Details Of Four Price Doji Candlestick.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Details Of Four Price Doji Candlestick.
    Details Of Four Price Doji Candlestick.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Doji Candlestick Four Price. Jaab market mein technical analysis ko complete karne ke liye candlesticks ko individual study karte hain to ismein aapko bahut sari candle se ek available hoti ha jinko study karna aapke liye most important hota ha eske bagair aap kabhi bhi market mein successful trading nahin kar sakte hain aapko hamesha market mein regular basis per kuchh important factors ko acchi tarah study karna hota ha jiski aap apni decision making kar sakte hain aaj main aapse ek bahut hi important aur fir milier candlest ki information share karne ja raha hun jisko aap four price doji candlesticks ke naam se jante hain. How This Four Price Doji. Jab aapko market mein bahut jyada movement dekhne ko nahin milati ha to aisi situation mein kuchh aisi candlesticks hoti ha jinko aap aasani ke sath identify kar sakte hain aisi candlesticks ka opening aur closing white sem hota ha aur es mein movement aur volatility bilkul zero level ki hoti ha yah candlestick aap aasani ke sath identify kar sakte hain. The Reason Behind. Jab aap eski reason ko find out karna start kar dete hain to aapko aasani ke sath hi pata chal jata hai ki iski kya reason hoti ha basically jab market mein zero level ki trading ho rahi hoti ha to aisi situation mein aapko market mein aisi candlesticks dekhne ko milati hai for example jab market open hoti ha ya market close aane lagti ha to aisi situation mein bahut sare traders trading karne se avoid kar rahe hote hain to aisi situation mein aapko aisi candlesticks mil rahi ha. Interpretation. Jab market mein aisi candistics ban rahi hoti ha to aisi situation mein aapko hamesha trading nahin karni chahie kyunki yah market mein zero volatility ko indicate kar rahi hoti ha aur yah aapke liye bahut jyada dangerous ho sakta ha kyunki eske bad jab market mein movement start hoti ha to vah kisi bhi site per start ho sakti ha to agar aapki against yah movement start hoti ha to ismein aapke liye bahut jyada nuksan hone ki chances ho sakte hain. Importance. Technical analysis mein jitni bhi factors available hote hain definitely unki bahut jyada importance hoti ha jab aap market mein regularly basis per kuchh important factors ko apni chatting mein shamil karna start kar dete hain to aisi situation mein aapko bahut jyada fayda ho sakta ha aapko hamesha market mein regular basis per apne important aur best platform ko find out karna hota ha.
     
