What is bearish kicking - PAKISTAN Forex Forum

 | 
رجسٹریشن
No announcement yet.

تمام موضوعات

What is bearish kicking

24-06-2023, 06:14 PM

furqan786

furqan786

رکن

What is bearish kicking:
  • Bearish Kicking pattern:
Bearish Kicking pattern aik bearish reversal pattern hai jo candlestick chart analysis mein paya jata hai. Ye pattern bullish se bearish market sentiment ki potential shift ko signal karta hai. Traders is pattern ka istemal short-selling ya long positions se exit karne ke liye mauqe ki pehchan karne ke liye karte hain.


  • introdaction:
Bearish Kicking pattern do mutawatar candlesticks se banta hai. Pehla candlestick ek up candlestick hota hai, jo bullish trend ko darshata hai. Ye market mein buying pressure ko indicate karta hai. Lekin dusra candlestick bearish candlestick hota hai jo pehle candlestick ke close ke neeche open hota hai, jis se dono ke beech mein ek gap ban jata hai. Ye gap ye ishara karta hai ke sentiment mein ek jhatke se bullish se bearish ki taraf shift hui hai.

  • Tashrih:
Bearish Kicking pattern taqatwar reversal signal hai. Ye ishara karta hai ke selling pressure buying pressure ko maat de kar market mein bearish movement ki sambhavna hai. Ye pattern ye darshata hai ke bears market mein control le chuke hain, jis se potential price ki downward movement ho sakti hai.
  • Tasdeeq:
Bearish Kicking pattern ko tasdeeq karne ke liye traders aksar mazeed signs ki talash karte hain, jaise volume mein kami, oscillators mein negative divergence, ya bearish chart patterns. Ye tasdeeqat pattern ko tasleem karwate hain aur reversal signal ki darustagi ko barhate hain.

  • Trading Strategy:
Traders Bearish Kicking pattern ko apni trading strategy mein istemal kar sakte hain, short positions lena ya long positions ko band karne ke liye. Woh aam taur par stop-loss orders ko bearish candlestick ke high ke upar rakhte hain taake risk ko manage kar sakein. Iske alawa, pattern ko dusre technical indicators ya price action analysis ke saath combine karke trading decisions ko aur bhi behtar banaya ja sakta hai.

  • Fawaid:
  1. Taqatwar Reversal Signal: Bearish Kicking pattern market sentiment ki mazboot aur saaf signal deta hai ke trend reversal ki sambhavna hai, jis se traders market sentiment ki badalne ko fayda utha sakte hain.
  2. Waqt par Entry aur Exit Points: Pattern ki pehchan karke traders bearish trend ke shuruati maqam par short positions le sakte hain ya long positions band kar sakte hain, jis se potential munafa ko maximize kar sakte hain.
  3. Waqt par Entry aur Exit Points: Pattern ki pehchan karke traders bearish trend ke shuruati maqam par short positions le sakte hain ya long positions band kar sakte hain, jis se potential munafa ko maximize kar sakte hain.

  • Nuksaan Bearish Kicking Pattern:
  1. Jhootay Signals: Jaise koi bhi technical pattern, bearish kicking pattern bhi 100% sahi nahi hota aur kabhi-kabhi jhootay signals bhi de sakta hai. Isliye traders ko savdhan rehna chahiye aur pattern ko tasdeeq karne ke liye aur confirmation indicators ya tools ka istemal karna chahiye trading decisions lene se pehle.
  2. Market Ki Ghair Mustaqil Harkat: Jab market highly volatile conditions mein hoti hai, bearish kicking pattern ki accuracy kam ho sakti hai. Tezi se price ki harkat aur fluctuations pattern ko naqis kar sakte hain, jisse pattern par adharit trades mein nuksan ho sakta hai agar dusre market factors ko consider nahi kiya jata.
  3. Limited Timeframe: Bearish kicking pattern aam taur par chhote timeframes jaise daily ya intraday charts par pehchana jata hai. Iska matlab hai ki iska istemal lambi muddat ke trends ya woh traders ke liye jo higher timeframes par trade karna pasand karte hain, usme itna effective ya reliable nahi ho sakta.
  4. Overtrading Ka Khatra: Agar traders sirf bearish kicking pattern par hi rely karte hain trading decisions lene ke liye, to overtrading ka khatra hai. Zaroori hai ki market conditions, trend analysis, aur risk management techniques jaise dusre factors ko bhi consider kiya jaye taki pattern par adharit trading karne se zyada trading na ho.

