What is Three star candlestick pattern in South ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Three star candlestick pattern in South ?
    What is Three star candlestick pattern in South ?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aj is thread me apko me Pakistan forex trading ke ak bhot he important topic three star candlestick pattern in South ke bare me btao ga or me umeed karta ho Ke jo information me apse share Karo ga wo apke knowledge or experience me zaror izafa kare or agar ap mere is thread pe amal karte he to ap ak kamyab Trader ban sakte he. What is Three star in South? South mein teen setaaray aik intehai nayaab three candle blush reversal patteren hai jo candle stuck charts par zahir hota hai. yeh zawaal ke baad zahir ho sakta hai, aur yeh ishara karta hai ke mandi khatam ho rahi hai . Key Takeaway South candlestick patteren mein teen setaaray aik bohat hi nayaab patteren hai jo aam tor par qeemat ki barri harkat se pehlay nahi hota hai. yeh patteren qeemat mein kami ke baad ghatti hui size ki teen siyah ya surkh ( neechay ) mom btyon se bantaa hai. yeh taizi ke ulat jane ki nishandahi karta hai, agarchay tijarat karne se pehlay qeemat ko bil akhir mutawaqqa simt mein jana chahiye . Understanding yeh sakht taqazay patteren ko nayaab banatay hain. patteren ke peechay nazriya yeh hai ke tenu mom btyon mein se har aik ke agay bherne ke sath hi reechh aahista aahista raftaar kho rahay hain, jo aakhir-kaar belon ko rujhan ko rivers karne ke liye really ki koshish karne par majboor karta hai. ziyada tar tajir patteren ke baad tasdeeq ki talaash karte hain. tasdeeq, is soorat mein, patteren ke baad qeemat ziyada hogi, kyunkay patteren se yahi samjha jata hai. agar patteren ki pairwi karte hue qeemat mein kami aati hai, to yeh taizi ki tabdeeli nahi hai, balkay aik mandi ka tasalsul hai .
     
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Three Stars In The South Candlestick Pattern
      Three stars in the south candlestick pattern price chart k bottom par banne k bad market inverse movement shoro karta hai, aur ye pattern teen bearish candles par mushtamil hota hai. Pattern ki pehli candle candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jab k middle wali candlestick pehli candle se size main choti lekin shadow wali hoti hai. Pattern ki last candle aik small marubozu ya Spinning top (with small up and down shadow) candle se melti julti candle hoti hai. Price chart par aapko hirani hogi k jab aap descent block pattern ko bhi same issi pattern se melta julta dekhengay, lekin descent block pattern ki last candle aik small hanging man candle hoti hai.
      Candles Formation
      Three stars in the south candlestick pattern prices k bottom main assets k support level par banta hai, jahan se prices ne bullish trend reversal main tabdeel hona hota hai. Ye pattern teen lagatar bearish candles ka aik majmoa hai, jiss main teeno candles lower low par close hoti hai, jin ki tafseel darjazel hai;
      1. First Candle: Three stars in the south candlestick patteren ki pehli candle aik bearish candles hoti hai, jo k real body main strong candle banti hai, aur ye candle prices k downtrend ki tasalsul ki alamat hoti hai. Pattern ki pehli candle aik bagher upper aur lower shadow ki hoti hai, jiss ka open price close price se ooper hota hai.
      2. Second Candle: Three stars in the south candlestick patteren ki dosri candle bhi same pehli candle ki tarah aik bearish candle hoti hai. Ye candle pehli candle k real body ya uss k close price k baad open hoti hai, jo k lower par close hoti hai. Iss ka candle ki real body pehli candle k muqabele main kam hoti hai, jab k ye candle shadow ki sath hoti hai.
      3. Third Candle: Three stars in the south candlestick patteren ki teesri candle bhi same pechli do candles ki tarah aik bearish candle hoti hai, jo k dosri candle k real body ya uss k close price par open ho kar lower par close hoti hai. Ye candle ziada tar pechli dono candles se size main kam hoti hai, jab k ye candle aik marubozu candle hoti hai.
      Explaination
      Three stars in the south candlestick pattern price chart par banne wale un pattern main shamil hen, k jiss main shamil tamam candles same pattern k hone k bawajood bhi ye trend reversal ka kaam karti hai. Pattern price chart par bearish trend ya low price area main banta hai, jo k matloba timeframe main ye position prices k leye support zone sabi hota hai. Pattern teen bearish candles par mushtamil hota hai, jiss main pehli candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jo k prices k lower side par strongness show karti hai. Pattern ki dosri candle pehli candle se real body main kam hoti hai, lekin up and down shadow k sath pehli candle k lower par close hoti hai. Pattern ki last candle aik small real body wali bearish candle hoti hai, jiss k upper aur lower side par koi shadow nahi hota yanni ye aik marubozu candle hoti hai.
