What is Dragonfly Doji Candlestick Pattern?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Dragonfly Doji Candlestick Pattern?
    What is Dragonfly Doji Candlestick Pattern?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    What is Dragonfly Doji Candlestick Pattern? Dragonfly Doji Candlestick chart pattern market ka turning point hota hay dragonfly doji other candles Doji se various hota hay, dragonfly Doji ka candle hamesha key market high price par close hota hay, other Doni candles me price ya to mid par close hoty hey ya down par magar Dragonfly Doji ka candle hamesha high price par apni closing card hay es candle ka leg down side me hota hay key stab body bilkul be nahi hoti aur na hi up side me kesi kisam ka shadow ya leg ho sakta hay, up trend me agar ye ban jaye market ka turning point ho ga aur market yahi se bear trend me convert ho jaye gi. CHART Pattern market ka turning point hota hay Dragonfly Doji other candles Doji various hota hay dragonfly Doji ka candle hamesha key market high price par close hota hay other candles Doni me price ya to midpoint par close hoty hey ya down par magar Dragonfly Doji ka candle hamesha high price par apni closing card hay es candle ka leg down side me hota hay stab key body bilkul be nahi hoti aur na hi up side me kesi kisam ka shadow ya foot ho sakta hay, up trend me agar ye ban jaye to market ka turning point ho ga aur market yahi se bear trend me convert ho jaye gi Analysis: Dragon fly Doji Candlestick hamesha down trend main banti hay. is kay liye trade ko sab say pehlay down trend ka confirm kerna hota hay jesay kay picture main show kia gia hay. us kay bad merchant ko dragon fly ki main khasosiat ka pata hona chahye. jesay yeah candle jab banti hayto is ka long shedow hota hay jo kay down side ki taraf hota hay aur oper walay wala shedwo ya to hota hi nahi hay aur ager ho to wo boht short sa hota hay. us kay bad jo jis price tell open hoti hay usi price for ya thora down close ho jati hay. jo aik boht hi acha aur confirm hay pattern jo kay support level using ki jata hay aur is tell trader short term ki trading ker sakta hay. khas ker jo pattern scalpers kay liye kafi useful hotay hain. Although trading in the financial markets involves high risk, it can still generate extra income if you use the right approach. By choosing a reliable broker like InstaForex, you will gain access to international financial markets and open the way to financial independence. Dragonfly trading as technical analysis as concept hai, jise candlestick charts par istemal kiya jata hai. Yeh pattern market ke trend ko samajhne aur potential trend reversals ko pehchanne mein madad karta hai Candle Chart: Candlestick charts ek graphic representation hai, jisme har ek candlestick market to price action ko darshata hai. Har candle ko "body" aur "shadows" (ya "wicks") represent kiya jata hai. Dragonfly Pattern ek bullish reversal pattern hai, jo ek candle se bana hota hai. Is mein pattern, candle to body and shadow ka khaas arrangement hota sena. Dragonfly Pattern my candles to my body bilkul neeche aur upar shadow nahi hoti. Candle ke body ke bilkul neeche ka shadow bahut lamba hota hai, jise "lower shadow" kehte hain. Upar ki taraf shadow bilkul nahi hota hai. Is pattern mein body upar tak extend hoti hai. Dragonfly Pattern market mein bearish trend ke baad dekhne ko milta hai. Yeh pattern ek potential trend reversal ka sanket ho sakta hai. Jab market down trend se upar jaata hai aur candlestick chart par Dragonfly Pattern banta hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Dragonfly Doji candle
      Dragonfly doji candle doji family se taluq rakhti hai, jo k prices k bottom par us waqat bannti hai, jab bears ka dabbao qeematon ko bearish push kartti hai, lekin ziadda buying dosrre side se dabbao farhham kartta hai, jis se qeematon ko session k ibtedayye sattah par wapiss dekhel detta hai, jis se zaher hotta hai k bearish trend ko market ne mustarrad karr deyya hai. Dragonfly doji candle ki shape aik dragonfly khere jaisa dekhaye detta hai, is waja se is ka ye naam bhi hai. Baaz trader is ko bears ka muqbarra bhi kehte hen, q k yahan par se control bulls sanmbaltte hen. Dragonfly doji candle ek single doji family ki candle hai, jis main candle ka open, close aur low ek hi price par ya aik dosre k sath bohut qareeb par close hote hen.
      Candle Formation
      Dragonfly doji candle aik single candle honne k sath sath aik neutral candle bhi hai, lekin bottom prices par banne ki waja se ye aik bullish trend reversal pattern ka kaam kartti hai. Ye candle wese to bagher real body ki hotti hai, lekin aggar aik small real body ban bhi jaye to bhi ye aik Dragonfly doji candle tasawar hoggi. Market main Dragonfly doji candle ki tarteeb kuch yon banne gi; Dragonfly Doji Candle: Dragonfly Doji candle aik lambi wick wali candle hotti hai, jo k bagher real body ki bantti hai, lekin aggar small bullish ya bearish body ban bhi jaye to bhi ye aik Dragonfly doji candle hi shumaar ki jayyeggi. Candle ki lower side par aik long wick ya shadow zarror honna chaheye, jab k candle k upper par koi wick nahi honni chaheye, lekin aik small nose wick acceptable hai, jo k ziadda lamba na ho.
      Explaination
      Dragonfly doji candle aik bullish trend reversal candle tasawar ki jatti hai, jis ki lower side par aik long wick ya shadow ho saktta hai. Ye aam tawar par aik bearish trend k ihtetam par dekha jatta hai, jis main lower long wick ya shadow naye top areas ki nishandahi kartti hai. Dragonfly doji candle main closing price session k ikhtetam par open price k qarreeb band hona market main bear ki kamzzrorri dekha rahi hotti hai. Dragonfly doji candle ki lambaye ka pattern k reversal main aham role hotta hai, is waja se candle par take prifit k leye munasib place muntakhib karen, pattern ko dosre indicators k sath k baad ya confirmation k baad market main entry kia karen, Jab k confirmation candle aik white real body main lazzmi honni chaheye.
      Trading
      Dragonfly doji traders k leye support levels ko maloom karnne ka aik maddadgar pattern hai, lekin dosre technical indicators ya pattern bhi is k sath istemal karna chaheye, takeh pattern ki confirmation main assani ho. Agar candle k baad aik strong bullish candle banti hai, jobk prices k baad bearish trend ko mazeed reject karti hai, to yahan par market main buy ki entry ki ja sakti hai, jab k black ya bearish candle ki sorat main market main entry na karen. Dragonfly doji candle trader k leye buy ki signal creat kartta hai, jis k leye trader Stop Loss candle k shadow k bottom par set kar sakta hai. Yahan par stop loss qeematon ko false breakout ki sorat main ziada loss se mehfoz rakhta hai, jo k aham hai.

      اب آن لائن

      Working...
      X