  • Conclusion:
Bearish kicking pattern ek takatwar candlestick pattern hai jo potential trend reversals aur bearish price movements ke bare mein valuable insights provide kar sakta hai. Yeh ek reversal pattern hai jo bullish se bearish sentiment ki shift ko signal karta hai. Traders jo iss pattern ko effectively pehchan aur samajh sakte hain, woh potential munafa ki mauke ka fayda utha sakte hain.
  • [*=center]
    yaad rakhein ki koi bhi trading pattern ya strategy 100% accurate nahi hoti hai, aur bearish kicking pattern bhi isme shamil hai. Zaroori hai ki isko dusre technical analysis tools, tasdeeq karne wale indicators aur risk management techniques ke saath combine kiya jaye taki trades ke safalta ke chances ko badhaya ja sake.
  • <a href="https://www.instaforex.org/en/?x=investsocial">InstaForex</a>

    24-06-2023, 05:20 PM

    Realone98

    Realone98

    جونیئر ممبر

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Bearish Kicking Pattern
    Bearish kicking pattern do candles par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k top ya bullish trend k baad paya jat hai. Ye pattern ziada tar financial market main weekend ya kisi bare waqfa k baad wajood main ata hai. Bearish Kicking pattern me pehlee candle aik long real body wali bullish candle hotee hai, aur dosree banne wali candle ek long real body wali bearish candle hotee hai. Bearish candle pehlee candle k closing point pe open hone ki bajjaye downward gap me open aur close hotee hai. Bearish Kicking Pattern main do candles shamil hoti hai, dono candles k darmeyan aik bara gap hota hai. Ye gap chart pattern main bohut wazeh hota hai, q k dono candles k shadows ya wicks bhi iss gap ko cover nahi kar raha hota.
    Candles Formation
    Bearish kicking candlestick pattern prices k top ya upper prices par low demand ki waja se banta hai, jahan par do candles prices ki trend change ka aik positive signal deta hai. Pattern ki dono candles strong real body main banti hai, aur market ki current supply aur demand ki akasi karti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazel tarah se hoti hai;
    1. First Candle: Bearish kicking candlestick pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo k market main maojood current trend ki akasi karti hai. Ye candle prices ko higher side par push karti hai, jiss main candle ka close price open price se upper side par hota hai. Ye candle shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai.
    2. Second Candle: Bearish kicking candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali bearish candle hoti hai. Ye candle pehli candle se nechay gap main open ho kar lower side par bearish real body k sath close hoti hai. Bearish candle market main current bullish trend ka khatma karti hai, aur prices ko aik new semat deti hai, jo k bearish trend reversal hota hai.
    Explaination
    Bearish Kicking Pattern bullish trend ya high prices main banne wala aik bearish trend reversal pattern hai, jo do candles par mushtamil hota hai. Pattern main shamil pehli candle bullish jab k dosri candle bearish hoti hai. Pattern ki aik khaas baat ye hai, k pattern main shamil dono candles Marubozu candles bhi hoti hen aur ye aik dosre se gap main bhi bante hen. Pattern me shammil dono candles k shadow ko bhi darmeyyan main banne wala gap cover nahi karna chaheye. Ye pattern ziadda tar market main waqffa hone pe banta hai, jiss main market ki pori situation badal chuki hoti hai. Ye pattern gap down pattern se Marubozu candles ki waja se change hai.
    Trading
    Bearish kicking pattern main shamil marubozu candles strong buying aur selling ki indication deti hen. Pehli candle market main buyers ko mazeed prices ko upward le kar jane k leye koshash karti hai, lekin dosri candle ki waja se aisa hona nakam ho jata hai. Pattern main sell ka ek strong signal hota ahi, aggar ye pattern long timeframe main banta hai, to trend confirmation candle ki zarorrat nahi hotee hai, lekin small timeframe k leye trend confirmation candle ki zarorrat partee hai. Trend confirmation candle aggar bearish hoggi to ye buy ka confirm signal hoga, jab k ziadda loss se bachnne k leye stop loss pattern k leye zarori hai, halanke ye pattern dosre k muqabele main ziada strong bearish trend reversal pattern hai. Stop Loss ko pattern k pehli bullish candle k top se two pips above set karen.
  • 19-06-2023, 10:50 PM

