Trading with : Rickshaw Man Candlestick Pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with : Rickshaw Man Candlestick Pattern
    Trading with : Rickshaw Man Candlestick Pattern
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Rickshaw Man Candle
    Single candles pattern jiss main buyers aur sellers ka market main control aksar barabar rehta hai, aik neutral candles tasawar ki jati hai. Rickshaw man candle bhi market main buyers aur sellers ki yaksan hone par wajood main ati hai. Rickshaw man candle ki ooper aur nechay aik lamba shadow ya wick hota hai, jiss ka darmeyan main aik line si real body hoti hai, jiss main prices ka open aur close same hota hai. Ye aik neutral candle shumar hoti hai, jo k aik strong trend k dowran trend reversal ka signal de sakyi hai. Rickshaw man candle k ooper aur nechay shadow aik to size main equal hona chaheye aur dosra ya length main lamba hona chaheye, q k short hone par ye doji star candle ban sakti hai.
    Candles Formation
    Rickshaw man candle prices k top aur bottom dono main ban sakti hai. Sideways markets main ye candle aik neutral candle hoti hai, jo k prices k ziada tar maojoda trend main continuation ka sabab banti hai. Price chart par Rickshaw man candle ki formation darjazzel tarah se ho sakti hai; Rickshaw man Candle: Rickshaw man candle chart pattern par aksar market main candle real body aik black line si nazar ati hai, jiss ka ooper aur nechay aik lamba shadow hota hai. Ye candle bagher real body ki hoti hai, jiss main prices ka open aur close same point par hota hai. Ye candle bullish aur bearish dono tarah se market ki position k mutabiq apna situation tabdeel karti hai.
    Explanation
    Rickshaw man candle aik single day doji candle hai, jiss main prices din k aghaz main pehle aik side par move karne k baad apna trend tabdeel karke dosre semat par move karna shoro karte hen, lekin din k ikhtetam par ye prices same point par band ho jati hai. Price chart par buyers aur sellers market main same quat main hote hen, jiss se prices aik timeframe k dowran ooper aur nechay jane ka baad wapis apne aghaz wali position par a jati hai. Ye aik bagher real body ya small real body wali candle hoti hai, jo k trend k mutabiq apni hodohal ko tabdeel karti hai. Ye candle prices k top ya bottom par strong trend reversal ka sabab banti hai.
    Trading
    Rickshaw man candle sideways market main ya newly breakout trend main trend continuation ka kaam karti hai, jab k price k top ya bottom main ye candle aksar trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle prices k bottom main bullish trend reversal aur prices k top par bearish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Candle k baad trend ki confirmation ka candle ka hona zarori hai jo k real body main hona chaheye. Ye single candle pattern hone ki waja se trend ki confirmation CCI indicator ya stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai. Stop Loss candle k sab se top ya bottom se trend reversal k mutabiq two pips below ya above set kia ja sakta hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Rickshaw Man Candlesticks Chart Pattern,, AOA,dear all members jab ham iss rakshaw man candlesticks patterned jiss main buying and selling ka marketing main control aksar barabar rehta hai, aik neutral candles tasawar ki jati hai. Rickshaw man candlesss bhi marketig main buyerss aur sellers ki yaksans hone par wajoods main ati hai. Rickshaw man candle ki ooper aur nechay aik lambas shadows ya wick hota hai, jiss ka darmeyan mein aik line si really body hoti hai, jiss main prices ka open aur close same hota hai. Ye aik neutrally candles shumar hoti hai, jo k aik stronges trends k dowran trending reversal ka signal de sakyi hai. is say hi Rickshaw man candle k ooper aur nechay shadow aik to size main equal hona iss trah possible ho gy... Pattern ki Pehchan k Rulles Dear sir jab bhe Rickshaws man candles prices k tops aur bottom donon main ban sakti hai. Sideways markets main ye candle aik neutral candleess hoti hai, jo k pricesed k ziaday tar maojoda trend main continuation ka zaerya banti hai. Price chart par Rickshaw man candles ki formation iss trah say hi laty hein dear iss Rickshaw man candle chartes pattern par aksar market main candle real bodyes aik black line si nazadr ati hai, jiss ka oodper aur nechay aik lamdba shadow hota hai. Ye canddle bagher real boddy ki hotdi hai, jiss main prices ka open aur close samed point par hota hai. Ye candles bullish aur bearish donos tarah se marketing ki position k mutabiq apna situation change ho gy... Clerification,, Sir, iss Rickshaw man candlesticks aik singles day doji candles hai, jiss main pricesw din k aghaze main pehlee aik side pare moved karne k baad apna trending tabdeely karke dosrey semat par move karna shoro karte hen, lekin din k ikhtetam par ye prices same point par band ho jati hai. Priced charts par buyers aur sellers marketing main same quat main hote hen, jiss se prices aik timeframe k dowran oopery aur nechay janey ka bad wapisy apne aghazy wali position par a jati hai. Yeh aik bagher real bodyy ya small real bodyy wali candles hoti hai, jo k trend k mutabiqq apni hodohal kochange ho gy... Trading Stradgy,, SIR, Ess Rickshaw man Candles sideways markets main ya newlys breakouts trends main trends continuations ka kaam karti hai, jab k price k top ya bottoms main ye candles aksar trends reversasl ka kaam karti hai. Ye candles prices k bottoms main bullish trends reversals aur prices k top par bearishs trends reversal patterns ka kam karti hai. Candless k baad trend ki confirmations ka candles ka hona zarori hai jo k real body main hona chaheye. Ye single candle patterns hone ki waja se trends ki confirmations yaha asani say ho jay gi....

      اب آن لائن

      Working...
      X