Pivot Point Trading Strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pivot Point Trading Strategy
    Pivot Point Trading Strategy
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam alaikum dear members!
    • hope so you all are doin well.
    • dear memebrs aj ki post main hum pivot point ko study karen gy or dkhn gy ye kia hota ha esko kesy find karen or eski trading strategy kia hoti ha.
    What is Picot Point?
    • Dear members pivot point basically aik turning point hota ha market main jahan se market wapis turn leyti ha.
    • day traders pivot point ko use kr k support & resisatnce concept k sth market main achi entry talash karty hain q k ye reversal ya turning point hota ha ksi bhi bullish ya bearish trend ka.
    • Pivot points previous day k high low or closing & opening price ko use kr k find kia jata ha.
    • Agr ap khud se calculate karna chahen to bhi ap esko calculate kar k market main dkh skty hain warna bht se indicators moujood hain jo k pivot point or es se opr or nechy 2,3 resistance & support levels bhi provide karty hain.
    • jesa k opr picture main PP line pivot point ko indicate kar rhi ha ja k us se opr R1 line resistance ko show kar rhi ha or nechy S1 line support ko show kar rahi ha.
    HOW to trade using pivot point?
    • Dear members pivot point intraday trend or market main entry or exit main help karta ha.
    • agr market pivot point se nechy ho to market bearish consider ki jati ha or hn wait karty hain k market pivot point ko touch kary or phr wahan se hum sell ki trade ln hmara first target S1 support hoti hai or 2nd S2 support.
    • or hmara stop loss Pivot point se opr hota ha.
    • or aisy hi agr market pivot point se opr ho to market ko bullish consider kia jata ha or pivot point se buy ki trade li jati ha or R1 resistance hmara 1st target hota ha.
    • Agr market pivot point ko break kar dy to trend reversal expected hota ha.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      INTRODUCTION: Assalamu Alaikum dear friend Umeed hai kya aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge Jab aap is market Mein apna kaam karte hain to Delhi ka target complete karte hain to aapko bahut hi fayda Milta Hai is market Mein Jab aap trading ko successful banana Chahte Hain To aap ko Koshish Karna Hogi Kisne hard worksheet analysis ke sath trading Karen tab bhi aap is market mein jyada arning Karenge Jo member se learning ko complete karte hain aur acche experience ke sath kam karte hain vah Hamesha Achcha profit banaa sakte hain market Mein different patterns Ban Rahe Hote Hain Har pattern ko Samajh Kar trading karna hoti hai main aaj aapse Kaise topic ke related information share karungA jo aapki trading ko Achcha result de sakti hai to Mera topic hai Pivot Point kia hai. WHAT IS PIVOT POINT: Forest trading market Mein Jab Bhi pivot point per ki baat ki Jaati Hai To yah trading ke dauran bahut jyada madadgar sabit hote hain Forex favourite point technical indicators hai jo traders ko yah bataen batane Mein help karte hain Ke Aaya Fark market ka trend Diye Gaye time frame ke mukabale Mein Kitna bullish Ya bearish Hai. Forex pivot point ke hisab Pichhle din ke price ke high Lo aur close ke hisab se Lagaya Jata Hai Forex PVT point ki or afa Diya agale Din Mein Hoti Hai Jab Bhi price per point ke upper side per trade kar rahi Hoti Hai Tujhe bullish Hoti Hai Jab Ke pivot point ke down se trading Hoti Hai indicators ki basic Mein shumar ki Jaati Hai usmein aamtaur per Digar support aur register level Shamil Hote Hain Jo point ke hisab per Babli hote hain favourite point ke liye level status ko price ke support aur resistance level Ki Talash karne madad Deti Hai. DIFFERENCE BETWEEN PIVOT POINT AND FABONACCI LEVELS: Pivot point or fibonachi level Dono price ke mamkana support aur