Hikkake Candlestick Chart Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hikkake Candlestick Chart Pattern
    Hikkake Candlestick Chart Pattern
     
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction Hikkake candlestick Pattern 5 say 6 candlestick par moshtaml hota hey yeh aik bearish ya bullish candlestick hote hey jo forex market mein short period trend ko identify karnay kay ley estamal ke jate hey es alag pattern ko develop karna Daniel L Chelser es pattern ke khasoseyat wazah hin nechay de gay hein yeh forex market mein short period trend ko identify karay kay ley estamal keya jata hey Hikkake Pattern dono trend ko zahair karta hey yanee keh Up trend ko bhe down trend ko bhe zahair kar sakta hey yeh forex market mein zyada otar charhao ko indicate karta hy Hikkake Candlestick pattern kay end par aam tor par market mein breakout ho jata hey market breakout 2 tarekon say ho sakta hey bearish bhe ho sakta hey bullish bhe ho sakta hey Identification Hikkake Candlestick Pattern Hikkake candle stick pattern ko identify karnay kay ley inside pattern ke zahaire shape ko bhe identify keya ja sakta hey es pattern ko Harami candlestick pattern kaha ja sakta hey jaisa keh forex chart par inside bar pattern zahair hota hey Hikkake pattern ko zahair karnay ka imkan hamaisha majod hota hey inside bar pattern mein 2 candle stick shamel hote hein pehle candlestick bullish hote hey dosree candlestick men aik chote ce body hote hey jo keh bearish candlestick hote hey pehle bullish candlestick dosree bearish candlestick par shadow karte hey Inside bar pattern ke zahaire shakal yeh hote hey Hikkake pattern ko identify karta hey es step mein hum abhe es pattern ke noeyat kay baray mein yaqee nahi rakhtay hein jaisa keh hum janatay hein keh yeh pattern dono tarekon say or short period trend agay ke taraf barah sakta hey short period trend kese bhe tarah say agay barah sakta hey inside bar pattern ke tarah bearish ya bullish trend ka imkan aik jaisa ho sakta hey Hikkake pattern ke trend saze ke noayat ko identify karnay kay ley humen pattern ke bearish ya bullish set up ko samjhna ho ga Bullish Hikkake Pattern yeh pattern ke kesam hota hey buyer ke tadad market par havee hota hey short period bullish market say fada hasell karnay kay ley yeh forex market kay trend par havee hota hey es pattern mein forex market ke opening or close honay par nazar rakhen yeh pattern ko identify karnay kay ley bohut zyada important hota hey aik bullish Hikkake pattern kay ley aam tor par 6 candlestick pattern par moshtamel hota hey kuch moamllat mein 5 candlestick bhe shamel hote hein es candlestick pattern ko samjhnay kay ley Hikkake pattern ko samajhna asan hota hey Step 1 pehlay step mein inside bar pattern ke tashkeel shamel ke jate hey es inside pattern kay tor par bhe jana jata hey es step mein bullish candlestick shamel hote hein bearish candlestick pehle candlestick shamel hote hey candlestick ko close hona dosree candlestick kay mokaballay mein aik higher makam par identify keya ja sakta hey pehle candlestick dosree candlestick ka shadow karte hey lahza es candlestick ke high zyada hey or dosree candlestick ke low kam hote hey step 2 step 2 candlestick mein long body candle stick involve hota hey es step mein aik long candlestick hote hey or bullish Hikkake candlestick pattern mein aam tor par aik white candlestick shamel hote hey tesaree candlestick ka close hona dosree candlestick kay opening say oper low level par hota hey tesaree candlestick ka lower hesa pehle 2 candlestick say wazah tor par kam hota hey step 3 es candlestick pattern mein zahaire shakel shamel hote hey kuch ghair mamole moamllat shamel hote hein tesara step 2 bearish candlestick par moshtamel hota hey pehle bearish candlestick ke bandash bullish candlestick ke opening say low hote hey dosree bearish candle stick ke opening pehle bearish candle stick say zyada hote hey step 4 es candlestick mein long body wale bullish candlestick shame hote hey es candlestick ka opening pehle bearish candlestick say zyada hota hey paishge bearish candlestick ke highs ban jate hey candlestick ke highs end mein bullish candlestick par hote hey Bearish Hikkake Pattern Bearish Hikkake pattern aik aisa pattern hey jo market mein short period ko identify karte hey es pattern ke identification kay ley darj zail steps ko follow karna chihay Step 1 Bearish Hikkake pattern aik aisa pattern hota hey jes mein bullish ke tarah inside pattern shamel keya jata hey yeh pehlay zekar kardah trend say melta julta hey Step 2 dosray step mein aik long body wale bullish candlestick shamel hote hey bullish candlestick ka opening es say pehlay ke bearish candlestick say melta hey or low level kay competition mein high-level par he hota hey pechle candlestick ka end pechle 2 candlestick say he hota hey jo inside bar pattern banate hey step 3 es step mein 2 bearish candlestick ke tashkeel shamel hote hein kuch moamllat mein es candlestick step mein serf aik candlestick shamel hote hey es step mein pehle bearish candlestick ka opening bullish candlestick kay close honay say zyada hota hey dosree bearish candlestick pechle bearish candlestick kay belkul nechay mein zahair ho jata hey dosree bearish candlestick ka close wazah tor par pechle candlestick say low position par open hota hey step 4 es step mein aik long body wale bearish candle stick shamel hote hey es candlestick ka opening hesa es ke porane candlestick par shamel hota hey or porane candlestick kay close say nechay shamel hota hey long body wale bearish candlestick ka lower hesa Bearish Hikkake pattern say sab say nechay low points par hota hey
     
