ho to bullish trend reversal ziada mazbot hogga. Candle ki long upper shadow prices k leye aik strong resistance muhaya karti hai, jiss se prices ka downward fall ziada mustahkem hota hai. Bearish pin bar candle shape main hammer candle jaisa hi hai, lekin prices k top par honne ki waja se difference bann jatta hai. Bearish pin bar candlestick pattern par entry karne se pehle prices ka top area honna zarrori hai, dosra pattern k baad confirmation candle ya koi relaible indicator se help bhi zarror lenni chaheye. Aggar Bearish pin bar candle k baad aik long real body wali bullish candle banti hai to ye aik strong trend reversal aur market main sell ki entry ki position hoggi. Stop Loss ki position pattern k top par ya candle k shadow k upper se ek ya do pips above set karen.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Introduction bearish pin bar candle stick pattern aik kesam ka aik aisa candle stick patter hota hey jo keh forex market mein aik slide movement or upper up trend ko identify karnay mein madad kar sakta hey es ke body mein mokamal tor par pechay bullish bar candlestick ke body mein majod hota hey es aik long upper tail bhe hote hey jp keh pechle bullish body kay inside mein majud hote hey es ke aik long upper tail hote hey jes ke body ka size teen gena ya zyada hota hey what is bearish pin bar Bearish Pin bar candlestick pattern jo keh forex market mein bullish trend kay end mein identify ke jate hey bearish pin bar forex market mein bullish trend kay end mein wakay hote heyforex market mein es ke long candle sick ka upper araa hota hey es tarekay say long wick candle stick kay oper chapke hove hote hey bearish pin bar forex market mein bearish direction mein anay kay ley he hota hey yeh forex trend kay reversal janay ke aik ache allamat kay tor par jana jata hey Trade with Bearish Pin Bar Pattern aam tor par forex market mein pin bar candle stick par trade kartay time keyas array karnay wallay trader mein aik long movement mein entry ke zaroorat hote hey or forex market mein recently prices say hat kar bananay wale bare candle stick wick ko talash karna chihay jo forex trading kay ley aam tor par behtareen candlestick pattern hotay hein tahum pin bar trend kay doran mein sahi ho saktay hein kunkeh forex market mein prices aik gaplay rehe hote hein ya es trend ko dobara start karnay say pehlay aik sans lay rehe hote hein Bearish Pin Bar candlestick pattern ke formation jes say bachna chihay woh jo trend kay opposite hotay hein jes ke wajah say price action oper ya nechay nahe rehte hey es kay elawah pin bar signal jo forex market mein stable kay period kay doran bantay hein on say bhe bachna chihay nechay de gay tasweer par bhe nazar dalen jo aap ko chart par kuch formation bearish pin bar candle stick pattern dekha rehe hey oper dy gay chart mein aik long candle stick kay sath bearish candlestick nazar aain ge jo keh aik long wick candlestick kay sath indicate ho jate hey jo ap ko forex chart par kuch pin bar formation nazar aa rehe hey jaisa keh ap sab ko pata hey keh bearish pin bar candlestick uuuup trend mein bante hey tahum es long candlestick ke wick out nahi hote hey or hum es qabel trade pin bar ko samajh saktay hein yeh forex market mein price mein kame kay imkan ke formation ko zahair karta hey jaisa keh ap forex market ko daikg saktay hein keh es price mein kame kay imkan ko identify keya ja sakta hey Bearish Pin Bar Trading Example oper EUR/UUSD ka chart deya geya hey jo keh forex market mein bearish pin bar trading example k bhe dekha raha hey jaisa keh bearish pin bar up trend mein he bante hey es ly chart ka aghaz bullish price kay sath he hota hey jabkeh end bearish candle stick formation kay sath hota hey candle stick ke long wick aam tor par es action say up jate hey jo forex market mein candlestick ke sadakat ke confirmation karte hey forex market mein age candle stick jo keh pin bar candle stick kay bad bante hey woh bearish candle stick hote hey jaisa keh ap daikh saktay hein jo keh chotay lower hesay ko belkul close kar dayte hey yeh hamaray rules kay motabaq short signal ko indicate karte hey
      bhali kay badlay bhali

      اب آن لائن

      Working...
      X