What is Most Important Part Forex Money Management ki Importants?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Most Important Part Forex Money Management ki Importants?
    What is Most Important Part Forex Money Management ki Importants?
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    INTRODUCTION! AOA! kya hal he ap ka umeed krti ho sb khyrit se ho gy. Dear members jesa k hm jante he k forex trading ak aysi job hme ak kamab treder bna skta he.or hme is me buht mehnt ki zrurt hoti he trading k liy hmare pas experience hona chahey tb hi hm ak kamyab terder bn skte he. Dear members aj hm forex monet management k bare me bt kre gy.dear member hme chahey k hm zyadad se zyada taim forex ko dy ta k hm successful ho ske or zyada bonce kma sky MONEY MANAGEMENT IN FOREX TRADING? Dear members Forex Main money management Had sy zada Ahmiyat kah hamil bap hn lakin Badkismati sy traders ki aksariyat iss ko nazar andaz kar dati hn jis ki waja sy dino main tamaam sarmiya khatam ho jata hain.Money Management ko Mutasir Hum MM lakiye gaye.MM main do Cheza has ahmiyat kah hamil hain. Members is ko hm money management khy gy. STOP LOSS KYA HE; Agr Prices Ap ki traders k Mutalif simaat chalny lagye Toh ap kah balances kam hona start ho jata hn or ap ki trade nuqsaam main hoti hn iss nuqsaan ko aik had main rakna chaiye iss ko trade risk kahta hn.Trade Risk kitna hona chaiye iss main different tarika hota hn.Stop loss na ho toh itna kam hona chaiye k price k zariya iss ki muhtalif simat main harkat sy ap ka stop loss hit ho jata hn or trade close ho jati hn.iss ko na he itna zada hona k agr ap trend tabdeel ho jaye toh Retracement ho rhye ho toh Kafi nuqsaan k bad trade close ho jati hn iss k liya suppport or resistance ko buniyad bana better rahta hn Yeh phir pechala candles k shadow ap tor per naye traders yeh samjta hn k ahaar price wapise aa jaye gi iss liya woh stop lss nahi lagta.Yeh bhot bari hamakat hoti hn.is ko stop loss khte he.*************** CHOOSING LOT SIZE; Dear members Kamiyaab Tradering K liya Sahi lot size ka intkhan karna buht zaroori hota hn.For Example Traders kisy andaaza sy lot size kah intehaab karta hn.Agr iss ko samjta hn toh trends Up or confirm hn toh bagar sochye samjye apny balances sy zada lot laga lata hn.or agr prices ulat chalna start ho jaye toh Balances agr kam hota hn tooh iss liya jaldi hatam be ho jata hn.lot size ahtiyaar karna k liya aik formula ki website per majooda hn iss ko har trade sy pahlye istimal karna chaiye.Iss kah fida yeh hn k kahye traders main nuqsaan k bad be mazeed traders k liya ap k pas balances bacha rahta hn or ap market sy bahir nahi hota.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Dosto!
      Money Management
      Jiss tarah se aik trader k leye aik kamyab forex trading strategy aham hai, ussi tarah se forex trading ki achih trading management bhi trader ki kamyabi k leye zarori hai. Money management ka idea risk management se gehra taluq rakhta hai, q k trading k dowran tamam risk money k sath jora jata hai, bas uss se thora sa mukhtalif hai. Forex trading k money management se murad apney account k gher zarori risk main daley bagher apney pesey ko kese istemal karna hai. Forex money management ka taluq trading k dawran money loss ko kam karne ka intezam hai. Chonekh hum sab insan hen aur trading k dowran hone wali ghaltion sab ko hoti hai, to iss se bachna chaheye. Kamyab trader trading ko karobar k tawar par sochte hen. Forex trading me karobar ka maqsad pese kamana hai, pese khona nahi hai. Lehaza isse khone se bachney k jo iqdamat hote hen, wo money management main ata hai. Forex trading me risk itna ziada hai, k iss main trader apni sari amdani kho sakta hai, aur kuch hi lamho main apna account wash ho sakta hai. Iss waja se jiss business main bohut ziada risk hota hai, to traders ki ziada se ziada koshash honi chaheye k wo karobar main risk ko kam se kam karne ki koshash karen. Bohut sari aisi forex trading strategies maojood hai, k jinn ko apnane se trader ziada munafa kama sakta hai aur loss kam kar sakta hai, lekin ye tareeqay kar losses ka sabab nahi hai. Bulkeh pese zaya hona ziada tar aik behtareen money management ka na hone ki waja se hota hai.
