WHIPSAW patteren indicator k sath trade krna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    WHIPSAW patteren indicator k sath trade krna
    WHIPSAW patteren indicator k sath trade krna
     
    Ap ka aik thanks bhut aham hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    WHIPSAW patteren indicator k sath trade krna Assalamualaikum 1. Market ki both side movement bearish aur bullish trend Mein Ham market price action ko moving average ke sath quickly analyse karte hue apni trading ke bare mein jo strategy banate hain aur price movement ko Dekhte Hue market ke up or down ke analysis lete hain aur moving average movement ko follow karte hue apni trade ko Buy ya Sell mein open karte hain us sy related jo movement hoti hai aur ham log price ki moment ko judge karte hue Apna profit or loss jaj karte hain usko "Whipsaw" Kahate Hain 2. Yeah movement basically market price se related hoti hai aur ham market Mein Jo Bhi apni trade open karte hain Chahe vah bearish trend mein ho ya bullish trend mein ho Ham moving average ko follow karte hue apni trading ke bare mein jo state ji banate hain aur apni price ko manage Karte Hain aur apni trading ko profitable banane ke liye market ka train ko follow karte hue WHIPSAW indicator ki pehchan kaisy karen WHIPSAW indicator abhi market mein main istemal ho raha hota hai agar aap market ki fast movement ko properly observed karna chahte hain to use purpose ke liye aap is indicator ko properly utilised kar sakte hain lekin dear yah Kaisa indicator Hai jismein learning kate hue aapko bahut jyada careful Hona chahie Kyunki Jab aap is indicator ki learning Hasil karte hain ismein agar aap Koi mistake karte hain to aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai Kyunki is indicator per use time per market apply kar rahi Hoti Hai Jab uski movement bahut jyada fast hoti hai agar aap isko wrong input provide Karte Hain To aapke liye bahut jyada problem ho sakti hain isliye aapko Puri koshish Karni chahie ki Jab Bhi Koi indicator se related learning Hasil kar rahe ho to usse ki complete learning Hasil Karen
     
    Ap ka aik thanks bhut aham hay

    اب آن لائن

    Working...
    X