Bearish Tri Star Candlestick Pattern ki wazahat, pechaan aur istemal
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish Tri Star Candlestick Pattern ki wazahat, pechaan aur istemal
    Bearish Tri Star Candlestick Pattern ki wazahat, pechaan aur istemal
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    BEARISH TRI STAR CANDLESTICK PATTERN
    Introduction Bearish Tri Star aik aisa candlestick pattern hai jo bearish trend ke bad kaafi ahem mana jata hai. Is pattern mein, teen alag-alag candlesticks aikk ke baad aikk dikhai dete hain aur ye bearish trend ke bottom mein dikhta hai. Is pattern ki pehchan karna traders ke liye zarori hota hai kyunki ye aik peediction hai ki market ki bearish trend khatam hone wali hai aur aikk bullish trend shuru hone wala hai. Identification Bearish Tri Star pattern ko pehchane ke liye, aapko candlesticks ke price action aur unki positions par dhyan dena hoga. Pattern ke andar teen alag-alag candlesticks hote hain. 1st Candlestick Pehli candlestick ek long bearish candle hoti hai jo bearish trend ko darshaati hai. 2nd Candlestick Iske baad, dusri candlestick kam body wali hoti hai, jisme price range kam hota hai. Ye doji ya spinning top candlestick bhi ho sakti hai. Is candlestick ki position first candlestick ke neeche hoti hai. 3rd Candlestick Teesri candlestick, jo ki phir se bearish hoti hai, dusri candlestick ki upar hoti hai. Ye candlestick pehli candlestick se lambi hoti hai aur doji ya spinning top candlestick bhi ho sakti hai. Ye teen candlesticks ek ke baad ek dikhai dete hain aur ek "stars" ke tarah lagte hain, jahan pehli candlestick star ki bottom line hoti hai, dusri candlestick star ki middle line hoti hai aur teesri candlestick star ki top line hoti hai. Details Bearish Tri Star pattern ki pehchan karne ke baad, traders iska matlab samajhne ki koshish karte hain. Ye pattern bearish trend ke bottom mein dikhta hai, jiska matlab hai ki market mein selling pressure kam ho rahi hai aur buyers ki taraf se ek bullish trend ki Prediction krta hai. Guidelines for traders Is pattern ki ahem baat yeh hai ki isse traders ko aik potential trend reversal ki jankari milti hai. Agar bearish trend ke baad Bearish Tri Star pattern dikhta hai, toh ye ek bullish trend ka sanket ho sakta hai aur traders ko buy positions leni chahiye. Ye pattern aksar short-term traders ke liye upyogi hota hai, jinhone short positions liye hote hain aur ab market mein trend change hone ki sambhavna hai. Word of Advise Bearish Tri Star pattern ki samajh ko aur behtar banane ke liye, aapko dusre technical indicators aur price action tools ka istemal karna chahiye. Is pattern ki validity aur importance ko confirm karne ke liye, aapko volume analysis, trend lines, aur other chart patterns jaise ki double bottom, bullish engulfing, ya bullish harami, ka istemal karna chahiye. Bearish Tri Star pattern ko samajhne ke liye, traders ko candlestick charts aur unke patterns par focus rakhna chahiye. Is pattern ka sahi samay par pehchan karne se, traders ko market movements ke bare mein sahi samay par pata chal sakta hai aur unhe trading decisions leni mein madad milti hai.
     
