Bullish Harami Candlestick Pattern.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish Harami Candlestick Pattern.
    Bullish Harami Candlestick Pattern.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    : Bullish Harami Candlestick Pattern. Introducing the Bullish harami candlestick pattern[/B] Dear member main forex market itna sary pattren use hot han inhen main sa 1 bull harami candlestick pattern ha ko ka bahut he ahim pattren ha.is pattren ki waja sa ham market ko card analysis han or hamen market main trade karny ka maoqa milta ha ye itna strong pattren ha ka markt ka trend bhe change kar skta ha agar ap is pattrej ko samjh lety han to market main ap acha profit banaen ga. bullish harami pattren formation is pattren ki formation bahut he simple ha lakin agar ap pattren ko achy samjh lety han to is pattren main 2 candle banti han is sa phely market down move kar rai hoti ha bottom pa 1 full bearish candle banti ha us ka bad dosri candle bullish hoti ha to ka bear candle ki half hoti ha ab ye dono candle full body main hoti ha ye to ye ap ka bullish harami pattren banta h jo ka trend reversal hota ha yani ka je ka bad market up jati ha or ap buy entry lety han . bull hare trade pattren bullish harami pattren ko upar ham na achy sa samjh ha to jab ap na is pattren ki help sa trade karni ha to sab sa phely ap na plaing karni ha money management karni ha us ka bad ap na market ko or patrren ko analysis karna ha jab pattren ki conformation mily ap na buy ki entry leni ha or stop loss take profit ka istamal bhr lazmi karna ha is tarah ap bull harami pattren sa trade karen ga .
     