      Trading
      Three stars in the south candlestick pattern par trading bhi dosri bullish trend reversal ki tarah ki jati hai, lekin market main entry se pehle confirmation candle ka hona zarori hai, q k pattern ki teeno candles bearish hoti hai. Confirmation candle real body main bullish honi chaheye, jo k teesri bearish candle k above close honi chaheye. Lekin agar pattern k baad bearish candle banti hai, to ye trend continuation pattern ka kaam karegi. Jiss par buy ki entry ki bajaye sell ki entry ki ja sakti hai. Stop Loss pattern k sab se lower side par ya last teesri small candle k lower prices se two pips below set karen.
      • #4 Collapse

        candlestick pattern price chart k bottom par banne k bad market inverse movement shoro karta hai, aur ye pattern teen bearish candles par mushtamil hota hai. Pattern ki pehli candle candle aik long real body wali bearish candle hoti hai, jab k middle wali candlestick pehli candle se size main choti lekin shadow wali hoti hai. Pattern ki last candle aik small marubozu ya Spinning top (with small up and down shadow) candle se melti julti candle hoti hai. Price chart par aapko hirani hogi k jab aap descent block pattern ko bhi same issi pattern se melta julta dekhengay, lekin descent block pattern ki last candle aik small hanging man candle hoti hai.
        Candles Formation
        Three stars in the south candlestick pattern prices k bottom main assets k support level par banta hai, jahan se prices ne bullish trend reversal main tabdeel hona hota hai. Ye pattern teen lagatar bearish candles ka aik majmoa hai, jiss main teeno candles lower low par close hoti hai, jin ki tafseel darjazel hai;
        1. First Candle: Three stars in the south candlestick patteren ki pehli candle aik bearish candles hoti hai, jo k real body main strong candle banti hai, aur ye candle prices k downtrend ki tasalsul ki alamat hoti hai. Pattern ki pehli candle aik bagher upper aur lower shadow ki hoti hai, jiss ka open price close price se ooper hota hai.
        2. Second Candle: Three stars in the south candlestick patteren ki dosri candle bhi same pehli candle ki tarah aik bearish candle hoti hai. Ye candle pehli candle k real body ya uss k close price k baad open hoti hai, jo k lower par close hoti hai. Iss ka candle ki real body pehli candle k muqabele main kam hoti hai, jab k ye candle shadow ki sath hoti hai.
        3. Third Candle: Three stars in the south candlestick patteren ki teesri candle bhi same pechli do candles ki tarah aik bearish candle hoti hai, jo k dosri candle k real body ya uss k close price par open ho kar lower par close hoti hai. Ye candle ziada tar pechli dono candles se size main kam hoti hai, jab k ye candle aik marubozu candle hoti hai.
        south candlestick pattern par trading bhi dosri bullish trend reversal ki tarah ki jati hai, lekin market main entry se pehle confirmation candle ka hona zarori hai, q k pattern ki teeno candles bearish hoti hai. Confirmation candle real body main bullish honi chaheye, jo k teesri bearish candle k above close honi chaheye. Lekin agar pattern k baad bearish candle banti hai, to ye trend continuation pattern ka kaam karegi. Jiss par buy ki entry ki bajaye sell ki entry ki ja sakti hai. Stop Loss pattern k sab se lower side par ya last teesri small candle k lower prices se two pips below set karen.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          WHAT IS THREE STARS IN THE SOUTH: Three stars in the southern ak bahot hi rare pattern ha or ya pattern rare three candles sa mil kar bana hota ha. Ya three star in the south pattern bullish reversal candlestick pattern ha jo ka appears hota ha candlestick charts ma. Or jab ya pattern appear hota habjab price decline ho rahi ho to, is time ya signal da ga bearishness ka feeding hona ka. Or ya three star is the south pattern large price moves ka precede sa ni banay ga. Ya pattern banay ga three black ya red down ki candles sa in ma decreasing ho ga size jasa jasa price following karay ge decline ko. Ya indicates karay ga bullish jana ka reversal ho kar Or is ma price ultimately move karay ge or expected karay ge irection ko trade ko Lana sa phalay. FORMATION OF THREE STAR IN THE SOUTH PATTERN : Ya pattern three