Re: Bullish harami pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Re: Bullish harami pattern
    Re: Bullish harami pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bullish harami patternAssalamu Alaikum Enough!Bullish Harami candlestick pattern Bullish Harami candlestick pattern main dosre din ki candle previous din ki candle k real body main open ho kar ussi k same real body main close hoti hai. Bullish harami candlestick pattern making candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik bearish candle hoti hai, strike k dosre din ki candle aik small real body wali bullish candle hoti hai. Pattern ki dosre din ki bull candle pehli din ki bear candle k andar swallow hoti hai, yanni bear candle bear candle k high aur low k inside main open aur close hoti hai. Pattern ki bull candle bear candle se size main kam hoti hai, jo k market main current bear trend ka khatema karti hai. Formation Harami candlestick bullish pattern main shamil candles bearish aur bullish pattern ki hoti hai yes k price k bullish trend reversal k leye istemal hota hai. Pattern ki dosri candle pehli candle k andar banti hai, jiss se pehli candle dosri candle ko engulf karti hai. The pattern of the main shamil candle ki formation darjazzel tarah se hoti hai; First Candle: Bullish harami candle pattern ki pehli candle market k current trend k mutabiq aik bearish trend hoti hai, jiss ka close price open price k se ooper hota hai. Bearish candle shadow velvet ya uss k bagher ho sakti hai, yes k real body main hoti hai. Second candle: Bullish candlestick pattern harami ki dosri candlestick aik bullish candlestick hoti hai. Ye candle pehli candle k muqabele main small real body main hoti hai, yes pehli candle k bottom se se above open ho kar ussi k top se letchay close hoti hai. Dosri candle lazmi real body main main honi chaheye aur pehli candle ki real body k andar banni chaheye. Explanation Bullish candlestick pattern harami price chart par uss waqat banti hai, jab bhi sellers market main dilchaspi lena kam kar dete hen. Ye price pattern to the bottom par ya bearish trend major ban kar market ka trend bullish reversal bana deta hai. Pattern main shamil dono candles real body main honi chaheye, jiss main dosri candle pehli candle with size main kam honi chaheye. Pattern ki banne ki psychology kuch iss tarah se hai, jiss main sellers ki prices k lower main maze dilchaspi nahi rehti hai, aur ussi waqat buyers main market ziata active ho jate hens. Baaz dafa ye koi pattern strong press release hone k baad prices k bottom main banta hai. Trading Bullish harami candlestick pattern trading k leye aik strong bullish signal deta hai, jiss se buyer market main entry karte hen. Pattern ki k baad aik bull confirmation candle ka hona zarori hai, jo k real body main honne k sath sath dosri candle k upper par close honi chaheye. Lekin bear candle banne ki sorat main trade entre karne se parhez karen. CCI trend confirmation, RSI indicator and stochastic oscillator se bhi ki a sakti hai, jiss par value oversold zone main honi chaheye. Candle pattern ka hota hai, iss waja se stop loss ka istemal zarori hai. Stop Loss pattern k sab se lower position and dosri candle k open price with two pips below set karen.
     
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Bullish Harami Candlestick Pattern
      Bullish harami candlestick pattern chart pattern par dk candles se zahir hota hai, jiss main prices k bottom ya bearish trend ko bullish trend reversal pattern main tabdeel kia jata hai. Financial market main prices action ko aik leading indicator k tawar par istemal kia jata hai, q k ye pehle se trend reversal ya trend continuation ka signal de deta hai. Trend reversal main aksar bohut sare pattern do candles par mushtamil hote hen, jo k dosre technical indicators k muqabele main short term k traders ko bohut reliable information deta hai. Bullish harami candlestick pattern price chart par buyers k taqat aur market par control ka indication deta hai, jo k aik bullish trend reversal leading indicator ka kaam karta hai.
      Candles Formation
      Price chart par two days indicator main pehli candle aksar market k pehle trend ko zahir karti hai, jab k dosri candle trend reversal ka kaam karti hai. Bullish harami candlestick pattern main bhi pehli candle market k sabeqa trend k mutabiq hoti hai, jab dosri candle hi prices k trend reversal k leye jani jati hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
      1. First Candle: Bullish harami candlestick pattern ki pehli aik bearish candle hoti hai, jo k sabeqa bearish trend ki akasi karti hai. Ye candle aik normal real body main hoti hai, jo k black ya red color main banti hai. Candle ka close open prices k bottom par hota hai, jab k candle k shadow ka hona ya na hona zarori nahi nahi hai.
      2. Second Candle: Bullish harami candlestick pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k pehli candle ki nisbat small real body main hoti hai. Ye candle aik bullish candle hone k sath sath open aur close pehli bearish candle ki real body main hoti hai. Candle ka open close se above hona chaheye, jab k shadow ka hona ya na hona zarori nahi hai, lekin open aur close pehli candle k high aur low prices se above ya below nahi hona chaheye.
      Explaination
      Bullish harami candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jo k two days candles par mushtamil hota hai. Pattern low prices area ya bearish trend main bullish trend reversal pattern ka kaam karta hai, jiss main pehli candle aik bearish candle hoti hai. Bearish candle aik long real body main hoti hai, jiss ka close price open price se nechay hota hai. Pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k real body main pehli candle se small hoti hai. Bullish candle ka open aur close dono point pehli candle k andar hota hai. Jiss se ye pattern "Bearish Engulfing Pattern" ka opposite shape ban jata hai. Dosri candle ka open aur close lazmi pehli candle k high uar low prices se kam hona chaheye, q k ye candle prices main bearish trend ka khatma karti hai, jo k bullish trend reversal ka sabab banti hai.
