How to Set value of Take profit and Stopp Loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to Set value of Take profit and Stopp Loss
    How to Set value of Take profit and Stopp Loss
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum dear member jab aap market mein trading kar rahe hote hain to definitely aisi situation mein aapko sabse pahle market se related almost maximum information ka idea hona chahie kyunki uske bagair aap successful trading karne ki position mein Nahin a sakte hain jab aap market mein successful trading karna chahte hain to aisi condition mein aapko sabse pahle bahut jyada careful hokar apni working activities ko complete karna hota hai aur ismein aapko market mein jyada se jyada profitable situations ko find out karna hota hai aaj main aapko market mein do important toll se related kuchh important information share karne ja raha hun. Take Profit Take profit basically ek aisi limit hoti hai jismein aap yah select karte Hain ki aap ki trade jab ek certain amount off profit per jayegi to aapki trade automatic Ali close ho jayegi aisi situation ko aap aasani ke sath set kar sakte hain sabse pahle aapane apni analysis ko complete karna hota hai fundamental analysis ya FIR technical analysis ki base per aapane ek limit select karna hoti hai aur uski base per aap market mein ek amount ko select Karke apna profit book kar sakte hain isko take profit kaha jata hai. Stop Loss Definitely forex trading business mein bhi aapko dusre business ki Tarah profit ke sath nuksan hone ke equally chance ho rahe hote Hain to aisi situation mein jab aap ek decision Lete Hain ki jab Ham ko ek certain amount off nuksan ho raha ho to aisi situation mein aapki trade automatic Ali close ho jaaye to yah limit bhi aap aasani ke sath select kar lete hain isko bhi set karne ka definittely ek specific method hota hai jo aapane learn karna hota hai. How to Set Take Profit jab aap take profit ki limit ko set karna chahte hain to iske liye sabse pahle aapane yah observe karna hota hai ki aapane market mein kaun se point per apni entry li hai aur agar market mein aap purchasing kar rahe hain to iske liye take profit ki limit ko set karne ka method change hota hai aur agar aap market mein Kisi ka murder case ko sel kar rahe hain to aisi situation mein uske opposite Hoga jab aap market mein kisi bhi commodities ko purchase kar rahe hain to current price se above price per aap yah limit select kar sakte hain aur commodities ki seling ki situation mein yah values opposite ho jayegi aur current value se down values ki limit select karna Hogi. How to Set Stop Loss jab aap Kisi ek concept ko acchi Tarah understand kar lete hain to aisi situation mein sometime kuchh concept aapko automatically samajh a jaate Hain jaise aapane take profit ki limit ko understand Kiya hai to iski against ek concept hota hai jisko aap aasani ke sath understand kar sakte hain basically aisi situation mein jab aap nuksan ki ek limit ko select karna chahte hain to aisi situation mein jab aap Kisi bhi commodities ki purchasing karte Hain to usse down value per aap yah limit select karte hain aur seling situation mein iske totally opposite ho jaega aur current value se above values ki base per aap yah limit select karenge.
     

    اب آن لائن

    Working...
    X