What is Breakout in forex?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Breakout in forex?
    What is Breakout in forex?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamualaikum! Dear member I hope k ap sab log khariat sy hon gy our forex mn ach kam kr the hon gy dosto aj ka Jo hmara topic h vo breakout in for k bary mn h aaj hm breakout per discuss krien gy our janjane gy ye market mn kia hota h our lease koi pattern ya price breakout hoti h. What is Breakout? Breakout pattern ek technical analysis concept hai jo stock market ya financial markets mein istemal kiya jata hai. Is pattern ka istemal traders aur investors dwara kiya jata hai taaki woh stocks ki price movement ko samajh sake aur trading decisions le sake.Breakout pattern tab hota hai jab kisi stock ki price, ek specific level ko upar ya neeche cross karke move karti hai. Yeh level usually kisi resistance (upper breakout) ya support (lower breakout) level ke paas hota hai. Jab price is level ko cross karti hai, tab breakout pattern ki formation hoti ha. Breakout pattern ki pehchan karne ke liye traders kuch indicators aur tools ka istemal karte hain. Kuch common indicators hain: Volume: Breakout patterns ke samay, volume increase hota hai. Agar breakout price ke saath high volume bhi hai, toh woh breakout pattern ko confirm karta hai. Moving Average: Moving averages: Moving averages, jaise ki 50-day moving average aur 200-day moving average, breakout pattern ki identification mein madad karte hain. Jab price moving averages ko cross karti hai, tab breakout pattern ban sakta hai. Trend Line: Trend lines breakout pattern ke liye important hote hain. Jab price trend line ko cross karti hai, tab breakout pattern ki formation hoti hai. How to trade breakout in forex? Breakout pattern ki trading strategy bhi hai, jise traders istemal karte hain. Agar stock ka breakout upper level se hota hai, tab traders buy kar sakte hain, kyunki woh expect karte hain ki price aur bhi upar jaayegi. Agar breakout lower level se hota hai, tab traders sell kar sakte hain, kyunki woh expect karte hain ki price aur neeche jaayegi.Breakout patterns ko confirm karne ke liye traders aur investors ko stop-loss aur target levels bhi set karna hota hai. Stop-loss level ko tabhi activate karna chahiye jab breakout pattern ki confirmation ho. Target level tabhi set karna chahiye jab expected price movement ka idea ho.Yeh important hai ki breakout pattern ek tool hai aur iska istemal karne se pehle, traders ko proper research, risk management aur market knowledge ka istemal karna chahiye. Market mein price movement unpredictable ho sakti hai aur breakout pattern bhi false signals generate kar sakta hai. Isliye, traders ko hamesha cautious rehna chahiye aur apni trading strategy ko test karne ke liye paper trading ya virtual trading ka istemal karna chahiye Is tarah se, breakout pattern ek technical analysis concept hai jisme stocks ki price movement ko analyze karke trading decisions liye jaate hain. Yeh pattern traders aur investors ke liye ek useful tool ho sakta hai, lekin iska istemal karne se pehle proper research aur knowledge hona zaruri hai. Thanks for Attention
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalam o alikum ksey hn ap sab log umeed karti hunn Kay sabb khyrat say honey Gy AJ Ka hamara discussion Ka topic hay wo breakout hay ay daikhty hain k yeah hamy kea information deta hay What is breakout? Thorna kis dukan main thorna yahni k kis ashiya ki qimaat main kamie yah zaydatie hotie Hain yah us waqat bi Ho saktaha Hain jabbi qimmaat kie aik makhsosh sataha pere kahlafwarsie kie ja sektie Hain is kjasaye Kaye sehara or rakawat Kaye murhalata or mukhtalife nukttaayat Kay or disarrayed darjaye wagaera is Ka kahse or Saab saye aham aham Kam i muaqsad yahe Hain Kaye jab qimmaat main kammaiee yah zaydatie ho to sahie tarika saye dahkhaal Hain or phire us waqat taak tijarat is hKO Explaination about breakout jahriee rakhnaye jab taak Kaye utarr or chadhaoo na ho jay yahhiy katam na ho jay or qimaato ma kamie yah zaydatie karnaye Kaye liyie zarori or ahama hujam zarori Hain lahaza dusrie Bashir dukanoo ismain agr is Ka hisab or saire malomat na mujaod hon to kafie nuqsan da ho Sakta Hain is nuqsan kie wajah say humary aik acha mumkinate or in s qimaato ma kamie yah zaydatie Kaye liye kudh KO jagaha dynaye Kaea liye nah SIRF achay nazam kie balkaur mayarat par bie anhsare Karna parhta Hain agr Thoraye waqat Kaye ander ander qimaat main badrie harkat hotie Hain to utar or chadhaoo KO zayadh smjah kah Sakta hian agrachcha is a yah taazie raftar goalie saye zayadh tazzie saye hurkat karnaye in KY lo pare dukanoo main apnaye Ka lalach dayta Hain ap aksare kudh KOy zayadh tanaoo or fikar Mandi paye Gaye galat Faisayr karna jasaye haiee ap Ka paisa ander jata ho or phir wapis Chala jata Hain yah boht zayadyih utar charao Hain Jo boht saraye dukanoo Ka malkaao or tajaroo KO apnieee tarf matwajaoe karta Hain lakin yah wahiee utar charao Hain Jo in saye boht saye Lago orr tajaroo KO bie mar dalta Hain yah Ka maqsadh utar chadhawao KO apnaye faidhaye Kay liy istamial hain Working

      اب آن لائن

      Working...
      X