Explanation of Engulfing Candlestick Pattern.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Explanation of Engulfing Candlestick Pattern.
    Explanation of Engulfing Candlestick Pattern.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aslam o alaikum. Dear forex members umeed karta hun k ap sab kheriat sey houn gey and forex par achi learning kar rahy hongy. Pakistan forum par hum trading k rules aur market ko analysis karna seekh sakty hein. Market ki current suratehal ko pehchan sakty hein. Aj mein ap sab sey aik boht zada important topic discuss karun ga jo ap sab traders ko boht he benefit dy ga. ☆ What is Engulfing Candlestick Pattern ? Dear members , engulfing candlestick pattern k meanings hein two candlestick pattern jahan second green candle ki real body , red colour ki real body ko puri tarah ghair leti hai. Engulfing candlestick pattern aik reversal candlestick pattern hota hai jis k baad market and uska trend change hojata hai. Engulfing pattern par hamesha soch samjh k he trade active karni chaiye kyun k yeh boht dangerous movements karti hai. Engulfing pattern mein jo first candle k baad second candle banti hai wo first candle ko engulf kar jati hai. It means k uski body first candle ki body sey long hoti hai. Is mein aik bullish engulfing aur aik bearish engulfing pattern hota hai. ~ Explanation of Engulfing pattern : Dear members jaisa k ap ko btaya ha k yeh aik reversal pattern hita hai jis mein first candle ki body second candle ki body sey choti hoti hai. Bullish engulfing pattern hamari tradingbmein boht he helpful hota hai. Is sey hamen yeh pata chalta hai k market mein ab buyers ka control ho chuka hai and market ab oper ki taraf barhy gi. Yeh pattern hamen support r resistance level sey milta hai. Bullish engulfing pattern two candles k reversal pattern ko kaha jata hai. Is pattern mein second candle , first candle ki body ko puri tarah engulf kar leti hai. Is mein first candle beariah and second bullish hoti hai. Yeh candle first candle sey long hoti hai. Is pattern sey hamen yeh pata chalta hai k pehly market mein sellers zada thy liken ab buyers zada hein aur unho ny pura control sambhal lia hai. First session mein yeh down fall hui but next session mein yeh upward move hui. * Conclusion : Dear forex members jaisa k mein oper bta chuka hun k yeh candlestick pattern aik reversal candle pattern hota hai. Is mein mein mazeed two types hoti hein ,aik bullish aur secomd bearish. Is pattern ki help sey ham market k andar current hold ka idea laga sakty hein r maloom kar sakty hein k majuda current beariah ka hai ya bullish ka. Is ki first candle bilkul bearish hoti hai liken agar bat karen second candle ki tou wo first candle sey zada long hoti hai aur market ko upward ki taraf ley k jati hai. Is sey hamen market mein buyers ka hold nazar ajata hai. So members is pattern mein koi mushkil baat ni hai. Easy sa pattern hai aur hum sab ko chaiye k is pattern par working karen kyun k yeh helpful and useful pattern hai. Moatly expert traders is pattern ka istemal kar k acha benefit hasil karty hein.
     
    • #3 Collapse

      EXPLAIN ENGULFING CANDLE PATTERN ENGULFING:-: Engulfing candle forex mein, candlestick patterns ko dekh kar tawanayi ka concept istemal kiya jata hai. Aik engulfing candle pattern do mukhtalif candles se bana hota hai: aik chhota candle (jo "body" or "real body" kaha jata hai) aur aik bara candle jo iss chhotay candle ko poori tarah se pur ishaan karta hai.Ye pattern do tarah se ho sakta hai: bullish engulfing candle aur bearish engulfing candle. BULLISH:-: Bullish engulfing candle pattern mein, pahlay chhotay candle ki body neechay ki taraf jati hai aur phir bara candle poori tarah se pahlay candle ko ooper se engulf karta hai. Ye pattern typically downtrend ki indication hai aur bullish (upward) movement ki starting point ho sakti hai. BEARISH:-: Bearish engulfing candle pattern mein, pahlay chhotay candle ki body ooper ki taraf jati hai aur phir bara candle poori tarah se pahlay candle ko neechay se engulf karta hai. Ye pattern typically uptrend ki indication hai aur bearish (downward) movement ki starting point ho sakti hai. CONCLUSION Engulfing candle patterns ka istemal traders candlestick charts par kar sakte hain ta ke wo potential trend reversals aur entry/exit points identify kar sakein. Ye patterns ko confirm karne ke liye, traders usually dusre technical indicators aur analysis tools ka bhi istemal karte hain. Ye tawanayi momin forex trading mein aik ahem tool hai,mein mein mazeed two types hoti hein ,aik bullish aur secomd bearish. Is pattern ki help sey ham market k andar current hold ka idea laga sakty hein r maloom kar sakty hein k majuda current beariah ka hai ya bullish ka. Is ki first candle bilkul bearish hoti hai liken agar bat karen second candle ki tou wo first candle sey zada long hoti hai aur market ko upward ki taraf ley k jati lekin zaroori hai ke traders apne trading strategies aur risk management ko samjhein aur isay istemal karne se pehle practice karein.
      • #4 Collapse