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Bullish Harami Candlestick Pattern
      Bullish harami candlestick pattern price chart k support level ya bottom area main banne wala aik bullish trend reversal pattern hai, jo k two days candles se mel kar banta hai. Pattern main shamil candles market ki situation batati hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k prices k downtrend ya bearish trend ki akasi karti hai. Pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k aik small real body main banne ki waja se trend reversal k kaam karti hai. Pattern ki pehli candle aik normal long real body main banti hai, jab k dosri candle bhi real body main hoti hai, lekin pehli candle k bar-akas small real body main banti hai. Ye pattern aik strobg bullish trend reversal k leye mashahoor hai.
      Candles Formation
      Bullish harami candlestick pattern bhi ziada tar dosre two days candlestick pattern ki tarah trend reversal ka kaam karti hai, jiss main pattern ki location ka bearish ya downtrend main hona zarori hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazel tarah se hoti hai;
      1. First Candle: Bullish harami candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo prices k bottom par ya bearish trend ki continuation ka kaam karti hai, q k ye aik long real body wali candle hoti hai. Ye candle aik black ya red color ki candle hoti hai.
      2. Second Candle: Bullish Harami Candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali bullish candle hoti hai. Ye candle small candle hoti hai, jo k open aur close pehli candle k andar hoti hai. Bullish candle white ya green color main hoti hai, jo k prices ko bearish jane se rokti hai.
      Explaination
      Bullish harami candlestick pattern k price par banne ki pechay ki psychology kuch iss tarah se hoti hai, k pattern ki dosri candle pehli candle k real body main banti hai, jo k pehli candle se lazmi small size main honi chaheye. Dosri candle ka high aur low pehli candle k open aur close price k inside par bante hai. Ye pattern prices k bottom par banne ki waja se bullish trend reversal k leye jana jata hai, jiss main pattern market k current bearish trend ka khatema karti hai. Pattern ki pehli candle ka lazmi long real body main honi chaheye, jo k dosri candle ko enulf karti hai. Pattern ki dosri candle agar pehli candle k close price se ziada upper side par banti hai, to ye aik strong bullish trend reversal ka message hota hai.
      Trading
      Bullish harami candlestick pattern prices k leye bearish trend main banta hai, jiss par buy ki entry ki ja sakti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k close price se jitni ziada upper side par banti hai, utni hi ye pattern ziada strong trend reversal ka message deta hai. Pattern par trading karne se pehle pattern k bottom ya low price area main hona zarori hai. Jab k trade entry confirmation candle ka baad hoti hai, jo k aik bullish real body wali candle honi chaheye. Confirmation candle k dosri candle k top par close hona zarori hai, jab k confirmation candle ki jagah bearish candle banne par trade entry nahi karni chaheye. Indicator par trend confirmation k leye value ka oversold zone main hona zarori hai. Stop Loss pattern k sab se bottom position ya pehli candle k low price se two pips below set karen.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Asslam-O-Alaikum! Dear members Me ummed kerti hoke ap sb ka forex trading py kam bht acha chl rha hoga. Aj jis topic py hum baat kre gy wo Neeche mention hy. Topic : Bullish Harami Candlestick Pattern. Bullish harami aik bunyadi candle stuck chart patteren hai jo is baat ki nishandahi karta hai ke kisi asasa ya market mein mandi ka rujhan tabdeel ho sakta hai . Explanation: aik taizi harami aik candle stuck chart indicator hai jo reechh ke rujhan mein ulat phair ko dekhnay ke liye istemaal hota hai . yeh aam tor par qeemat mein aik chhota sa izafah ( safaid mom batii ke zareya ishara kya jata hai ) se zahir hota hai jo pichlle do dinon se di gayi aykoyti ki qeemat mein kami ki harkat ( siyah mom btyon ke zareya ishara ) ke andar shaamil hosakti hai . blush harami ko samjhna aik taizi harami aik candle stuck chart indicator hai jo batata hai ke mandi ka rujhan khatam ho raha hai. kuch sarmaya car taizi ke harami ko aik achi alamat ke tor par dekh satke hain ke inhen kisi asasay par lambi position mein daakhil hona chahiye . candle stuck chart aik qisam ka chart hai jo security ki karkardagi ko track karne ke liye istemaal kya jata hai, jis ka naam chart mein dekhaya gaya mustateel shakal ke liye rakha gaya hai, jis mein oopar aur neechay se lakerain phaily hui hain, jo mom batii aur VICKS se mushabihat rakhti hain. aik candle stuck chart aam tor par aik din ke stock ki qeemat ke adaad o shumaar ki numaindagi karta hai, Bashmole iftitahi qeemat, ikhtitami qeemat, ziyada qeemat, aur kam qeemat . harami namonon ki shanakht karne ke khwahan sarmaya karon ko pehlay candle stuck charts mein report kardah rozana market ki karkardagi ko dekhna chahiye. harami patteren trading ke do ya ziyada dinon mein ubhartay hain, aur aik taizi wala harami ibtidayi mom btyon par inhisaar karta hai taakay is baat ki nishandahi ki ja sakay ke qeemat mein kami ka rujhan jari hai, aur yeh ke aik mandi wali market qeemat ko neechay dhkilti nazar aati hai . taizi ke harami isharay ko aik lambi shama ke tor par chart kya jata hai jis ke baad aik choti body hoti hai, jisay doji kaha jata hai, jo ke pichli body ki amoodi had mein mukammal tor par mojood hota hai. kuch logon ke nazdeek is patteren ke gird khenchi gayi lakeer haamla aurat se mushabihat rakhti hai. lafz harami aik puranay japani lafz se aaya hai jis ka matlab haamla hai . taizi se harami ke zahir honay ke liye, baad mein anay wali doji par aik choti body pichlle din ki mom batii ke body ke andar oopar band ho jaye gi, jis se is baat ka ishara milta hai ke ulat palat ho jaye ga . oopar wala chart taizi se harami ko zahir karta hai. pehli do siyah mom batian asasa mein do din ke neechay ki taraf rujhan ki nishandahi karti hain, aur safaid mom batii teesray din qadray oopar ki taraf rujhan ki numaindagi karti hai, jo mukammal tor par pichli mom batii ke jism mein mojood hai. is taizi harami ko dekhnay walay sarmaya car is khaka se hosla afzai kar satke hain, kyunkay yeh market mein tabdeeli ka ishara day sakta hai .

        اب آن لائن

        Working...
        X