How To Use Bullish Meeting Lines.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How To Use Bullish Meeting Lines.
    How To Use Bullish Meeting Lines.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear friend kaise hain Sab ummid Karti hun khairiyat se Honge aur Apna accha kaam kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko daily basis per Apna target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai agar aap market ko proper learning Karenge aur acche tarike se kam Karenge to aapko bahut hi Achcha experience Milega aur aap is market Mein Achcha profit Hasil kar sakte hain aapko daily basis per time Dena chahie aur Mani management ke sath kam karna chahie main aaj aapse bahut important information discuss karungi jo aapki trading ko Achcha result de sakti hai to Mera topic hai Bullish Meeting Lines Pattern kya hai. Bullish Meeting Lines Pattern: Bullish Meeting line se candlestick pattern price ke bottom per bearish trend Mein banta hai jo Ke Do candles par mustamail Hota Hai jismein Pahle candle Ek real body wali bearish candal Hoti Hai Jiske bad Ek bullish candle hoti hai jo ki Pahli candle close point se gap mein open Hoti Hai pattern ki second candle ke down gap mein open hokar Usi ke close per close Hoti Hai pattern ki dusri candle price ko ek to Majid bear jaane se rokati hai aur dusra yah candle Ek bullish hone ki vajah se trend reversal ka kam Karti Hai To vahan per mostally isko reversal hone ke Inka Anath hote hain jismein Aksar Kuchh Aise patterns Hote Hain Jo price ko Teji ke sath Bullish meeting line pattern karte hain. Candles Formation: Bullish Meeting Lines candlestick pattern price ke bottom par do different candles ka ek bullish trend reversal pattern Hai Jiski Pahli candle bear is or second bullesh Hoti Hai pattern Mein candles ki formation darja Zail tara Se Hoti Hai. First Candle: Bullish meeting line candle take pattern ki pehli candle Ek bearing scandal hoti hai jo price ke bottom per ya Bearish trend ki continuation ka kam Karti Hai Kyunki yah Ek real body wali candle Hoti Hai yah candle black ya red color ki candle hoti hai. Second Candle: Bullish meeting line candlestick pattern ki second candle Ek real body wali bullish candle Hoti Hai yah candle open Pehli candles ke bottom par gap Mein Hoti Hai jabki close Pahli candles ke close price ke line Mein Hoti Hai bullish candle green ya white color Mein hoti hai jo ki price ko Masjid bhi hai jaane se rokati hai aur trend reversal ka Sabha banti hai. Explanation Of Bullish Meeting Lines Pattern: Bullish meeting line candlestick pattern Ek police friend reversal pattern hota hai yah pattern price ke bottle trend Mein banane ki vajah se price ko Masjid down jaane se rokati hai yah pattern Dekhne Mein bullish belt hold line candlestick pattern Ki Tarah hota hai lekin dusri candles ke real body ke lower side per Bhi Ek Ya Shadow bhi ho Nahin banti hai aur na hi price pahle candles ke close point se above Jaati Hai bullish meeting lines pattern ki second candle Ek Badi real body wali bullish candle Hoti Hai Jiske close price pahle candles ke close price se upar close Nahin Hona chahie pattern ki dusri candle strong banne ki vajah se price revers hoti hai aur bullish trend reversal ka Sabha banti hai. Trading With Bullish Meeting Lines Pattern: Bullish Meeting line se candlestick pattern trend reversal ka pattern Hai jisse market Mein bike ki entry karte hain pattern ke bottom par buyer Jyada active ho Jate Hain trend reversal pattern per trading trend continuation pattern ki nisbat Jyada risky Hoti Hai Is vajah Se pattern se pahle market Mein Ek police ya white candle Ka Hona jaruri hai Jiski real body honi chahie jismein open aur close sem point per Na Ho Agar pattern ke bad scandal Banti Hai Tujhe pattern invalid ho jaega Jis per entry Nahin Karni chahie stop loss pattern ke sabse bottom position ya second candles ke open point Se Two pipes below select Karen.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X