    • #3 Collapse

      Assalamualaikum! Umeed hai k ap sb khariyat sy hongy. R apky trading sessions achy jaa rhy hongy.Aj ka hmra or discussion topic " Bearish Tri star candlestick pattern". Dekhty hain k ye hmein Kya information deta hai r hmry ilam Mai Kesy ezafa krta hai. Introduction try star aik teen line candle stuck patteren hai jo mojooda rujhan mein mumkina tabdeeli ka ishara day sakta hai, khuwa woh taizi ho ya mandi . keysteps try star aik teen line candle stuck patteren hai jo mojooda rujhan mein mumkina tabdeeli ka ishara day sakta hai, or khuwa woh taizi ho ya mandi. try star patteren is waqt sy bantay hain jab aik taweel rujhan ke ekhtataam par koi to lagataar teen doji candlestick namodaar hotay hain. aik ahem support ya muzahmati satah ke qareeb try star sy patteren kamyaab tijarat ke imkaan ko berhata hai . Understanding yeh patteren is waqt bantaa hai jab aik taweel rujhan ke ekhtataam par lagataar teen or doji candlestick namodaar hotay hain. pehla doji belon aur richon ke darmiyan ghair faisla kin honay ki nishandahi karta hai, dosra doji or Koi murawaja rujhan ki simt mein farq aur teesra doji rujhan ki mukhalif simt mein candle stick khilnay ke baad market ke jazbaat ko tabdeel karta hai. har doji ke saaye nisbatan kam hotay hain jo utaar charhao mein earzi kami ka ishara dete hain. single doji candle stuck aik ghair mamooli waqea hai jisay traders market mein Adam faisla ki koi to tajweez ke liye istemaal karte hain. musalsal teen doji sy mom btyon ki aik series ka hona intehai nayaab hai, lekin jab daryaft kya jata hai, to market ki shadeed be aitnai aam tor par diye gaye rujhan ke taizi se ulat jane ka baais banti hai. traders patteren ka pata laganay mein un ki koi madad ke liye stock market scanning software istemaal kar satke hain.' teen setaaray' patteren ko neechay ki to raftaar ke ulat jane ka ishara dainay ke liye bhi istemaal kya ja sakta hai jab patteren taweel neechay ke rujhan ke ekhtataam par bantaa hai . Trading indraaj : tajir teesri doji candle ki kam qeemat ke bilkul se neechay sale stop lmt order day satke hain. yeh indraaj is baat ki tasdeeq karta hai ke market tajir ki matlooba simt mein agay barh rahi hai. teesri doji candle band honay par market mein daakhil hona jarehana taajiron ke liye to es mozoon ho sakta hai. yeh indraaj taajiron ko aik sakht sy stop set karne ki ijazat deta hai, lekin rujhan ki tasdeeq sy nahi karta hai. stop : dosray doji ka ouncha try star sy to patteren ka sab se oopar hai aur stop loss order ke liye aik mantaqi jagah hai. jarehana tajir teesray doji ki oonchai se oopar apna stop set kar satke hain, lekin qeematon mein mamooli izafay se ruk jane ka khatrah hai. bahar nikleen : liye gaye ibtidayi khatray ki kaseer tadaad ka istemaal sy to karte hue munafe ka hadaf muqarrar kya ja sakta hai. misaal ke tor par, agar koi tajir $ 2 stap nuqsaan istemaal karta hai, to woh $ 8 munafe ka hadaf rakh sakta hai. tajir munafe lainay ke liye trained ke aik makhsoos ka bhi to es istemaal kar satke hain jo try star patteren se pehlay hota hai. misaal ke tor par, munafe liya ja sakta hai agar es sy qeematein pichlle iqdaam ka 10 % wapas le len . Tri star support and resistance consideration misali tor par try star patteren ko kamyaab tijarat ke koi imkaan ko badhaane ke liye aik ahem support ya koi es sy muzahmati satah ke qareeb ban-na chahiye. himayat aur muzahmat ufuqi qeemat ki satah, kaleedi mutharrak ost ya nafsiati round number se askati hai. misaal ke tor par, onche doosri doji din ki mutharrak ost ko kaat sakti hai. try star patteren ki takmeel par, tajir is baat ki tasdeeq karne ke liye isharay aur qeemat ke darmiyan farq talaash kar satke hain ke murawaja rujhan raftaar kho raha hai .
      • #4 Collapse