resistance on ko Maloom karne mein help karte hain fibonacchi Re dressment aur aamtaur per maujuda Trend ke high aur location lines ko price ke top aur bottom Ke Darmiyan draw Kiya Jata Hai Jab Ke keyboard point ka hisab automatic Ali pichli Din Ki candle Se Kiya Jata Hai fibunachi levels ka hisab percentage se Lagaya Jata Hai Jab Ke period point mein percentage Ke hisab Nahin Hota P word point mein fixed number per mummy hai yani ke Pichhle din ke high Low aur close price. EXPLANATION OF PIVOT POINT: Pivot point ko Sahi tarike se Lagu karne per price ki overall trend aur trend ki tabdeel ko use Kiya Ja sakta hai point mustakil mein price ki support aur register zone ki production ke liye Pichhle Din Ki candle ke high Lo aur close ka use karte hain ka Sahi use trading mein bahut jyada faydemand sabit ho sakte hain. Tivert point ka use dusre technical tools ke sath use karne per yah ek hi market mein bahut jyada aur Achanak Bayan aur seling Ki Nishani karne mein madad kar sakte hain Jo forest traders ke liye profit aur price ka break out hone ka sabab bante Hain ek time frame mein istemal kiya jata hai aur fore status ko Entry exect Aur stop loss Lagane Mein madad Deti Hai Jahan Ek date reader daily trading Ke Liye Har din Pavit point ka hisab Lagane ke liye minutes Harley or daily chart ka use karte hain Ek swing trader Har Hafte ke liye private point ko use karne ke liye daily weekly aur monthly data ko analysis Karta Hai dilchasba yah hai ki Bade level Ke investiture Bhi Pavitra point ka fayda Utha sakte hain aur Aane Wale sal ke liye M level ka andaza Lagane ke liye salana data use kar sakta hai. CALCULATION OF PIVOT POINT: Pivot point price ke liye support aur resistance level ki indication Deti Hai Is vajah Se PVT point ke center price se Apar level ko aur se jabki lower price ko access Se jahir Kiya Jata Hai Jaise R1, R2 , R3, or S1, S2 ,S3 pivot point ke sabse Jaruri level mein Pahli resistance level R1 Pahli support level S1 aur Asal per Baithe Shamil Hain R1 aur S1 Ke Darmiyan fasla Aam trading range ko Zahir karti hai. Dusre favourite point 11 arm trading range ke upper aur lower side Tak Pahli Hui Hoti Hai Jab Bhi price ki movement aur tu ja R3 Tak pahunch Jaati Hai to market Kijiye condition over both zone Hoti Hai Jab price ki movement s tu ya S3 Tak Jaati Hai To yah condition over sold zone Ban Jaati Hai ine levels Mein traders market Mein entry ki Bajaye trade ko exit yeah close karna Jyada tarji deta hai. Period point ke levels Maloom karne ke liye pahle main private point ki calculation ki Jaati Hai: Pivot Point (PP)= ( Daily High + Daily Low + Close )/3 Pahle pivot point ki calculation karne ke bad wale Pavit points ko Maloom Kiya jata hai. Calculating the first period Resistance and Support . R1 = ( 2 × Pivot Point ) - Daily Low S1= (2 × Pivot Point )- Daily High TRADING STARTEGY OF PIVOT POINT: Forex market Mein pivot point ka use karne ka ek Muzaffar Tarika register syllabus per Sel karne aur support level per bye karna hai Iske alava aur aap register level ke upper aur support level ke down stop loss set kar sakte hain Jab Bhi price support level ko touch Karti Hai To traders ke liye ek acchi opportunity hoti hai ki vah market mein bye ki entry Karen Jab Ke resistance level per market Mein Sel ki entry ki Jaati Hai. Trend confirmation ke liye Pivot point ko dusre reliable indicator ya Mani flow index indicator ke sath bhi use Kiya Ja sakta hai for example Agar Jab price ke resistance level ko touch karti hai aur price RSI indicator per bhi over both what position per Hun To Yahan per Sel ka signal Paida Hoga Jab Ke bhai ke signal ke liye pvat point ka support zone Ja level mein Hona chahie Jab ki RSI indicator Mein price ka oversold position per Hona chahie. THANKS!!!

      اب آن لائن

      Working...
      X