      Top Forex Money Management Rules
      Money management k osool trading strategy aur account k mutabiq honne chaheye, risk aur account main munafa iss k sath direct deal karte hen. Darjazzel main kuch ossool hen jinn ko apnane se forex trading k money management k system ko behtar kia ja sakta hai. Risk Per Trade Aik trader ko ye khayal rakhna chaheye k kisi aik trade par apne account ka sirf aik chota sa hisa risk main dalna chaheye. Analysts trading par 2% risk ka ziada tar kehte hen, jiss main aik trader apne trades par 2% tak ki risk lena chaheye. Jaisa k $1000 trading account par trader ko $20 ka risk lena chaheye. Kuch traders trades size main tabdeeli karte hen, jaisa k "Anti-martingale money management method" k mutabiq jab bhi trades munafa main hon to uss k lot size main izzafa kia jata hai, jab k loss ki sorat main lot size ko kam kia jata hai. Aik behtareen trading strategy aur risk management plan waqat k sath sath trader ki madad karni chaheye, lekin aap ko hargez ye baat 100% confirm nahi hoti k agle trade main ya agle 10 trades main kia ho sakta hai. Agle trade k nuqsan k risk ko kam karne k leye, forex trader ko trading account k size k muqabele main trade ka size nisbatan small rakhna chaheye. Har Trade par Maximum Drawdown Set karen Drawdown se murad trading account k prices main wo faraq hai jo k account ka pehla balance hota hai aur trades k loss k baad account ka jo balance hota hai. Misal k tawar par agar aik trader k account main $10,000 hai, aur trades ko $500 dollar ka loss hota hai, to ye 5% ka drawdown hai (10,000 ka 5% 500 k barabar hai). Drawdown jitna ziada hoga jeetne wale trades k sath account balance ko recover karna utna hi mushkil hoga. Risk-Reward Ratio Traders k jeetne wale trades ka ratio harne wale trades ki nisbat ziada honna chaheye. Agar aik trader ne risk reward ratio k mutabiq apne leye 1:1 ka intekhab kia hai, to uss k leye usse har 10 traders main se 6 lazmi win karne hongay. Aur agar uss ne 3:1 ka ratio rakha ho to uss sorat main har chota trade ka win honna zarori hai. Take Profit and Stop Loss Take profit aur stop loss na sirf money management ka zarori hesa hai, bulkeh ye money management k leyw bhi bohut ziada zaroei hai. Take profit aur stop loss ka na sirf istemal bohut aham hai, bulkeh uss k sath sath iss ka sahi istemal bhi trading k leye utna hi aham hai. Take profit jahan tak hamare account k target had ko par munafa ko mehfoz banate hen, ussi tarah se stop loss ziada liss se har sorat humen shield faraham karta hai. Trade tab Karen Jab aap Loss ko Bhi Tayar hon Forex trading me emotions bulkul bhi kaam nahi karte hen, k agar aik trade loss main jaye to hum uss ko recover karne ya loss ko kam karne k leye mazzeed ussi semat main trades open akrte hen ya trading par ghusa karne ki koshash main hum mazzeed trades laga kar loss uthana shoro karte hen, iss se huemn ziada se ziadda loss hasil hoga. Humen trading k dowran apne jazbat ya emotions aur lalach ko hamesha aik side par rakh kar trading karni chaheye.

      اب آن لائن

      Working...
      X