What is Bear market in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Bear market in forex trading
    What is Bear market in forex trading
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    AOA Introduction Friends kya hal hain aapke main ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge Aaj Jis topic ko Ham discuss Karenge vah Hai bear market inforex trading bear market darasal Ek seling pressure hota hai jismein prices kam se kam level ko cross Karti Hain bear main market per Kaise Apne entry lyte Hain aur Kis Tarah is Bear market ko identify karte hain isko Ham discuss Karenge Details About Bear Market Bear market use Waqt hota hai jo market ki over all trend niche ki taraf ja rahi hoti hai aur price Mein consisent dis line Hota Hai Is Tarah Ke market conditions Mein invester generally pessimistic aur seling oriented Hote Hain Jab market forex market mein ho to yah samajhne ka Waqt hota hai ki Kis Tarah Se aap is situation Mein trade kar sakte hain Bear Market Trade Strategies Bear market Mein trade karne ke liye Kuchh strategies apnani chahie jo aapko market ke moment se fayda uthane mein help Karti Hain for example Short Selling Short selling Ek method hai jismein aap assist ko sell Karke uski price dis line per bet Lagate Hain Jab market down ja rahi hoti hai aap ek asset ko borrow Karke Sell karte hain aur use assist ko later buy Karke return kar dete Hain Is Tarah Se aap profit Karte Hain Jab asset ki price decline hoti hai Put Options Put option Ek type ki financial instrument hote hain jo aapko assist ko predetermined price per Sel karne ka akhtiyar Dete Hain agar aap bear market Mein trade kar rahe hain to put option aapko down side riks se protect kar sakte hain Stop loss order Stop loss order aapko bear market Mein trading karne mein help karte hain is strategy mein aap apni trade ke liye ek stop loss level set karte hain Jahan per aap apni position ko automatically close kar sakte hain Agar price use level Tak dis line Karti Hai top loss order aapko loses se bacha sakte hain Tp & Sl levels Stop loss or take profit levels set karna important hai stop loss aapko losses se bacha sakte hain aur take profit level aapko profit book karne mein help karta hai

    اب آن لائن

    Working...
    X