Doji Morning Star Pattern
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Doji Morning Star Pattern
    Doji Morning Star Pattern
     
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    what is Morning Star Pattern Morning star candle stick pattern three candle stick pattern hota hey yeh forex market mein bullish trend reversal candle stick pattern hota hey yeh forex market mein down trend ke kame ko zahair karta hey essay pehlay forex market mein new downtrend mein kame new up trend ko identify karte hey or forex market mein new up trend ke base rakhta hey Doji Morning Star Pattern trader forex market mein adam faislay ky asar ko talash kartay hein jahan par forex market mein selling pressure kam ho jata hey yeh woh jagah hte hy jahan par forex market mein Doji candle stick ka analysis keya ja sakta hey yahan par market aik he level par open bhe hote hey or close bhe ho jate hey yeh adam faisla forex market mein bullish say chalnay ke rah ko humwar karta hey kunkeh bulls es level par forex market ke value ko daikhtay hein or mazeed selling pressure ko stop kartay hein or forex market mein Doji kay bad bullish candle stick pattern zahair hota hey or es ko bullish candle stick ke confrmation ka naam deya ja sakta hey Trade with Doji Morning Star Pattern forex market mein Doji Morning star pattern ka analysis nechay EUR/GBP ka chart deya geya hey jo keh forex market kay reversal pattern ko identify karnay mein madad karte hey jaisa keh aap ko pehay oper bhe batya Doji morning star down trend ke stop honay or up trend kay agay barhnay ke rah humwar karte hey forex chart ko daikhtay hovay pattern mokamal honay kaybad trader agle he candle stick mein enter h jata hey or kuch new trader entry mein late kar daytay hein jes ke wajah say bohut yada kharab evel mein entry lay laytay hein jaisa keh bullish say chalte hove market mein Risk management target ko resistance ke pechle level ya stable kay pechlay hesay par rakha ja sakta hey or stops ko recently swing low say nechay rakha ja sakta hey kunkeh es level ka gap reversal karnay ko fake kar day ga chonkeh forex market ke koi guarantee nahi hote hey to hamaisha positive risk o reward ratio or risk management ko apnana chihay
     
    bhali kay badlay bhali
    • #3 Collapse

      Doji morning star pattern: Assalamu alaikum forex friends umeed hy acchi trade kar rahe honge. Insta forex ek bahut hi achcha platform hai jo ki traders ko achcha spread Maurya karta hai jisse aap acche trading Karke jyada se jyada running kar sakte hain. Morning star candle pattern ek najar aane Wala namuna hai Jo teen mombattiyon per mustmela hota hai jise takniki tajiya ka teji ke nishana se tabir karte Hain niche ki taraf ruzan ke bad subah ka sitara banta hai jisse morning star kahate Hain yah upar ki taraf chadhne ke aawas ki nishan nahin karta hai yah pichhle kimat ke ruzan mein ulat jaane ke alamat hai tajiya subah ke sitare ki tasvir per najar rakhte hain aur FIR jaake isharon ka istemal karte hue is baat ki Pratik karte Hain ki vah keval ho rahi hai Marne do ji sarkar teji se hatne wala pattern hai jo Marne star se bahut milta julta hai Fark sirf itna hai ki morning star ko dusri line per do ji candle price do ji ke alava rakhne ki jarurat hai Fark se pahle ya iske bad Nahin hona chahie agar candle ka nichla saya pahli aur dusri line ke samne niche rakha jaaye to Ham pattern se niptenge aisa kam hota hai ke do candle police do ji pattern banaa rahi hain pattern har dusre candle state pattern ki Tarah agali candle per mulayam ki Jon trend line se bahar nikal kar prati ki jaani chahie agar walkya ki tasvir ho jaaye to iski teesri support area ke taur per kam kar sakti hai time aisa bhi hota hai ki kimat mein Majid kami se pahle teen pattern match ek muktsar hua kya hai morning sattar ek aisa pattern hai jisko madrasa rakhte hue aap acchi trade kar sakte hain aur jyada se jyada profit generate kar sakte hain aapka bahut shukriya
      • #4 Collapse

