What Is Support And Resistance.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What Is Support And Resistance.
    What Is Support And Resistance.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear friend I hope aap sab khairiyat se Honge aur Apna achha kaam kar rahe Honge Jab aap is market Mein kam karte hain to aapko daily hard work ke sath kam karna hota hai aur apni learning ko complete karna hota hai agar aap is market Mein Apni learning ko complaint Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful Nahin ho sakte aapko successful hone ke liye hard work aur Darne ki jarurat hoti hai isliye aapko koshish Karni chahie kya aap ismein Jyada Se Jyada Apna target complete Karen aur Market ko proper time de aaj main aapse bahut important information discuss Karenge jo aapki trading ko Achcha profit de sakti hai to Mera topic Hai support and resistance kya hai. What Is Support And Resistance: Dear technical analysis isliye support aur register level 8 important point ke Taur per Dekhe Jaate Hain jisse price mostly baar baar rebound Ho Jaati Hai yah levels analysis Mein market Mein Entry exect Aur stock loss ke liye use Kiye Ja sakte hain support aur resistance of trading ke liye strong point hote hain Jiske bare mein jana analysis ke liye bahut important Hai Jab Bhi yah support aur resistance level break out Ho Jaati Hai To yah Samjha jata hai ki supply aur demand ki forces jinhone ine Baton Ko Banaya Hai Mamta ke ho gai hai ISI condition Mein naye support resistance level ke banne Ka Makan Hota Hai Jahan per assets ki supply aur demand Mein changing a Jaati Hai. Support: Support price ke liye wo zone Hota Hai Jahan per sailors ki market Mein dilchaspi khatm Ho Jaati Hai jisse acid ki demand Mein supply ki nisbat izaafa Hona start ho jata hai support Sath per price ko down Mein dushwari Hoti Hai yah is vajah Se Hoti Hai Ki Jab Bhi price deti hai aur support level ke kareeb aati hai to market Mein buyer kharidne ki taraf Jyada Maile Ho Jaate Hain aur Market mein jyada kam hota hai ki Jahan se price Majid down Na Jaaye. Resistance: Resistance was on hai jismein Payal ki dilchaspi acid Mein khatam ho jati hai aur acid ki value kam hoti yah demand kam Ho Jaati Hai jisse supply Mein izaafa Hota Hai resistance level stop ko Majeed Apar Jaane Se rokati Hai Jab Bhi Kisi stock ki price resistance level ke kareeb Jaati Hai To usko Jyada Apar jaane se Mushkil pesh Aati Hai Iski vajah yah Hai Ki Jaise Jaise price resistance level ke kareeb pahunchti Hai To selan Sel karne ki taraf Mile Ho Jaate Hain Jo demand mein izafy ka bahis banty hain. Explanation Of Support And Resistance: Dear support aur resistance Ke Piche market Mein buyers ki vajah se demand aur sailor ki vajah se supply Mein izaafe ka sabab hote hain yah level stock mein kisi bhi position per Ban sakte hain lekin vah position बार-बार price ko break out se bachne ke liye isko reject Karti Hai for example buyers ka ek group support area Mein stock ko kharid Rahe hote hain Agar Yahan per support level $50 ka hai wire 50 dollar per Kuchh frock Ho bye karte hain aur price Yahan support aur resistance Ke Piche market Mein buyers ki vajah se demand aur sailor ki vajah se supply Mein izaafe ka sabab bante Hain yah level stop mein kisi bhi position per Ban sakte hain lekin vah position बार-बार price ko break out se bachne ke liye isko reject Karti Hai for example buyers ka ek group support area Mein stop ko khareed Rahe hote hain Agar vahan per Ek support level 50 dollar ka hai wire 50 dollar per Kuchh stock ko bye karte hain aur price yahan se Munh Karke 55 dallar per Chali Jaati Hai Is per buyer Khush Hote Hain aur vah Majid $50 per stock kharidne Jaate hain lekin 55 dollar per Nahin so vah decision Karte Hain Jab Bhi price Wapas $50 per Jayegi to vah Majid stock ko buy Karenge. Jahan per vah 50 dollar per demand set karte hain ab Ek dusre traders ka group aisa hai jo ki $50 per stock ko kharidne per force karta hai lekin 55 dallar per stock Jaane Ki vajah se vah $50 per stock bye na karne per pachta rahe hain aur decision Karte Hain Ki Jab Bhi stock Wapas $50 per Jaega To vah lajmi bye Karenge Aur vah Bhi 50 dollar per demand set kar lete hain. Trading With Support And Resistance: Support aur resistance level trading ke liye market Mein entry exit all stop loss ke liye bahut hi jyada important aur Jaruri point hote hain traders lasmi trades entry liye support aur resistance indicator ko trading Mein use karte hain support aur resistance indicator Mein sabse Jyada use hone wala fibonachi retracement or extension indicators pivot point indicator hai yeh indicator price ki buniyadi support aur register level ki information Dete Hain Jisko buy sell stop loss or take profit ke liye use Kiya jata hai.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X