    bhali kay badlay bhali
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalam o Alaikum! Hikkake Candlestick Chart Pattern hikkake candlestick patteren nisbatan kam Maroof takneeki tajzia ka namona hai jo taajiron aur sarmaya karon ke liye qeemti baseerat faraham kar sakta hai. is patteren mein, istilaah" Hikkake" japani lafz" truck" ya" trap" se makhoz hai, jo is ki fraib karana noiyat ki akkaasi karti hai. hikkake patteren bunyadi tor par maliyati mandiyon mein mumkina tabdeelion ya rujhan ke tasalsul ki nishandahi karne ke liye istemaal kya jata hai. is jawab mein, mein hikkake chart patteren ki tafseel se wazahat karoon ga, is ki khususiyaat, tashkeel, tashreeh aur ahmiyat ka ihata karta hon. khususiyaat hikkake patteren jhutay break out ya "trips" ki aik series se numaya hai jo market ke shurka ko gumraah karte hain. yeh aik ibtidayi break out koshish ke nakaam honay aur ulat jane ke baad hota hai, market ke ghalat rukh par taajiron ko pokarta hai. patteren mein aam tor par kamyabi ka kam imkaan hota hai, jo usay aik mutazaad signal banata hai jo un logon ke liye munafe bakhash tijarti mawaqay ka baais ban sakta hai jo is ki sahih shanakht kar satke hain. Significance hikkake patteren aam tor par teen ahem ajzaa par mushtamil hota hai Initial breakout patteren qeemat ki harkat se shuru hota hai jo himayat ya muzahmat ki kaleedi satah se oopar ya neechay toot jata hai. yeh break out ibtidayi tor par un taajiron ko apni taraf mutwajjah karta hai jo rujhan ke jari rehne ki tawaqqa rakhtay hain. Failure to setup ibtidayi break out ke baad, aik hi simt mein jari rehne ke bajaye, qeemat raftaar ko barqarar rakhnay mein nakaam rehti hai aur break out ki bunyaad par tijarat mein daakhil honay walon ko phansati hai. Inside bar setup break out ko barqarar rakhnay mein nakami ke baad, baad mein qeemat ka amal aik androoni baar banata hai, jo kam utaar charhao aur mumkina istehkaam ke marhalay ki nishandahi karta hai. androoni baar ke aala aur kam pichlle baar ki had ke andar mojood hain. Interpretation hikkake patteren market ke jazbaat aur mumkina tabdeelion ke baray mein qeemti baseerat faraham karta hai. tajir patteren ki tashreeh is terhan karte hain Bullish hikkake aik taizi hikkake patteren is waqt hota hai jab ibtidayi break out manfi pehlu par hota hai, lekin baad mein ulat jane se qeemat ziyada hojati hai. yeh bearish se taizi ki taraf mumkina rujhan ke ulat jane ki tajweez karta hai, jis ke andar baar aik kaleedi khareed signal ke tor par kaam karta hai. Bearish hikkake is ke bar aks, bearish hikkake patteren is waqt bantaa hai jab ibtidayi break out oopar ki taraf hota hai, lekin baad mein anay wala ulat qeemat ko neechay dhakel deta hai. yeh taizi se mandi ki taraf mumkina rujhan ke ulat jane ki nishandahi karta hai, jis ke andar baar aik ahem sale signal ke tor par kaam karta hai. Importance hikkake patteren taajiron ke liye aik mufeed tool ho sakta hai, jo mumkina ulat phair ya rujhan ke tasalsul ke ibtidayi isharay faraham karta hai. agarchay ibtidayi break out ke khilaaf tijarat karna mutazaad maloom ho sakta hai, lekin patteren ki fraib karana noiyat aksar munafe bakhash mawaqay paish karti hai .

      اب آن لائن

      Working...
      X