Forex mai Charts ki Types or Istmal Kase hota hai,,,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mai Charts ki Types or Istmal Kase hota hai,,,
    Forex mai Charts ki Types or Istmal Kase hota hai,,,
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction,, I hope all friend fine umeed hai ap sab khariyat sy hungy or enjoy kr rhy hungy apni trading life ko market ki price movements ko dakhny kay leay 3 qisam kay charts use hoty hain,, What is candlestick pattern,, Candlestick charts sub say ziada use honay wala chart hai jiss mai market mai honay waali movements ki graphic candles kay zariye presentation hoti hai. Candlestick pattern aik aisa chart pattern hai jiss mai traders Agar seekh lain tou unhain kisi indicator ki zarurat nahi rehti hai kiyu kay iss pattern ki candles ko he aisay design kia gaya hai kay her qisam ki movement pay candles ki shape change hoti ho aur candles ki shapes say he market kay trends aur movements waghaira ko samjha jaa sakta hai,, 1-Cndlestick Chart 2-Line Chart 3-Bar Chart Candlestick chart,, Charts ki madad sy ham market ki movement ko graphic presentations say Hamen show Kia jata Hy. Jesa Kay oper btaya Hy ap ko Kay ye charts basically 3 types kay hotay hain. Jin mai lie chart pehli qisam hai jiss mai market movement ki lines banti jaati hain aur lines ka graph banta hai. Dusri type bar chart ki hoti hai jis mai trading terminal pay bars he market ki movement ko represent kerti hain aur teesri aur aakhri type candle stick patterns ki hoti hain,, Line Chart,, Is main chart aik line main show hota hay aur market ki movement ko ye line upar nechy ho kar show karti hay aur es chart ko agar hum use karty huway trade karna chahty hay to bohat sari strategies es chart par use ki ja sakti hay,, Bar Chart,, Bar Chart bhi market main use hota hay is chart main aik simple bar hoti hay jis ko hum is chart main daikh sakty hay is trha ka hota hay is chart main bhi achi trading ki ja sakti hay,, 1. Pin bar bullish bearish 2. Doji 3. Evenin morning star 4 marbuzu candle 5. Bullish engulfing pattern Ye three type Kay charts sy hum market ko achi trha se analysis kar skty hain jis se hmain hmari trdaing main trend k sath trdaing karny main asnai hoti hai or hmain loss bhi hony ky chnaces kam se akm hoty hain es liye hmain chahye k hum aghr forex main kamyb hona chahty hain tu sub he charts ka knolwedge ko gain krna chahye kyun kay jub hum trading k tools ko achi trha smjh kar use karen tu hmai hmari trdaing main loss hony k chnaces kam se kam hotuy hain or hum apni trdaing main acha profit gain kar skty hain tu sub e charts ka knolwedge gain krna sub k liye faida and sabit hota hai,,
     

    اب آن لائن

    Working...
    X