Elliot Wave Trading Analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Elliot Wave Trading Analysis
    Elliot Wave Trading Analysis
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AOA Introduction Friends kya haal hai aapke main ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge Aaj Jis topic ko Ham discuss Karenge vah hai Elliot waves analysis Ham isko understand karne ki koshish karte hain Elliot wave analysis Kaise aur Kyon Hota Hai Humne fundamental analys technical analys vagaira Ko To Humne Sikha aur parha Aaj Ham isko dekhte hain ki yah Hamen Kis Tarah aur kya benefits market se mil sakta hai What Is Elliott Wave Forex trading market Kisi bhi trend ko ek waves ki Shakal Mein follow karte hue hai Jesy Ek wave Mein up aur down hoti hain ISI Tarah market bhi Upar niche ho kar chahti hai infact in main repetive moment market hotel hai Elliot wave bhe aik technical analysis ki form hai jo my recent moment ko dekh kar future ko predict karta hai is theory mein do Tarah Ki waves ke hum discuss Karenge Impulsive Wave Yah vah waves hoti hain jo ki market Mein pattern banati Hai Elliot wave ka yah Trend ke sath Jo moment Hoti Hai market ki Usi impulsive wave kaha Jaati Hai Corrective wave Corrective waves un waves ko kaha jata hai jo pattern Mein large trend ko resist Karti Hai yah market ki retracement move hoti hai Elliot ne kaha ke market Jab Kisi trend Mein move Karti Hai To Ek swing Ki Tarah Ki Hai bilkul Sidha Nahin Chalti Jiske Agar market up trend mein ho to market rally ki Shakal Mein Upar Jayegi FIR Thori retracement Lekar Niche Aaegi FIR Upar Jayegi Is Tarah impulse or corrective wave charts per bante Hain Lekin corrective wave impulse wave ka 50% retrace karti hai to trend ki continuation ka signal hota hai agar yah 50% Se zada retrace karen to tred reversal ka signal Hota Hai Trading Analysis Five moments in the Elliot trading strategy analysis 1# wave one Ek rally type hoti hai jo ki market trend ko indicate karti hai 2# wave 1-2 retracement wave hoti hai jo ki wave 1 ka 50% Tak ho sakti hain 3#2-3 impulse wave hoti hai jo ki wave 1 ka high break Kar Jaati Hai 4# wave 4 again corrective wave Ho Jaati Hai Aur 4- 5 waves impulse Ho Jaati Hai Fibonacci Ratios Elliot wave analysis Mein fibonacci ratio ka use hota hai jaise ki 0.382 0 .550 0 .618, 1.144, 1.272, 1.618 aur zada in ratio ka use wave measurement retracement aur extension ke liye Kiya jata hai Entry Point Trend ko found kar ky traders corrective wave ky end set entry ky salty hain
     

    اب آن لائن

    Working...
    X