Breakout and Retest strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Breakout and Retest strategy
    Breakout and Retest strategy
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Salaam walekum dear Forex member ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se honge aur aapane apni targets or task daily basis ke liha se pure karne start kar diye honge dear jab aap is business Mein kam karte hain to aapko apna Kam bahut soch samajhkar karna hota hai market ko analysis karne ke bahut usmein entry leni Hoti Hai Kyunki ISI Tarah aap market Se achcha advantage hasil kar sakte hain aapko break out aur test strategy ke bare mein bhi pata hona jaruri hai yah chijen aapko market Mein entry Lene mein bahut jyada madad deti Hai.
    Breakout:
    Dear market Jab Ek limited area mein Apne movement kar rahi hoti hai aur vahan se vah apps Aur dance Mein ja rahi hoti hai lekin yah movement vahi ya usi limited area Mein hoti hai aur jab market use area se bahar nikalti Hai To usko break out ka naam Diya jata hai break out sport level or resistance level donon per Hota Hai lekin donon ki working strategy different hoti hai Break out support level or registers level ki identification per aapko multiple entries available ho sakti hai Jab aap for extering market mein sport level or resistance level per entries hasil karte hain to market on levels ko break Kar jaati hai jiski vajah se Jab market sport level aur resistance level ko break Karti hai to iski yah possibilities ho sakti hai.
    Resistance Level Breakout:
    Dear Forex trading market Jab ik limited area Mein Apne movement kar rahi Hoti Hai To upper side per uski maximum movement of find out karne ke liye Jo line draw karte hain usko resistance kaha jata hai resistance level Ek bahut important point hota hai jiski vajah se market uski bahut jyada respect Karti hai Lekin Jab market mein strong buyers pressure isko break out karta hai to aap is per Ek acchi buying trade Laga sakte hain is level ke break out hone ki confirmation per aapko is baat ka dhyan rakhna hota hai ki aap falls break out ko recognise karna jante ho kyunki yah chij aapko bahut acchi tarike se samajhni chahie Kyunki Is Tarah market Mein loss se mahfuj rahte hain.
    Support Level Breakout:
    Dear aur jab yahi market down side per Apne movement karti hai to use limited area ko find out karne ke liye jis area ke andar market Apne movement kar rahi hoti hai to down side per Jo line draw karte hain usko support kaha jata hai forex market mein sport level ke break out per aapko bahut acchi selling entry mil sakti hai isiliye sport level ki proper confirmation aapke liye karna bahut jaruri hota hai kyunki jitni acchi confirmation aap karte hain aapko fals break out ka kharcha Nahin hota aur Is Tarah aap ko strong entry available ho sakti hai aur aap sport level Jab break out hota hai to uske bad next sport level tak aap target Le sakte hain.
    Retest:
    Dear Jab Forex trading market break out Karti Hai chahe uska break out sport level per ho ya resistance level per aur Market usko dobara apni pahle wale area Mein touch karne ke liye jaati Hai To aisi situation ko read test strategy kaha jata hai retest point ko be break out ki Tarah acchi tarike se samajhna bahut jaruri hota hai kyunki isase aap trading ke liye decision making process ko perfect banaa sakte hain basically retest level sport level aur resistance level ka aisa point hota hai jisko market mein break Kiya hota hai aur jab market break out level ko dobara touch Karti hai to is per bhi aapko acchi entry available ho sakti hai aur trading market mein technical analysis ki study mein break out aur is test strategy bahut jyada important Hoti hai kyunki Is Tarah aapko farak market mein acchi entries available hoti hain.
    Trading Strategy:
    Dear break out or three test strategy Ke mutabik Jab aap apne working kar rahe hote hain to use waqt aapko bahut acchi entries available hoti hain Jab market sport level ko break out karti hai to use waqt aapko sel ki entry available hoti hai aur is waqt aap market mein entry lekar market Se achcha profit Le sakte hain aur uske sath sath Jab market resistance level ko break out Karti Hai To use waqt aapko market Mein Aaye ki entry available hoti hai aur agar aap right time per right decision lete hain aur real aur fake break out ko samajhte hue apna Kam karte Hain To aap market Mein achcha profit Le sakte hain Star Plus aapko bye ya sel ki entry ke hisab se sport aur resistance level ke mutabik set karna Hota Hai.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X