CPI data and forex market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    CPI data and forex market
    CPI data and forex market
     
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    CPI and Forex market consumer price index CPI ay naam say jana jata hey yeh aik important economics indicator hey jo keh bare economics ke base par anay wallay time par jare keya jata hey takeh tarqe or inflation ke time par jhalak mell sakay CPI kay zarey say tracked ke gay inflation khas tor par qawat e khareed or economics asia or khedmaat ke prices par nazar ate hey jesay kese mulk ke financial policy par asar andaz honay kay ley estamal keya jata hey CPI ke calculationasia khord o nosh medical jaice asia sameet aik pehlay say tay shodah basket mein har shay hote hey or tabdele ke average ko lagaya jata hey zar ke policy or es kay result mein sharah e sod jes ka barah rast effect crrency ke strength par parta hy or yeh forex trader kay ley aik mofeed eshara hot hey forex trader ko jo data follow karna chihay forex trader ko CPI data ko samjhna zarore hey kunkeh yeh inflation ka strong eshara hota hey jes kay result mein central bank ke monetary policy par wazah tor par effect parta hey CPI economics ko kaisay effect karta hey zyada tar inflation policy sazon ke taraf say fix hota hey or fix kardah higher bench mark sood ke sharah mein he hota hey takeh economics ko kam kanay or inflation ko kam karnay mein madad mellay ge badlay mein kese mulk ke sharah sood jetni zyada ho ge osci ke currency ko strong honay ka imkan itna he zyada ho ga es kay opposite kam sharah sood walay mulk ke currency ka ho ga or os mlk ke currency weak ho ge CPI kay adad o shumar or nazar sane currency kay mokabalay mein currency ke value mein tabdele ko paisa karte hey yane keh mumkana tor par saz gar mahol or tar charhao say honar mand afrad faida hasell kar saktay hein CPI data in forex trading forex trading mein effect karnay kay ley CPI data ka estamal keya jata hey trader ko inflation kay ley market ke omeed par ghoor karna chihay ager yeh omeed pore ho jate hey CPI ko estamal kartay time trader ko inflation kay ley market ke omeed par ghoor karna chihay ager choot jate hein to currency kay sath honay ka imkan hota hey kese bhe bare release ke tarah es ko pehlay open position mein rakhna chihay trader ko mumkana news ko talash karnay say pehlay or release kay bad kuch time intazar karna chihay kunkeh forex spread pehlay or bad mein kuch had tak barah saktay hein nechay deya geya chart inflation ke sharah ko zahair kar raha hey taza tareen month kay ley gzashta omeed or sall kay adad o shmar kay competition mein 1.6% inflation zar par rakhe gay hey ager CPI omeed say kam ya zeyada jare keya ja raha hey to news market ko effect karnay ke salehat rakhte hey CPI data effect ke tashreh karnay ka aik tareka USD$ ke negrane karna hey 2018-19 ka aik meale chart jo keh zail mein deya geya hey ager CPI omeed say hat kar chor deya jata hey to yeh bat bhe mana chihay keh yeh index ko taza peaks par lay jata hey ya resistance say baz anay kay ley rebound ho sakta hey
     
    bhali kay badlay bhali
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      CPI data and forex market k bare Mai malomat?

      Consumer Price Index (CPI) data ek ahem economic indicator hai jo economic health aur inflationary pressures ko measure karta hai. Forex market mein CPI data ka significant impact hota hai, aur traders is data ko closely monitor karte hain taaki wo market trends aur potential trading opportunities ko samajh sakein. Neeche diye gaye points mein main CPI data aur uska forex market par asar ke bare mein detail se explain karunga:

      1. CPI Data Kya Hai:

      Consumer Price Index (CPI) ek statistical measure hai jo average prices of a basket of goods and services ko represent karta hai jo aam consumers regularly purchase karte hain.
      CPI data governments ya statistical agencies (jaise ke Bureau of Labor Statistics in the US) dwara compile kiya jata hai aur regularly released hota hai.

      2. CPI Aur Inflation Ke Ta'alluqat:

      CPI data inflationary pressures ko darust karta hai. Agar CPI badh raha hai, toh yeh indicate karta hai ke overall price levels bhi badh rahi hain, jo inflation ko darust karta hai.
      Central banks, jaise ke Federal Reserve in the US, CPI data ko closely monitor karte hain aur monetary policy decisions, jaise ke interest rate changes, inflation ko control karne ke liye lete hain.

      3. Forex Market Par Asar:

      CPI data forex market mein significant impact rakhta hai kyunki inflationary pressures currency values ko directly affect karte hain.
      Agar CPI data market expectations se better hai, yani ke expected se zyada inflation hai, toh usually currency value bhi badh jati hai kyunki central bank ko potential interest rate hikes ka pressure ho sakta hai.
      Lekin agar CPI data market expectations se kam hai, toh currency value usually ghat sakti hai kyunki market mein interest rate cuts ka expectation ho sakta hai.

      4.Trading Opportunities:

      CPI data releases trading opportunities create karte hain. Traders CPI data ke samay currency pairs par volatility expect karte hain aur is volatility ka istemal karke short-term trading positions lete hain.

      Dear friends....!

      Agar CPI data expectations se milti hai, toh traders us currency ke favor mein positions le sakte hain. Lekin agar data expectations se alag hai, toh contrarian positions bhi le sakte hain.

      CPI data forex market mein inflationary pressures ko darust karta hai aur traders ko market trends aur trading opportunities ke bare mein insights deta hai. Isliye, CPI data releases ke samay forex traders kaafi active hote hain aur market volatility dekhne ko milti hai.
      Last edited by ; 13-02-2024, 11:29 AM.

      اب آن لائن

      Working...
      X