star in the south bullish reversal pattern ho ga or ya four characteristics ko follow karta hua banay ga: 1: Is pattern ka market ma banay sa phalay jo market ma stock ki price ho ge ya lower ma downtrend ma move kar rahi ho ge. 2: Jo is pattern ki first candle ho ge ya ak black candle ho ge his ki long real body ho ge ,or is ka long lower shadow ho ga, or is ka upper ki traf koi bhi shadoe ni ho ga. 3: Is pattern ki jo second candle ho ge ya black ki short real body ho ge or ya higher low ko banay ge first candleka lower point sa. 4: Three star in the south pattern ki jo third candle ho ge ya last candleo ge is pattern ki or ya black candle ho ge his ki short real body ho ge ,or is ma koi shadow ni ho ga , ya close to ge second candle ka high low range ma. UNDERSTANDING THREE STARS IN THE SOUTH : Ya jo high ma requirements ha ya is pattern ko ka rare banay ge . Jo theory is pattern ka behind ma ha so ya ha ka is ma jo bear ha ya losing kar raha ha momentum ko or is ma three candles progresses ho rahi ha ,jo ka leads kar rahi ha bulls ka attempt ko or ya rally kar raha ha trend ka reverse par. Bahot sa traders is ma confirmation ka liya is pattern ka bad ki movement ko dakhta ha. Is case ma jo conformation hoti ha is ma jo price hoti ha ya higher ma move karay is pattern ko following karta hua. Agar price drop hoti ha is pattern ko following karta hua tab is ma bullish reversal ni ho gab,or is time par na hi bearish continuation pattern ho ga. Is pattern ko find karna chart par thora sa difficult hota ha . Is three starvsouth pattern ma koi profit project ni hota other candlestick pattern ki trha . Jab ya pattern work karta ha to is ma jo price hoti ha rises karti ha or is ma koi bhi indication ni hota la price kitna rise ho ge. Traders is pattern ko use karta ha signal lana ka liya short position ka exit ka or long position maninitiate hona ka. Traders isbki confirmation ka liya or charts or technical indicators ko use karta ha or find karta ha reversal ko. THREE STAR IN THE SOUTH TRADING PSYCHOLOGY: Suppose jo security ha ya engaged karti ha active downtrend ki or jo bear hota ha ya confidently dakhta ha prices ka lower jana ko. Jo first candle hoti ha pattern ki ya view dati ha price ka drop hona ka . Jo bulls hota ha ya slight optimism hota ha is candle ma , or ya close above ma hota ha day ka low sa. Jo second candle ha is ma security highes ka open ho ge or phir fails ho ge first candle ka low ma or new low point ko banay ge. Jo ya close ho ga lower ma open ka ya decreases karay ga bull ka confidence ko. Is ma security open higher sa ho ge third candle sa or ya show karay ge bull commitment ko magar ya fail ho ge capitalize karna ka liya price ka drop lo phir sa. Bears is ma fail ho ga security ko drop karna ma new low ma phir sa , ya indicating karay ga reduction ko sellingbpower ma. Ya jo three bars ho ge ya banay ge small pennant pattern ko jo ka indicating karay gegvbearish exhaustion ko or jo bull opportunity ho ge ya rally karna start ho jay ge. Ya rally sirf tab ho ga Jab price move karay ge higher ma pattern ko following karta hua. THREE STAR IN THE SOUTH EXAMPLE: Ya pattern rare ho ga , is ma jo example ha ya hard ha traders ko came karna ka liya is pattern ko. Ya jo daily chart ha is ma slight variation ho ge is three star in the south ki or is ma third candle ka up ma small shadow ho ga. Or jo ya third candle ho ge is ma ya slightly higher high ko bana rahi ho ge second candle sa. Jo is pattern ki third candle ha ya constrained kar rahi ho ge or ya range ma ho ge second candld ka. Traders is ma enter karay ga jab price move above ma ho ge pattern ki three bar sa jo ka above ma ho ga second or third bar ka . Or jo stop loss ho ga os ko placed karay ga below ma candle ka low ma or ya below ho ga second or third candle ka low sa. THREE STAR IN THE SOUTH LIMITATIONS: Three star in the south pattern bahot hi rare ho ga ,or ya koi bhi tend produce ni karay ga big moves ko following karna ki is ma matlab ha ka is ka koi particular useful ni hota trafing purpose ma. Is pattern ma koi bhi profit objective ni ho ga , is ma traders determine karay ga la kitna market profitable ma jay ge or trade ko exit karay ga.

          اب آن لائن

          Working...
          X