Trade with bullish hammer

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade with bullish hammer
    Trade with bullish hammer
     
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bullish Hammer Bullish hammer aik single candlestick pattern hota hey jo keh forex market kay bullish reversal janay ko identifies karte hy yeh dosray candlestick pattern say mokhtalef hote hey es pattern ke aik single candle stick hote hey or aik kaim shodah down trend ke taraf eshara karte hey hammer pattern kay nechay ke tasweer es bat ke tashreh karte hey keh khas tor par open , low, high or close level ko identify karte hey hammer bananay kay ley currency pair kay ley new lows bananay kay ley price ko selling karna chihay tahum es kae kay bad price mein wazah tor par ezafa hona chihay jes ke wajah say price aik chote body rakhte hey or es ke start price kay belkul qareeb ho jate hein yeh yad rakhna zarore ey keh hammer candle stick pattern ke body ke lambai kam az kam double hona chihay es kay elawah candle stick khod red ya green hona chihay jo forex market kay reversal janay ke strength par depend karte hey Understanding Hammer candlestick pattern hammer candle stick pattern security ke price mein kame aa rehe hote hey or es bat ko tajweez kate hey keh market nechay ka trend kar rehe hote hey Hammer candle stick pattern nechay kay trend ay signal ko identify kar rehe hote hey yeh sab forex market mein aikhe period kay doran he hota hey jab price opening kay bad gerte hey laken opening wale price kay bad dobara close honay kay ley dobara group ban jate hey hammer T ke shape ke tarah nazar atte hey or candle stick ke salehat ko identify karte hey hammer candle stick pattern mein es time tak price reversal janay ko identify nahi karte hey jab tak es ke confirmation na ho jay Hammer candle stick pattern ke khas tor par isolation mein estamal hote hey yahan tak confirmation kay sath candle stick amoman price or candle stick ka analysis keya ja sakta hey or technical indicator ka estamal keya jata hey How to trade with Bullish Candlestick Pattern bullish Hammer candlestick pattern mokhtalef kesam kay chart par or time frame pa mel sakte hey oper dekhaya geya AUD/USD ka chat hey es chart mein hamme cande stick ke mesal de gay hey jo keh aik kame kay trend kay end par bullish hammer ko indicate karte hey es kay bad price nay aj kay price action mein total 792 pips ka ezafa keya hey chonkeh hammer ke strength forex market mein graph mein s ke jagah par depend karte hey candle stick ke price support mein es ke jagah par depend karte hey or dosray indicator kay sath mel kar estamal ke jate hey jaisay Pivot Point Fibonacci retracement or nafseate kay mokamal number shamel hon gay or hammer ke wick support level mein ghos jay ge laken tajdeed mein body support kay oper close ho jay ge or aik new chance mein trader es ke support kay oper close ho jay ge or wick kay nechay stop laganay ko identify kaay ge
     
    bhali kay badlay bhali

    اب آن لائن

    Working...
    X