        Assalamu Alaikum Dosto!
        Engulfing Candlestick Pattern
        Engulfing candle sticks pattern forex trading me candle sticks ka wo pattren hota hai jis me aik bulish ya bearish trend k akher me aik aisi candle ban jati hai jo k continue pattern k last candle se size me bari bhi hogi aur wo candle jo last candle hogi us k aghaz aur ehtetam bhi engulf candle stick se choti hogi. Forex trading me traders jab bhi engulfing pattern sticks dekhte hen to wo is trend inversal samjhte hen aur maximum trends yahan se inverse ho jate hen jo continues patrren hota hai us ka yahan pe ehtetam ho jata hai. Forex trading me engulfing candle sticks pattern ki two types hen, jis me aik ko Bullish engulfing candle sticks pattern aur dosre ko Bearish engulfing candle sticks pattern ka naam deya gaya hai.
        Bullish Engulfing Pattern
        Bullish engulfing candlestick pattern, jab market trend downward hota hai aur price reversal hone ki sambhavna hoti hai, us waqt ban sakta hai. Is pattern mein, pehle ek chota red (downward) candle hota hai, jise "body" kehte hain, aur uske baad ek bada green (upward) candle jo pehle wale candle ko puri tarah engulf kar leta hai. Bullish engulfing pattern ko samajhne ke liye, iski tafseel aur components par tawajjah deni zaroori hai. Pehle wale red candle ki body ki length aur range ko dekha jata hai. Iske baad, usko engulf karne wale green candle ki body ki length aur range ka tafsili muqabla kiya jata hai. Agar green candle ki body pehle wale candle ki body se badi hai aur usko puri tarah engulf karti hai, toh bullish engulfing pattern confirm hota hai.
        Bearish Engulfing Pattern
        Bearish engulfing candlestick pattern, jab market trend upward hota hai aur price reversal ki sambhavna hoti hai, us waqt ban sakta hai. Is pattern mein, pehle ek chota green (upward) candle hota hai, jise "body" kehte hain, aur uske baad ek bada red (downward) candle jo pehle wale candle ko puri tarah engulf kar leta hai. Bearish engulfing pattern ko samajhne ke liye, uski tafseel aur components ko samjhna zaroori hai. Pehle wale green candle ki body ki length aur range par tawajjah deni chahiye. Uske baad, usko engulf karne wale red candle ki body ki length aur range ka muqabla kiya jata hai. Agar red candle ki body pehle wale candle ki body se badi hai aur usko puri tarah engulf karti hai, toh bearish engulfing pattern confirm hota hai.
        Trading
        Bullish engulfing pattern ka trading tareeqa samajhne ke liye, iski implications aur important points par roshni dalna zaroori hai. Is pattern ki tashreeh mein, traders ko entry point, stop-loss level, aur target price ka tayyar karna hota hai. Iske saath hi, confirmation ke liye dusre technical indicators aur price action ke saath bhi combine kiya ja sakta hai. Bearish engulfing pattern ka trading tareeqa samajhne ke liye, iski implications aur important points par tawajjah dena zaroori hai. Is pattern ke istemal mein, traders ko entry point, stop-loss level, aur target price tayyar karna hota hai. Iske saath hi, confirmation ke liye dusre technical indicators aur price action ka istemal bhi kiya ja sakta hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Engulfing Candlestick Pattern Forex candlestickpattern mein aam taur par consumption kiye jane wale chart pattern hain jo traders with price action ki samajh mein madad karte hain. Ek aise pattern named "Pola wax" or "Ghira Hova Mombatti Ki Shakal Wala pattern." Market trends, price action reversals and indicators. A continuous (mombattian) candlestickpattern betrays a candlestickpattern.Pehli mombatti choti hoti hai aur dusri mombatti pehli ko puri tarah "engulf" karti hai. Engulfingcandlestick patterns isliye ahmiyat rakhte hain kyunki ye market sentiment mein badalao ko jhalkate hain. Ye patterns buyers aur sellers ke darmiyan ek muqablay ki misal hai, aur is muqablay ke natije mein trend mein tabdeeli hojati hai. Traders aksar engulfing patterns ko trading mein entry ya exit signals ke tor par istemal karte hain, pattern ki taraf aur prevailing trend ki taraf munh karte hue.Engulfing candlestick patterns ko durust tashreeh karne ke liye, traders kuch ahem factors ka khyal rakhte hain. Pehle, wo engulfing candle ki size ko pehle wale candle ke sath mein muqabla karte hain. Bara engulfing candle chote se candle ke muqablay mein zyada mazboot reversal signal hai. Details Engulfingcandlestickpattern ziada tar waqfay k dawran bante bante hen, pattern k main aghaz prices ko bearish dabao k zarye se mazeed nechay push kia jata hai, lekin dosri candle strong bullish banti hai, jiss ki formation darjazel tarah se hoti hai:
          1. First Candle: Bullish engulfing candlestick pattern ki pehli candle aik bearish candle hoti hai, jo normal bearish trend ki candle banti hai, ye candle prices ko bearish push karni ki koshash karti hai, jo k black ya red color main banti hai.
          2. Second Candle: Bullish engulfing candlestick pattern ki dosri candle aik long real body wali bullish candle hoti hai. Ye candle pehli candle se below open ho kar uss k above close hoti hai, jiss se pehli candle mukamal tawar par iss candle ki real body main jazab jo jati hai. Ye candle color main white ya green banti hai.
          Trading Engulfingcandlestickpattern trading k leye buyers ko market main khareedari ka aik aham moqa deta hai. Jab bhi prices long timeframes main low prices area main trade kar rahi ho to iss pattern par market main buy ki entry ki ja sakti hai. Entry karne se pehle confirmation candle ka hona zarori hai, jo k aik real body wali bullish candle honi chaheye. Lekin agar black candle banti hai, to iss se pattern invalid ho jata hai. Trwnd confirmation indicator se bhi ki ja sakti hai agar wo oversold area main trade karte hon to. Pattern par Stop Loss sab se lowest point ya bullish trend k open prices se two pips below set karen.

          اب آن لائن

          Working...
          X