        Bearish Tri Star Candlestick Pattern - Forex mein pechaan aur wazahat Mashriqi asriyat ke dor mein, Forex market mein mukhtalif candlestick patterns ka istemal tijarat aur analiyat mein ahem hota hai. Ek aham bearish candlestick pattern hai "Bearish Tri Star" jo aksar down trends ki nishandahi ke liye istemal hota hai. Is article mein hum "Bearish Tri Star" candlestick pattern ki wazahat, pechaan aur istemal ke bare mein tafseel se tafseelat batayenge. Identification: "Tri Star" candlestick pattern teen muktalif candlesticks se bana hota hai aur bearish trend ki tashkhees karta hai. Is pattern mein teen consecutive candlesticks hote hain jinme se pehli aur teesri candlesticks choti hoti hain, jabki doosri candlestick in dono ki darmiyan bari hoti hai. In teen candlesticks ke darmiyan ek gap hota hai. Yeh pattern bull trend ke baad bearish reversal ki nishandahi karta hai. Explanation: Bearish Tri Star pattern ki wazahat aur uski tashkhees kuch is tarah ki jati hai: 1. Pehli candlestick: Pehli candlestick bari hoti hai aur bullish trend ko darsha karti hai. 2. Doosri candlestick: Doosri candlestick pehli aur teesri candlestick ke beech mein ek chota gap hota hai. Yeh candlestick pehli candlestick ki body ke andar hoti hai aur bearish ya neutral hoti hai. 3. Teesri candlestick: Teesri candlestick choti hoti hai aur bearish hoti hai. Yeh candlestick doosri candlestick ki body ke andar hoti hai. Istemal Bearish Tri Star pattern ki tashkhees karne ke baad, traders iska istemal kar sakte hain Forex market mein. Is pattern ko istemal karne ke liye traders ko niche diye gaye tariqay ka istemal karna chahiye: 1. Pattern ki tasdeeq: Traders ko pehle is pattern ki tasdeeq karni chahiye. Agar teen candlesticks is pattern ke mutabiq hai, to bearish tri star pattern confirm ho jata hai. 2. Sell position: Jab bearish tri star pattern tasdeeq ho jaye, to traders sell position lete hain ya existing buy position ko band kar dete hain. Isse unko bearish trend mein faida hota hai. 3. Stop loss aur target levels: Har trade mein stop loss aur target levels ko tay karna zaroori hota hai. Stop loss ko bullish candlestick pattern ke high level ke thik niche aur target level ko trend ke hisab se tay karna chahiye. Conclusion: Forex market mein "Bearish Tri Star" candlestick pattern bearish trend ki tashkhees ke liye istemal hota hai. Is pattern ki pehchan, teen consecutive candlesticks mein choti, bari aur phir choti candlestick se hoti hai. Traders ko is pattern ko tasdeeq karne ke baad sell position leni chahiye aur stop loss aur target levels ko tay karna zaroori hai. Is tariqay se traders bearish trends mein faida utha sakte hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Assalamu Alaikum Dosto!
          Bearish Tri Star Candlestick Pattern
          Bearish Tri Star Candlestick Pattern ya Tri Star at the Top Candlestick Pattern ka shumar bearish trend reversal pattern main hota hai, jo k prices k top par ya bullish trend main banta hai. Ye pattern teen small candles ya doji candles par mushtamil hota hai. Pattern k teeno doji candles aik dosre se up air down gap main open aur close hotte hen. Ye pattern prices k top trend main to bannta hai lekin sath hi sath bullish trend ki kazzorri aur bearish trend main prices ka reversal honne ka bhi sath ishara detta hai. Pattern k doji candles small shadow wali hoti hai, yanni ye umoman star doji candles hoti hai, jiss se pattern ki tarteeb sahi banta hai.
          Candles Formation
          Bearish Tri Star candlestick pattern ya to waqfay k baad prices main banta hai, ya bohut dump market main banta hai, is waja se normal trend main bohut kam hi bannta hai, is waja se prices pehle se hi top trend par hotti hai. Ye pattern "Bullish Tri Star Pattern" ka opposite hai jo k bottom par bannta hai. Pattern main shamil candles ki tartteeb darjazel trah se honi chaheye ;
          1. First Candle: Bearish tri star candlestick pattern main pehlee candle aik doji candle hotti hai, is waja se is candle ko neutral candle tasawar kia jatta hai. Pehlee candle k aggar open aur close point same na bhi ho, lekin aik dosre k qareeb hon to bhi ye aik doji candle tasarwar hoggi, chahay wo kisi bhi color ki q na ho.
          2. Second Candle: Bearish tri star candlestick pattern ki dosree candle ziadda tar ek star doji candle hotti hai, jo k pehlee candle se upper side par gap main open aur close hotti hai. Dosree candle ki aik small body acceptable hai, lekin bohut ziadda wazih real body na ho. Ye candle bhi aik neutral candle hotti hai, aur kisi bhi color ki ho saktti hai.
          3. Third Candle: Bearish tri star candlestick pattern main teesri candle bhi same aik doji candle hi hotti hai, jo k dosree candle se nechay gap main open aur close hotti hai. Teesri candle ziadda tar pehlee candle k parallal main bantti hai.
          Explanation
          Bearish Tri star candlestick pattern main teeno doji candles banne ki waja se market k dumpness ki nishani hoti hai, iss waja se ye ek unique teen candles par mushtamil bearish trend reversal pattern hai, jis main shamil teeno candles doji candles hotti hai aur ye candles aik dosre se up aur down gap main open aur close hotti hai. Bearish tri star candlestick pattern main pehlee candle k baad dosree candle gap main top pe bantti hai, jo k ziadda tar aik doji star candle hotti hai. Ye candle pattern main mukammal tawar par neutral candle hotti hai. Teesri doji candle pehli candle k parallel jab k dosri doji se nechay gap main banti hai. Bearish tri star candlestick pattern main lazmi nahi k teeno candles doji hi hon, q k pattern main aggar doji candles ki bajjaye teeno candles ki small real body bantti hai, to bhi ye acceptable hai, chahay wo jiss color ki bhi bantti ho, lekin candles k darmeyaan main gap zarrorr hona chaheye. Bearish tri star candlestick pattern top trend main bantta hai aur ye prices k bullish trend trend ki kamzzorri aur khatme ka bahiss bantta hai.
          Trading
          Bearish tri star candlestick pattern prices k top ya bullish trend main banne ki waja se traders k leye selling opportunity hotti hai, k wo market main is pattern se zarror faida hasil karen. Dosra ye pattern aik long timeframe par bohut ziadda reliable aur accurate signal detta hai. Pattern k leye zarrori awamel jaise doji candles aur us k darmeyyan main gap zarror banna chaheye. Tri star pattern k top trend par banne k baad confirmation candle ka honna zarrori hai, q k dojji candles ya dosre small real body wali candles aam tawar par neutral tasarwar ki jatti hai. Pattern k teesree doji candle k baad bearish candle zarror hona chaheye ya kam az kam kisi reliable indicator ka bhi sahahra leyya ja saktta hai. Beariah candle k baad market main sell ki entry karen jab k Stop Loss pattern k sab se top point ya dosree candle k top price se ek ya do pips upper par set karren, q k ye position trend k leye resistance level sabit hoga.

          اب آن لائن

          avatar Ayn
          Working...
          X