    Samifirdose

    Samifirdose

    جونیئر ممبر

    What is bearish kicking
  • 19-06-2023, 10:50 PM

    Samifirdose

    Samifirdose

    جونیئر ممبر

    Aslam O Alikum Introduction I hope all friends fine main ummid karta hun aap AP sab dost khairiyat se honge aur apna Kam samajhdari ke sath complete kar rahe honge ,, What is bearish kicking Bearish kicking pattern do candles par mushtamil aik bearish trend reversal pattern hai, jo k prices k top ya bullish trend k baad paya jat hai. Ye pattern ziada tar financial market main weekend ya kisi bare waqfa k baad wajood main ata hai. Bearish Kicking pattern me pehlee candle aik long real body wali bullish candle hotee hai, aur dosree banne wali candle ek long real body wali bearish candle hotee hai. Bearish candle pehlee candle k closing point pe open hone ki bajjaye downward gap me open aur close hotee hai. Bearish Kicking Pattern main do candles shamil hoti hai, dono candles k darmeyan aik bara gap hota hai. Ye gap chart pattern main bohut wazeh hota hai, q k dono candles k shadows ya wicks bhi iss gap ko cover nahi kar raha hota. Bearish conformation,, Bearish kicking candlestick pattern prices k top ya upper prices par low demand ki waja se banta hai, jahan par do candles prices ki trend change ka aik positive signal deta hai. Pattern ki dono candles strong real body main banti hai, aur market ki current supply aur demand ki akasi karti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazel tarah se hoti hai , 1. First Candle: Bearish kicking candlestick pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jo k market main maojood current trend ki akasi karti hai. Ye candle prices ko higher side par push karti hai, jiss main candle ka close price open price se upper side par hota hai. Ye candle shadow samet ya shadow k bagher bhi ho sakti hai. 2. Second Candle: Bearish kicking candlestick pattern ki dosri candle aik real body wali bearish candle hoti hai. Ye candle pehli candle se nechay gap main open ho kar lower side par bearish real body k sath close hoti hai. Bearish candle market main current bullish trend ka khatma karti hai, aur prices ko aik new semat deti hai, jo k bearish trend reversal hota hai. Exompletion, Bearish Kicking Pattern bullish trend ya high prices main banne wala aik bearish trend reversal pattern hai, jo do candles par mushtamil hota hai. Pattern main shamil pehli candle bullish jab k dosri candle bearish hoti hai. Pattern ki aik khaas baat ye hai, k pattern main shamil dono candles Marubozu candles bhi hoti hen aur ye aik dosre se gap main bhi bante hen. Pattern me shammil dono candles k shadow ko bhi darmeyyan main banne wala gap cover nahi karna chaheye. Ye pattern ziadda tar market main waqffa hone pe banta hai, jiss main market ki pori situation badal chuki hoti hai. Ye pattern gap down pattern se Marubozu candles ki waja se change hai. Trading,,, Bearish Kicking Pattern bullish trend ya high prices main banne wala aik bearish trend reversal pattern hai, jo do candles par mushtamil hota hai. Pattern main shamil pehli candle bullish jab k dosri candle bearish hoti hai. Pattern ki aik khaas baat ye hai, k pattern main shamil dono candles Marubozu candles bhi hoti hen aur ye aik dosre se gap main bhi bante hen. Pattern me shammil dono candles k shadow ko bhi darmeyyan main banne wala gap cover nahi karna chaheye. Ye pattern ziadda tar market main waqffa hone pe banta hai, jiss main market ki pori situation badal chuki hoti hai. Ye pattern gap down pattern se Marubozu candles ki waja se change hai. Thanks you all
  • loading_messages
    X