Dragonfly doji candlestick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dragonfly doji candlestick pattern
    Dragonfly doji candlestick pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamualaikum! Introduction: Dragonfly Doji ek candlestick pattern hai jo technical analysis mein istemal hota hai aur usually price reversals ko indicate karta hai. Ye pattern candlestick chart par ek specific shape banata hai, jismein price ka open, high, low, aur close barabar ya kareeb barabar hote hain. Dragonfly doji candlestick pattern: Dragonfly Doji ka naam isliye hai kyunki iski shape dragonfly (makhi ki tarah) ki taraf point karti hai. Ye pattern typically downside trend ya bearish move ke baad dikhta hai aur bullish reversal ko suggest karta hai.Is pattern ko samajhne ke liye, candlestick chart ki basic understanding honi chahiye. Har candlestick bar ek time period ko represent karta hai, jaise ki 1 minute, 5 minutes, 1 hour, ya daily. Har candlestick bar ke andar open, high, low, aur close price hote hain. Dragonfly Doji pattern ko identify karne ke liye, kuch conditions ko check karna hota hai: Candlestick ki body: Dragonfly Doji ki body bahut chhoti hoti hai ya bilkul nahi hoti. Yani open aur close price same ya kareeb barabar hote hain. Lower Shadow: Dragonfly Doji ki lower shadow bahut lambi hoti hai. Ye shadow low price level tak extend hoti hai. Upper Shadow: Is pattern mein upper shadow nahi hoti ya bahut chhoti hoti hai. High price level tak extend nahi hoti. Jab ye conditions match hoti hain, tab hum Dragonfly Doji pattern ko confirm kar sakte hain. Is pattern ko confirm karne ke baad, traders aur investors iske signals ko interpret karke apne decisions lete hain. How to trade dragonfly doji candlestick pattern: Dragonfly Doji ka signal ek reversal ya trend change ko indicate karta hai. Jab ye pattern downtrend ke baad dikhta hai, to ye bullish reversal suggest karta hai. Iska matlab hai ki market ka sentiment bearish se bullish ho raha hai aur price ka trend change hone wala hai.Ye pattern bullish reversal ko suggest karta hai kyunki jab price ki body chhoti hoti hai ya bilkul nahi hoti, to ye indicate karta hai ki sellers ka control kamzor ho raha hai aur buyers market mein dominate kar rahe hain. Lower shadow ki lambai yani ki price ka neeche wale level tak extend hona, ye dikhaata hai ki price ko neeche ki taraf kheencha gaya hai, lekin buyers ne ise recover kar diya hai.Traders Dragonfly Doji pattern ka use karke price movements ke predictions kar sakte hain. Agar ye pattern downtrend ke baad dikhta hai, to ye buy signal generate karta hai. Traders buy positions lete hain ya existing short positions ko close kar dete hain. Stop loss orders bhi lagaya jata hai, jisse ki agar price firse downtrend mein jaata hai, to loss control kiya ja sake.Is pattern ke alawa, dusre technical indicators aur price analysis tools bhi istemal kiye jaate hain, taaki sahi trading decisions liye ja sake. Har pattern aur indicator ke saath risk management aur stop loss ka dhyaan rakhna bahut zaroori hai. Thanks for Attention.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Introduction Dragonfly Doji AAm tor bullish reversal candlestick pattern hota hey jo basic tor par nechay kay trend kay nechay zahair hota hey Dragonfly Doji aik kesam ka chart pattern hota hey jo forex trader ko yeh daikhnay mein madad kar sakta hey keh support or demand kahan par wakay hein or forex market mein mumkana ezfay ko identify karnay mein madad kar sakta hey or es ko dosray indicator kay sath mela kar estamal keya ja sakta hey what is Dragonfly Doji Candlestick Pattern Dragonfly Doji Candlestick Pattern os time banta hey jab high , open or close prices aik jaice hote hein ya bohut melte julte hote hein jabkeh aik long wick jes nay session ko kam kar deya hey es pattern ka long lower hesa batata hey yeh aik long lower hesa hta hey or seller jare tor par selling kartay hein chonkeh candle stick opening kay belkul qareeb close ho gay the or peak kay belkul qareeb close honay kay qabel the Dragonfly Doji os time bante hey jab market buyer kay session kay qabel low price candle stick ko opening price mein dahkailtay hein or lazme tor par kamyab ho jatay hein Understanding Dragonfly Doji Dragonfly Doji forex market mein aik kesam ka candle stick pattern hota hey jo keh trend ko tabdel karnay ke taraf eshara karta hey jab bhe kese assert ke opening r cose price aik jaice hote hein Dragonfly Doji start ke taraf say nechay long trend ko identify karnay mein madad kar sakta hey market mein jare sell ke entry hote hey dragonfly doji ke start mein nechay ke taraf long lower shadow hotay hein tahum forex market mein price bad mein sahi ho jate hey or os time clse ho jate hey jes time es ko open keya jata hey market strength ka eshsara dayte hey trend kay doran kese bhe time Dragonfly Doji pattern ban sakta hey tahum es ay yeh zahair hota hey keh Dragonfly Doji candle stick pattern honay ke wajah say trend zamanat dayta hey natural tor par Dragonfly Doji nechay kay trend kay nechay or downtrend mein identify keya ja sakta hey jes say price support bhe mel sakte hey yeh aik start ka eshara hey jo keh down trend mein bhe mel sakta hey es price level ke irad gerd ko bhe zahair karta hey ap ko time ko bhe aikelement kay tor par samjhna chihay or mokhtalef level or time frame par candlestick ke signal strength ke taraf bhe eshara day sakta hey mesal kay tor par ager apnay 1 mint kay chart par dragonfly Doji ko daikha hey to yeh aik mint kay chart kay ley aik strong signal zahair ho ga Trading Example Dragonfly Doji Dragonfly Doji aik bhut e naysb pattern hey kunkeh open high close or sab kay ley best chart pattern hota hey en teeno prices kay darmeam mein aam tor par mamole say losses hotay hein nexhay de gay mesal mein aik Dragonfly Doji candlestick pattern dehkya geya hey en teen prices kay darmean mein aam tor par mamole tazadat hotay rehtay hein long trend up trend sideway kay doran hote hey Dragonfly Doji Recently price level say nechay ketaraf barhta hey laken phir byer ke taraf say bullish trend ko high kar deya jata hey darj zail dragonfly doji Price pattern hey es bat ke confirmation hey keh price wapes oper ke taraf barah sakte hey trader es confirmation candle stick doran ya es kay bad buy ke entry lein gay or stop loss dragonfly Doji kaynechay rakha ja sakta hey
      bhali kay badlay bhali

      اب آن لائن

      Working...
      X