Dark Cover Cloud Patterns

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dark Cover Cloud Patterns
    Dark Cover Cloud Patterns
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex Trading main Dark Cover Cloud PatternsDear Friends Dark cover cloud pattern ke bare mein kuch information share karna chahta hun ummid hai aap meri information se zarur fayda Hasil Karenge aur aapko yah samajhne Main mauka Milega ki Kaise dark cloud Patron ko follow karna hai aur is per kaun si trade open karni hai To Chalen Ham shrart Lete Hain Ki dark cloud pattern Kya Hota HaiDark Cover Cloud PatternDear forex traders Jab Bhi candlestick ki moment upward trend mein ho tu sabse upar pattern Hogi uske sath jo bhi candle down mein Banegi bullish pattern ki aur vah candles Hamen thoda sa market ko down Lekar aane ka Ishara Degi to vahan per Agar Ham starting point se apni trade ko sell msin open Karte Hain To Hamen Kafi Achcha resistance Mil Jati hai aur ham apni trade ko lagakar is se fayda hasil kar sakte hain Dark cloud pattern Ek Aisa pattern hai jo ki aap ko bahut jyada profit To Nahin data but agar aap Thodi Si Badi lot size lagakar take profit Lekar trade ko open karte hain to aapko profit Achcha Mil Jata Hai Kyunki Jab Bhi markets high level per hoti hai hai to Uske bad Jo candles down Mein Banti Hain vah Hamen bearish trend Mein Lekar Jaati Hain Jis per Agar Ham sell ki trade lagaen To Hamen Kafi Achcha fayda mil sakta haiTraing with Dark Cover Cloud PatternJab Bhi Ham koi new trade open Karte Hain To Hamen bahut Sare candlestick patterns ko judge karna padta hai vaise To Sare hi candlestick patterns important hote hain aur unko follow karte hue Agar Ham trading Karte Hain To Hamen bahut hi Achcha fayda Milta Hai but Kuch Aise patterns Hain Jo ki bahut hi important hote hain aur Agar Hamen ko follow Karen To Hamen bahut hi Achcha profit Mil Jata Hai different type kar candlestick patterns ko use karne ke liye Jaroori hai ki aap pahle in ke bare mein information le lenge Kaise unko judge karna hai aur starting point Se Kaise Inko follow karte hue apni trade ko profitable banana hai dark cover cloud pattern 1 aisa pattern hai jo ky Hamen small trading mein bahut hi fayda deta hai agar aap short term trading Karte Hain To usmein dark cloud pattern aapko bahut hi fayda de sakta hai Kyunki yah Hamesha buy trend ki upper-level se banta hai aur aapko bhi restaurant deta hai jisse aap apni sell ki trade open karke profit gain kar sakte hain aur Jyada Se Jyada achievement kar sakte hain Hamesha apni trading karte hue stop loss or take profit Jarur use Kiya Karen Jitna aap dark cloud patterns may take profit ko lagakar apni trade ko pen Karenge aap ko itna hi fayda Milega aur aap easily Apna profit gain Karke apni trade ko close kar sakte hainThough trading on financial markets involves high risk, it can still generate extra income in case you apply the right approach. By choosing a reliable broker such as InstaForex you get access to the international financial markets and open your way towards financial independence. You can sign up here.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Dark Cloud Cover Candlestick Pattern
      Dark cloud cover candlestick pattern assets ki iss baat ki taraf ishara karti hai, k ab market main buyers ka control sellers k hathon muntaqil hone wala hai. Pattern main shamil candlestick aghaz main aik bullish candle hoti hai, jo k uptrend ki mazboti ki alamat hoti hai. Lekin dosri candle aik bearish candle hone par ye prices ko mazeed uptrend jane main rukawat dalti hai. Pattern high price area main uss waqat banta hai, jahan par assets ki demand kam ho chuki hoti hai aur supply ziada increase ho rahi hoti hai. Supply ki increasing ki waja se assets ki value main kami hoti hai, jiss se prices bhi gerna shoro karti hai. Ye pattern musalsal bullish trend k end main uss waqat banta hai, jahan par buyers market main mazeed interest lena band kar dete hen.
      Candles Formation
      Dark cloud cover candlestick pattern prices k top par banne ki waja se aik strong bearish trend ki indication deta hai, jo k do candle ka aik simple sa pattern hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
      1. First Candle: Dark cloud cover candlestick pattern ki pehli candle aik strong real body wali bullish candle hoti hai, jiss ka color bhi bullish pattern k mutabiq white ya green hota hai. Ye candle prices k top ya high price main bullish trend ka mazeed izzafe ki koshash hoti hai.
      2. Second Candle: Dark cloud cover candlestick pattern main shamil dosri candle aik real body wali bearish candle hoti hai, jiss ka open pehli candle se ooper gap main hota hai, jab k close ussi candle k midpoint se thora sa nechay hota hai. Ye candle prices ko mazeed uptrend side par reject karti hai.
      Explaination
      Dark cloud cover pattern ka shumar strong bearish trend reversal main hota hai. Financial market main kisi bhi assets ki value bohut ziada high hone par aksar usko trend reversal ka samna karna parta hai, issi tarah same iss pattern main bhi hota hai, jiss main prices higher area ya bullish trend k baad bearish trend reversal main tabdeel hoti hai. Ye pattern two days candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jiss k real body lazmi hoti hai aur iss candle ka open close se nechay hota hai. Pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, jo k pehli candle k real body se ooper gap main open ho kar ussi k real body k midpoint ya center se thora sa nechay close hoti hai, jiss se market main maojooda bullish trend ka khatma ho jata hai, aur control sellers k hathon main chala jata hai.
      Trading
      Dark cloud cover candlestick pattern trading k leye aik moasar candlestick pattern hai, jiss par market main sell ki entry ki ja sakti hai. Trade k enter karne se pehle market ka high price area ya bullish trend main hona zarori hai, jab k dosri bearish candle k baad aik trend confirmation candle ka hona zarori hai. Confirmation candle ka bearish hona lazmi hai, jo dosri candle k bottom par close honi chaheye. Pattern ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value overbought zone main hona chaheye. Stop Loss pattern k sab se top position ya dosri bearish candle k high price se two pips below set karen.

      اب آن لائن

      Working...
      X