      Trading
      Bullish harami candlestick pattern par trading k leye zarori hai, k ye pattern long timeframes main hona chaheye. Pattern ka bottom ya bearish trend main hona zarori hai, jiss k baad aik confirmation candle ki zarorat hogi market main buy trade ki entry karne k leye. Confirmation candle ka bullish candle hona chaheye, jab k ye candle lazmi dosri candle k top par close honi chaheye. Pattern k baad bearish candle banne se ye pattern invalid ho jata hai, jo k buy entry k leye riski ho jata hai. CCI indicator, RSI indicator aur Stochastic oscillator par value oversold zone hona chaheye. Stop Loss pattern k sab se bottom ya pehli candle k close price se two pips below set karen.
      • #4 Collapse

        INTRODUCE OF BULLESH HARAMI CANDLESTICKS PATTERN Aoa Ummid karta hon Ap Sab Theek Hon gy BULLISHES harami candlestick pattern chart pattern par dk candles se zahir hota hai, jiss main prices k bottom ya bearish trend ko bullish trend reversal pattern main tabdeel kia jata hai. Financial market main prices action ko aik leading indicator k tawar par istemal kia jata hai, q k ye pehle se trend reversal ya trend continuation ka signal dedeta hai. Bullish harami candlestick pattern price CHART par buyers k taqat aur Market par control ka indication Ka Price chart par two days indicator main pehli candle aksar market k pehle trend ko zahir karti hai, jab k dosri candle trend reversal ka kaam karti hai. Bullish harami candlestick pattern main bhi pehli candles market k sabeqa trend k mutabiq hoti hai, jab dosri candle hi prices k trend reversal k leye jani jati hai. Bullishness harami candlestick pattern ki pehli aik bearish candle hoti hai, jo k sabeqa bearish trend ki akasi karti hai. Ye candle aik normal real body main hoti hai, jo k black ya red color main banti hai. Candles ka close open prices k bottom par hota hai, jab k candle k Shadow ka hona ya na hona zarori nahi nahi hai.Bullish harami candlestick pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k pehli candle ki nisbat small real body main hoti hai. Ye candles aik bullish candle hone k sath sath open aur close pehli bearish candle above hongy THE FORMATION OF BULLESH HARAMI CANDLESTICKS PATTERN Dear Jab by Bullishness harami candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jo k two days candles par mushtamil hota hai. Pattern low prices area ya bearish trend main bullish trend reversal pattern ka kaam karta hai, jiss main pehli candle aik bearish candle hoti hai. Bearish candle aik long real body main hoti hai, jiss ka close price open price se Neechay hota hai. Pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jo k real body main pehli candle se small hoti hai. Bullish candle ka open aur close dono point pehli candle k andar hota hai. Jiss se ye pattern "Bearish Engulfing Pattern" ka opposite shape ban jata hai. Dosri candle ka open aur close lazmi pehli candle k high uar low prices se kam hona chaheye, q k ye candle prices main bearish trend ka khatma karti hai, jo k bullish trend reversal ka sabab banti hai aor Bullishness harami candlestick pattern par trading k leye zarori hai, k ye PATTERN long timeframes main hona chaheye. Pattern ka bottom ya bearish trend main hona zarori hai, jiss k baad aik confirmation candle ki zarorat hogi market main buy trade ki entry karne k leye. Confirmation candle ka bullish candle hona chaheye, jab k ye candle lazmi dosri candle k top par close honi chaheye. Pattern k baad bearish candle banne se ye pattern invalidate ho jata hai, jo k buy entry k leye riski ho jata hai. CCI indicator, RSI indicator aur Stochastic oscillator par value oversold zone hona Bhoot Zroori hy...
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          "Bullish Harami" ek Japanese candlestick pattern hai jo technical analysis mein use hota hai. Is pattern ko candlestick charts par price movements ke analysis ke liye istemal kiya jata hai, taki traders and investors future price movements ka prediction kar sakein.Bullish Harami pattern typically uptrend (price increase) ke baad dikhne wala hota hai aur ye ek reversal pattern hai, matlab ye indicate karta hai ki uptrend khatam ho sakta hai aur ab downward movement (price decrease) ka possibility hai. Is pattern mein do main candles hote hain: Large Bearish Candle (First Candle): Pehli candle typically ek long bearish (downward movement) candle hoti hai, jo uptrend ko reflect karti hai. Yani ki price initially upar ja rahi hoti hai aur fir ghatne lagti hai. Small Bullish Candle (Second Candle): Dusri candle first candle ke andar fit hoti hai, lekin iski range small hoti hai. Yani ki iska open and close first candle ke range ke andar hote hain. Ye bullish (upward movement) candle hoti hai, jo indicate karta hai ki selling pressure kam ho rahi hai aur buying pressure increase ho rahi hai.Bullish Harami pattern ka matlab hota hai ki market mein selling pressure kam ho rahi hai aur buyers ki taraf se buying pressure increase ho rahi hai, jisse price ka possible reversal hota hai. Lekin yaad rahe ki ye pattern khud mein accurate predictions nahi karta. Iske saath hi aur bhi technical analysis tools aur confirmations ki zarurat hoti hai price movements ke predict karne mein.Agar aap trading ya investing mein interested hain, toh main recommend karunga ki aap further study karein aur professionals ki advice seekhein, kyun ki market movements unpredictable bhi ho sakte hain aur trading mein risk hota hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X