What is wicks and his role in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is wicks and his role in forex trading
    What is wicks and his role in forex trading
     
    Ap ka aik thanks bhut aham hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamualaikum INTRODUCTION Friends kya haal hai aapki ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Jahan Rahe Khush rahen aur mehfooz Rahe aaj jis topic per main aapse Apne knowledge ko share karna chahta hun vah hai what is wicks and his rule wicks kya hoti hai aur inke banane ka rules Kya Hai jab trading chart per Koi candle banti hai to uske wicks kaise bante Hain Is per Ham discuss karenge aur is subject ko read karenge aur understand karne ki koshish karenge iski vajah se aapke knowledge mein bahut jyada improvement Hogi DEFINITION OF WICKS YA SHADOW Jab ek candlestick close hoti hai to usmein body ke alava Jo part hota hai usko aap wicks kahate Hain wicks ko aap Shadow bhi kah sakte hain candlestick ki study complete karte hue aapko different types ki wicks ya Shadow available hote hain iski details following images mein detail ke sath aapko samjhane ki koshish bhi karta hun aur ummid hai ki aap is image se jo bahut detail ke sath hai aapko bahut jald hi understand Hogi Jab ek candlestick hoti hai aur uski body down side per hoti hai aur uske wicks ya Shadow upper wali side per hote hain to isko aap upper Shadow candlestick kahate Hain yah candlesticks aapko sellers pressure show karti hai jb ek candle stick close hoti hai aur uski body Down side per hoti hai aur uski Shadow upar wali side per hote Hain to isko aap Apar Shadow candle stick kahate Hain yah candlestick aapko sellers pressure show karti hai ki abhi market mein seling position strong hai LOWER WICKS Lowers mein humko buyers pressure find out karna hota hai is candlestick mein body upper side per hoti hai aur wicks down side per hote hain lower wicks mein Ham Ko buyers pressure find out hota hai is candlestick mein body upper side per hoti hai aur wicks ya Shadow down side per hote hain lower point per ek support and resistance milati Hai jiske bad market bahut jyada bounce back karti hai to use ko aap major level ke naam se denote karte Hain ya identification kahate Hain yah bahut important level hote Hain Is per aapko candle stick ki confirmation per jarur entry leni chahie aapko bahut jyada profit hasil hota Hai aur yah entry hamen forextrading se achcha profit hasil karne mein help karti hai Need your love with thanks
     
    Ap ka aik thanks bhut aham hay

    اب آن لائن

    Working...
    X