        Assalamu Alaikum Dosto!
        Morning Doji-star Candlestick Pattern
        Morning doji-star candlestick pattern price chart par maojood current trend ko up-trend badalne ka aik strong signal deta hai, jiss se prices k main maojood current bearish trend ka khatma ho jata hai. Forex trading market main jab bhi prices aik khas trend k mutabiq movement kar rahi hoti hai, to trader k leye ye janna bohut zyada mushkil hota hai k kis time prices main trend reversal hone wala hai, lekin jab bhi kuch pattern jaise morning doji-star candlestick pattern prices k bottom ya bearish trend main bante hen, to yahan par traders ko aik signal mel jata hai, k ab yahan se trend reversal hone wala hai. Morning doji-star pattern teen candles par mushtamil aik bullish trend reversal pattern hai, jo prices k bottom ya bearish trend k baad banta hai.
        Candles Formation
        Morning doji-star candlestick pattern ka shumar bhi bullish trend reversal pattern main hota hai, jo k prices k bottom ya bearish trend k baad banta hai. Morning doji-star candlestick pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
        1. First Candle: Morning doji-star candlestick pattern ki pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k prices k sabeqa bearish trend ki alamat hoti hai. Ye candle color main black ya red hoti hai, jiss real body shadow ki nisbat ziada hoti hai.
        2. Second Candle: Morning doji-star candlestick pattern ki dosri candle aik doji candle hoti hai, jo ziada tar doji-star candle hoti hai. Ye candle bagher real body k sath small upper aur lower shadow k sath hoti hai. Ye candle bagher real body na hone ki waja se aik neutral candle hoti hai.
        3. Third Candle: Morning doji-star candlestick pattern ki teesri candle aik bullish candle banti hai, jo k sabeqa trend ka khatema karke new bullish trend reversal ka sabab banti hai. Ye candle strong bullish candle hoti hai, jiss ka upper ya lower side par small wick ho sakti hai, lekin ye Doji-Star candle se above side par gap main banna chaheye.
        Explaination
        Morning doji-star candlestick pattern prices k bottom main bearish trend ka khatma karta hai, jo teen mukhtalif patterns k candles par mushtamil aik strong bullish trend reversal pattern hai. Pattern ki pehli candle market main maojod sabeqa bearish trend k mutabiq aik bearish candle hoti hai, jo prices ko nechay ki janib push karne ki koshash karti hai. Ye candle aik strong bearish candle hoti hai, jo market ki maojoda bearish trend ki mazboti dekhati hai. Pattern ki dosri candle aik doji candle hoti hai, jo k umoman aik doji-star candle hoti hai. Ye candle prices ko mazeed nechay jane se rokne ka kaam karti hai. Pattern ki akhari candle aik bullish candle hoti hai, jo k doji candle k top par banti hai. Ye candle trend reversal aur prices ko upward push karti hai, jiss se market ka current trend bullish ho jata hai. Pattern ki pehli aur akhari candle taqreeban parallel hoti hai, jab k center wali candle dono k darmeyan main nechay gap ya gap k bagher ho sakti hai.
        Trading
        Morning doji-star candlestick pattern main dosri doji candle prices ko mazeed nechay jane se rok kar market ki current trend k change hone ka aik signal deta hai, jab k pattern ki last bullish candle current prices ko bullish trend main divert karwati hai. Pattern market main aik strong bullish signal deta hai, jiss par buy ki entry ki ja sakti hai. Pattern k baad aik bullish trend confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main bullish bhi honi chaheye aur teesri candle k top par bhi close honi chaheye. Pattern k baad bearish candle pattern k asarat ko khatam kar dete hen. Pattern ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value oversold zone main honi chaheye. Pattern ka Stop Loss sab lower point ya pattern k dosri candle k bottom se two pips below set karen.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Doji Morning Star Pattern : is patteren ki zaroorat subah ke doji star ke ziyada pabandi walay version ke liye bhi wohi hai, yahan sirf farq yeh hai ke dosri candle aik doji hai lehaza yeh aik baar hai jis mein amli tor par koi body nahi hai aur hamaray paas dobarah hai.aik bara jism neechay doji ko band karen barray jism ko mid point ke oopar qareeb ke sath band karen .pehlay baar ka to ab hum chart mein jayen ge aur dekhen ge ke aap kis terhan tarmeem kar satke hain .patteren ke taqazoon ke mutabiq hum chart ke aakhir mein yahan subah ka sitara dekhte hain yahan shuru mein subah ka doji sitara hai aur oopar yahan hamaray paas aik shaam ka sitara hai jo ke mandi hai .subah ke patteren ke hum mansab yeh waqai is tareef par munhasir hai ke aik barri body baar kya hai choti body baar kya hai aur kya hai aik doji aur is ki wazahat isharay ke dayilag box ke zariye ki gayi hai hamaray paas yahan oopar ki taraf hawala ki muddat hai lehaza hum dekh rahay hain.aakhri 50 baar aap course ke aik aur muddat ka intikhab kar satke hain aur hamaray paas ost ki bunyaad par doji ka hisaab laganay ka aik hissa hai body ka size to hum ne yahan 0 1 rakha hai bator difalt yeh 0. 05 hai is liye bohat choti body hai.doji ke liye aik choti body candle ki ijazat hai ost ka 0. 6 hai aur barri body candle ka factor 1. 2 hai .ost ka hai lehaza un mutggairaat ko adjust karne se aap ko yahan farq aur waqeat nazar ayen ge ke woh kitni baar zahir hotay hain .aur 3. 5 aur 10 Baraz ke baad shmaryati tawaquaat is se aap ko yeh ta-assur miley ga ke cambel adad o shumaar ke lehaaz se kitni achi karkardagi ka muzahira karta hai .

          اب آن لائن

          Working...
          X