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Foure Price Doji Candle
      Four price doji candle market me investors ki psychology ki akasi karti hai. Finance market main qeematen demand aur supply ko made nazar rakhte howe up-down movement karte rehti hai. Jab bhi prices market main supply ziada hoti hai, to uss sorat main prices nechay ati hai jab k demand k ziada honne par qeematen upward jati hai. Lekin jab bhi market main demand aur supply aik jaise ho jati hai to uss waqat qeeten apni jagah mustehkam reh jati hai, jiss se wo aik line si candle banati hai, jiss ko Four Price Doji Candle kaha jata hai. Four price candle doji family se taluq rakhne wali ek candle hai, jiss main candle ki na to real body hotti hai aur na hi uss ki koi up down shadow hotta hai. Four price doji candle main prices up dawn harkat karnne ki bajaye matlobba timeframe aik hi position par jammi rehti hai. Short timeframe main ye ziadda banti hai lekin long timeframes main ye kam hi nazzar atti hai.
      Candle Formation
      Four price doji candle k banne ki psychology kuch is tarrah se hotti hai, k market k buyers aur sellers matlobba stock ya currency jore main koi khas dilchspi nahi lette hen, jiss se uss item ki vlaue main na to izzafa hotta hai, aur na hi wo kam ho rahi hotti hai. Ye candle prices k kisi bhi position par banne par neutral candle ka kirrdar adda kartti hai, lekin high aur low prices main ye market ki up down movement rok letti hai. Four Price Doji: Four price doji candle main prices k high, low open aur close aik hi point ya position par hotte hen. Four Price Doji Candle traders ki market main adam dilchaspi ki waja se bantti hai, jo aik neutral candle tasawar hotti hai. Dosre doji candles se four price candle k mukhtalif honne ki waja ye hai k uss main prices kam az kam candle k up down par shadow zarror bannati hai, jab k four price doji candle main aisa nahi hotta hai, ye maths k "Minus (-)" nishan shap ki hotti hai.
      Explaination
      Four price doji candle ki na to real body hoti hai aur na hi candle ka shadow is waja se ye ek chotti line shap ki doji candle hotti hai, jiss ki na to real body hotti hai, bullke sath sath up down par koi shadow bhi nahi bantta hai, yanni ye candle real body main bhi zerro hotti hai, aur shadow main bhi zerro hotti hai. Yanni kisi matlobba timeframe main jab prices aik hi position par munjamed ho jaye tab ye candle wajood main atti hai. Four price doji candle aam tawar par marlet main bohut kam banti hai, ye candle ya to prices k bohut kam timeframe main bantti hai aur ya ye un currencies pairs main bantti hai, jiss par trading bohut kam hotti hai, q k traders ka un currency pairs main trade karne ka koi dilchaspi ka mode nahi hotta hai. Four price candle se market aisi behaviour de rahi hotti hai, jaise market main hollyday ya weekend par close hon. Major currency pairs k short term ki timeframe jaise S5 (five second), M1 (one minute) aur M5 (five minute) ki timeframe main ye candle kaffi taddad main bantte hen, jahan par qeematen kuch waqqat k leye sans le rahi hotti hai. Lekin long timeframe jaise; H4 (four hourly), D1 (daily) aur W1 (weekly) main in ka banna taqrreeban bohut kam hotta hai ya hotta hi nahi hai.
      Trading
      Four Price Doji Candle aik neutral candle tasawar hoti hai, q k candle ki real body na honne ki waja se ye candle na to bearish candle count hotti hai aur na hi bullish candle, bulkeh investors yahan par market k agli movement ka intezar karte hen. Ye candle market k trend k darmeyan main trend continuation ka kaam kartti hai, jab k top trend ya down trend main candle ki behaviour badal jatti hai. Four Price Doji Candle aggar top trend par bantti hai to ye aik bearish trend reversal ki indication detti hai, jab k prices k bottom main banne ki waja se candle ki behaviour bullish trend reversal main badal jatta hai. Candle par trading k leye trend confirmation indicator ya price action ki zarrorat hotti hai. Aggar four price doji candle prices k top trend par banne k baad chart par aik bearish real body wali candle bantti hai, to ye aik bearish trend reversal ka isharra hogga, yahan par market main sell se entry ki ja saktti hai. Jab k down trend main banne k baad aggar aik bullish candle bantti hai to ye aik bullish trend reversal ka signal hogga. Yahan par market main buy ki entry ki ja sakti hai. Four Price Doji Candle ka Stop Loss bearish trend reversal main doji candle k top se two pips above set hogga jab k bullish trend reversal main two pips doji candle k down par set hoga.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Negative Spike Candles Pattren ki Pehchan Negative Spike candle design aik significant pinnacle shaped candle design hai jo top framing candle design bhe kehlata hai.yeh top trendline per banti hai jahan stock costs apni introductory reach per settle sharpen se pehley apni huge development ko show karti hain.spike design market opinion mein flitting change ki vaja se trendline ki cost mein rise or fall ke barey mein btata hai.market mein dealer ki achanak development voh development downtrend mein bhe ho sakti hai aur upturn mein bhe ke waqt seem hota hai. Negative Spike Candles Pattren ki Arrangement Negative spike candle design single flame design sharpen ki wajah se specialized investigation mein bahut jyada use sharpen wala ek baar pattern inversion design Jisko na sirf Fark exchanging mein jyada use Kiya Jata Hai balki record band Zor poop to money exchanging mein bhi iska Khas use hota hai bear is bicycle light cost activity dealers ko bullish ya be limitation ke awful Mumkin inversion ko Talash karne mein madad kar sakte hain bears bicycle candles ki kargardegi ka Insaaf chose time period per Hota Hai Hit Bhi yah candle cost ke top per banti hai to yah Mumkin inversion ka signal Deti Hai spy candles take dusre markers ke sath cost ke top per bear stand inversion ke liye Jyada well known Hai Jisko inverse heading principal base value Mein bullish Safai candle banti hai Safai candles ke sath cost ke top per Ek long upper Shadow candles be same Asus rakhti hai jo negative pattern inversion ka Sabhapati hai batashe Mein negative spike candle se different hoti hai. Negative Spike Candles Pattren ki Tafseel Wazahat Negative Spike candle aik long Upper tail k sath short body ki candle design banti hai. Flame ki open aur close cost aik dosre k qareeb sharpen chaheye. Ye flame dekhne fundamental doji candles ki tarah lagti hai, lekin doji candle se mukhtalif hoti hai, q k doji candles me body banti hey nahi hai aur is me short body hoti hai. Negative spike ki aik long upper tail is baat ka ishara karti hai, k stomach muscle yahan se cost reject ho gaye hai. Is waja se wo dusre semat me apne pattern ko proceed karti hai. Is me pattern ki semat change nahi hoti hai bulke jo candle spike banti hai us k tail ki inversion pattern shuru hoti hai. Negative spike candle design negative or bullish dono tarah ki flame fundamental ho sakti hai, lekin market aur costs k ziada upper region primary sharpen ki waja se ye negative pattern inversion k leye ziada mashahoor candles hai. Negative Spike candle Kisi bhi range ke single meeting candle Jo Ek up Pattern ke bilkul Upar jahir hota hai yah candle cost ke top per ek solid obstruction level banati Hai Jiske awful market Mein negative dynamic Hona start ho Jaate Hain yah candle pattern inversion ki Nishan Dahi Karta Hai candles ki genuine body ke upar Shadow Ek Ishara Hai Ke purchasers Ne cost ko Upar Le Jaane Ki Koshish ki lekin noise ke kam ke terrible vah nakam Ho Jaati Hai Kuchh chartists ke mutabik negative spike ko Pichhle meeting ke Ikhtataam ke Waqt Ke Sath bhi pesh Kiya Jana chahie bears spike ko upri Saya Iske genuine body ke lambai se kam az kam dugna Hona chahie.

        اب آن لائن

        Working...
        X