Inverted hammer candlestick pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Inverted hammer candlestick pattern
    Inverted hammer candlestick pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AOA Introduction Friends kya haal hai aapke main ummid karta hun aap khairiyat se Honge Aaj Jis topic ko Ham discuss Karenge vah Hai inverted hammer candlestick pattern yah pattern Ek reversal pattern hai ya aik trend ko change karne ki salaheyat rakhte hain aur yah trend Kis Tarah change karte hain aur is per trading kaise kar sakte hain Inko discuss Karenge Definition of Inverted Hammer Candlestick Pattern Inverted hammer Ek single candle hai jo use Waqt jahir Hoti Hai Jab Koi stock down Trend Mein Hota Hai yah Ek important candlestick hai Kyunki yah Unki na Taur per pure trend ko change kar sakti hai don't rent se aap friend ko change kar sakti hai isiliye ise police reversal pattern Kaha jata hai trading chart per Kyunki candle stick Ek hammer Ki Tarah Najar Aati Hai Jo ulta hota hai isliye isko inverted hammer Ke Andar Se pattern Kaha jata hai How it is formed Inverted hammer use Waqt Banta Hai Jab prices Ek Khas level per open hoti hain aur FIR bahut zada increase Ho Jaati Hai candlestick ke color Se Koi Fark Nahin Parta yah red ya green bhi ho sakta hai agar closing price open price se kam ho to yah red candlestick Hogi Agar closing price open price se zada ho to yah green candlestick Ho Gai donon ko inverted candlestick Kaha jata hai Trading Strategy Inverted hammer trading ki strategy mein inverted hammer ki example hai jismein Sabse down wali candle stick per focus karma important hai jo Ek inverted hammer Ki Tarah hoti hai previous day Ek Bari giravat ke bad stock down Trend per hote hain FIR upar trend aur FIR thora Upar band Hote Hain opening price ye inverted hammer banate hain yah pahla signal Hai Ke stock bohar zada down trend mein Ja chuka hai aur ab yah Uptrend ki taraf move karne wala hai ya kar sakta hai traders ab next candlestick ka waite Karenge Agar vah green Hai To fir stock ko buy karna chahie Jab price inverted hammer ke area se upar Jayegi Stop loss Stop loss inverted hammer candlestick action ki candle Se 1 ya 2 pips down set karna chahie
     

    اب آن لائن

    Working...
    X