Tweezer top candlestick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tweezer top candlestick pattern
    Tweezer top candlestick pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AOA Introduction Friends kya haal hai aapke main ummid karta hun aap khairiyat se Honge Aaj Jis topic ko Ham discuss Karenge vah Hai Tweezer top candlestick pattern Ham is pattern ki identification candle formation or trading ko discuss Karenge Taki Jab is pattern ko Ham appear Hota Dekhe to iski help se Ham zada Se zada market se profit Hasil kar Saken Details Of Tweezer Top candlestick Pattern Tweezer top pattern Ek bearish trend ki identification Hai is pattern mein 2 Ya zada candlestick Ek Sath hoti hain Jahan jahan first candle bullish Trend ko Dikhati Hai Aur second candle us ko revert Karke bearish trend ko Shuru Karti Hai donon candles ki high price same hoti hai aur yah bahut Kareeb hoti hain isliye is ko top Kaha Jata Hai yah pattern price reversal ko indicate karta hai Jahan bullish trend se bearish trend Shuru hota hai traders is pattern ko Sel ki entry point ke liye use karte hain Candle Formation Ab Ham is topic Mein tabssum candles ki pattern ki formation ko discuss karte hain yah candlestick high reserve top ya Lo finisher bottom price per Deti Hai Jahan donon candistic Ki price sem hoti hain patner ki formation ko Samajh Kar traders trend reversal ko analyse kar sakte hain aur trading decision Le sakte hain first candle Tweezer top candle pattern ki first candle bullish trend ko indicate karti hai uski body positive color ki hoti hai aur iski high price se up trend ka signal Milta Hai yah bullish candle Ek real body wali candle hoti hai aur yah current trend ke mutabik price ko upward side per push karne mein help karti hai second candle Tweezer top candlestick Pattern ki second candlestick first candle ke high price se niche jaati hai aur ye bearish trend ko indicate Karti Hai Iski body ka color red ya black Hota Hai aur iski high price first candle ki high price ke bahut zada Kareeb hoti hai Trading Yah pattern price action analysis ka hissa hote hain Jahan traders candlestick chart per focus karte hain aur trend reversal aur entry points ko analyse karte hain ine pattern ko Sahi method Se Hi analyse karna practis aur experience ki help se Mumkin hota hai traders ko candle chart per action karne aur focus karne ki zarurat Hoti Hai practis Ke zarie traders yah pattern samajhne unko recognize karne aur UN per trading decision Lene mein help karte hain tweezer top candle pattern ka entry point second candle ke lower side per hoga Stop Loss Stop loss tweezer top ke sabse top per hoga
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Tweezers Top Pattern
      Price chart par jab bhi aik khas point ko prices baar baar hit karti hai, to uss area ko khas tawar par point kia ja ta hai, jiss ko prices ka support ya resistance level kaha jata hai. Iss level k banne k role ye hai k ye point do ya do se ziada dafa touch hona chaheye. Tweezers top candlestick pattern main bhi prices do dafa aik resistance level ko touch karnw k baad reversal ho jati hai, jiss se ye point aik kahs ahmeyat hasil kar jata hai, jo k bearish trend reversal ka sabab banta hai. Tweezers top candlestick pattern do mukhalif pattern k candle par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai jiss main pehli candle aik bullish candle hoti jiss ko aik bearish candle follow karti hai. Pattern main dono candle ka top ya high price same hoti hai.
      Candles Formation
      Tweezers top candlestick pattern main shamil candles mukhtalif pattern ya color ki hoti hai, lekin top same hone par in ka apas main aik khas reshta hota hai. Ye dono candles prices chart par aik khas resistance level create karti hai, jiss se prices ka reversal hone k chances hote hen. Pattern main shamil candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;
      1. First Candle: Tweezers top candlestick pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo k prices k top ya uptrend ka ishara de rahi hoti hai. Ye candle aik normal real body main hoti hai, lekin iss ka size aur shadow ka hona ya na hona zarori nahi hai, lekin uptrend main ye candle last candle honi chaheye, jo k top par banti hai.
      2. Second Candle: Tweezers top candlestick pattern ki dosri candle aik bearish candle hoti hai, jo k p3hli candle k parallal banti hai. Iss candle ki real body aur shadow ka koi khas pattern ka hona zarori nahi hai, lekin iss ka high price lazmi pehli bullish candle se match karna chaheye. Ye candle aik bearish candle tawar hoti hai, jo k doji pattern main bhi ban sakti hai.
      Explaination Tweezers top candlestick pattern do mukhtalif formate k candles par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jiss main shamil dono candles ka high ya top same point par hota hai. Ye pattern dekhne main same "Matching High Pattern" se mushabehat rakhta hai, lekin uss pattern main dono same bullish formate k candles hote hen. Tweezers top candlestick pattern ki pehli candle bullish candle hoti hai, jo k bullish trend k akasi karti hai, jab k dosri candle aik bearish candle hoti hai. Pattern ki dono candles ki real body ya shadow ka kisi khas pattern main hona zarori nahi ahi, lekin uss ka high price ya top aik dosre se match karna chaheye. Trading
      Tweezers top candlestick pattern prices chart pattern par aik "Nuk chunti" type ka pattern hai, jiss main dono candles high prices k leye resistance level sabit hote hen. Pattern ki dono candles bante to different color main hai lekin prices k leye double top pattern ka behaviour rakhte hen, jiss se prices k reversal hone k chances hote hen. Pattern par trading k leye aik bearish ya black confirmation candle ka hona zarori hota hai, jo k real body main lower par close honi chaheye. Iss pattern ki confirmation indicators jaise CCI indicator ya Stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jin ka value overbought zone main hona chaheye. Stop Loss pattern k sab se top ya dono candles k high prices se two pips above select karen.

      اب آن لائن

      Working...
      X