What is the ADX indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is the ADX indicator
    What is the ADX indicator
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam o Alikum Dears Pakistan Forex Fourm Members Umeed karta hun ap sab loog khair Khariyat sy hungy oor enjoy kr rhy hungy apni training life ko dosto ADX ka matlab hy average directional index hy strong trend k sath trade karnarick ko kam sy kam karta hy or profit limit ko zada Sy zada karta hy is kam ky ADXindicator ko istamal kia jata hy semply es indicator ko yrend maloom kar.yk ly use kia jata hy k market upword jy ya downword hy ap ko example or pic mein dekh skty hn k ADX ak boht use bony wala famous indicator hy jy sy k oseillator or relative strength index commodity chanel index sy both millta hy es indicator mein three linehote hn. Important line in ADX 1line ko ADX line kahty hn or ka coloue blue hota hy 2line ko + DI line kahty hn or es ka colour green hota hy 3 line ko _ DI line kahty jn or es ka colour orang hota hy Dosto Es ke khame ya khobe ye hy k late signal dyta hy lkn is ke accuracy he ache or kabil yakeen hote hy ADX 2 indicator sy mill kar bnta hy phala + DI or 2 nd_ DI ka matlab hy directional indicator hota hy en ko posttive or nagitave bhe kaha jata hy ADX indicator ko bobt achy sy samjhny ke zarorat hyis ky ly hum mo + DI or - DI ko samjhna boht important hywhat is + DI & -- DI++ DI Price ke current or previous high ko - DI kah jata hy- DI price ke current low or previous low - DI kaha jata hy. ADX indicator Working Dosto Market chart mein huhum kasy is ko kasy andatifai kr skty hn ADX kki kadar zero too 100 kk darmain hogi ir am tor par tarder iskisko best smjty hn 30 k upr ka adx search karin gy kkh currency ka piar up yah town chl rhs hai or 30 sy km value ka mmtbl yh hai k aak currency piar sidewy mmain chl rhaa hai jasa k apko pta hai ADX indicater main 3 type ki line hoti hai green line up trend ko shw krti orange line down trend ko shw krti hai jub hmra ADX line jis ka clr blue hai orange line ko cross kr k upr ki trf chli jay or green line orange line ko cross kr k nechy ki trf chli jay to ADX indicators hmy market ka down trend ka signal shwo krta hai. ADX Apply in MT4 Dosto Mt4 or mt5 m apply krny k liya indicator indicator wly options main jana hai AdX ko search karin or Add k options press karin gy to ADX inducator kamybi k sath mt4 mt5 msmsin add ho jay ga Yad rhakin hmy kbu bhi indicator py bhaross nhi rhkna cheya agr koi chez bhi galt submit ho jay to trade main.loss ho skta hai is liya ADX k sath moving average or bollinger band ko bhi use krna cheya taky trader ko accrued signal mil jata.
     
    • #3 Collapse

      ADX Indicator Forex Trading Mein ADX (Average Directional Index) Forex trading mein ek aham technical indicator hai jo trend ki strength aur direction ko measure karta hai. ADX indicator ki madad se traders ko market ke trend ko samajhne aur us par trading decisions lene mein madad milti hai. Is article mein hum ADX indicator ke bare mein jankari denge. I. ADX Indicator Ki Tashkeel: ADX indicator ek line chart hota hai, jisme values 0 se 100 ke beech mein hote hain. Ye values trend ki strength aur direction ko darshate hain. II. ADX Indicator Ke Components: ADX indicator mein teen components hote hain: a. +DI (Positive Directional Indicator): Ye indicator bullish trend ki strength ko darshata hai. b. -DI (Negative Directional Indicator): Ye indicator bearish trend ki strength ko darshata hai. c. ADX Line: Ye line overall trend ki strength ko darshata hai. III. ADX Indicator Ka Istemal: ADX indicator ko istemal karne ke liye, traders ko in steps ko follow karna hota hai: a. ADX Line ki Value Check Karen: Agar ADX line ki value 25 se kam hai, to market range-bound (sideways) hai aur trend kamzor hai. Agar ADX line ki value 25 se zyada hai, to market mein strong trend ho sakta hai. b. +DI aur -DI Ki Comparison Karein: Agar +DI line -DI line se upar hai, to bullish trend ki strength hai. Agar -DI line +DI line se upar hai, to bearish trend ki strength hai. c. Crossover Check Karein: Agar +DI line -DI line ko cross kare aur upar move kare, to ye bullish signal hai. Agar -DI line +DI line ko cross kare aur upar move kare, to ye bearish signal hai. d. ADX Line ki Direction Check Karein: ADX line upar ki taraf move kar rahi hai to trend strong ho raha hai. ADX line niche ki taraf move kar rahi hai to trend weak ho raha hai. In steps ko follow karke, traders ADX indicator ki madad se trend ko samajh sakte hain aur trading decisions le sakte hain. IV. ADX Indicator Ki Limitations: ADX indicator ki kuch limitations hain, jinhe traders ko dhyan mein rakhna chahiye: a. Lagging Indicator: ADX indicator trend ke peechey rehne wala indicator hai, isliye ye trend ke baad generate hota hai. Iska matlab ye hai ki traders ko dhyan mein rakhna chahiye ki trend shuru hone se pehle ADX indicator signals generate nahi kar payega. b. Range-bound Markets: ADX indicator range-bound (sideways) markets mein kam kaam karta hai, kyun ki isme trend ki strength kam hoti hai. c. False Signals: Kabhi-kabhi ADX indicator false signals bhi generate kar sakta hai. Traders ko dusre technical indicators aur price action patterns ka bhi istemal karna chahiye ADX indicator ke signals ko confirm karne ke liye. V. ADX Indicator Ka Istemal Samjhein ADX indicator forex trading mein trend analysis ke liye ek powerful tool hai. Iski madad se traders trend ki strength aur direction ko samajh sakte hain. Iske istemal ke saath, dusre technical indicators aur price action patterns ko bhi consider karna zaruri hai. ADX indicator ke sahi istemal se traders apne trading strategy ko improve kar sakte hain aur consistent profits achieve kar sakte hain.
      • #4 Collapse

        Trading at Average Directional Index (ADX) Indicator. Trading mein Average Directional Index (ADX) ek mahatvapurna technical indicator hai jo trend ki takat aur uski mazbooti ka anuman lagane mein madad karta hai. ADX ko use karke traders trend strength ko samajh sakte hain aur price movements ki samajh mein madad milti hai. ADX ek trend indicator hai jo 1978 mein J. Welles Wilder Jr. ne tashkeel diya tha. Iska uddeshya market ke trend strength ko measure karna hai. ADX ka calculation Average True Range (ATR) ki madad se hota hai. Values of ADX. ADX ki value 0 se 100 ke beech hoti hai. 20 se kam ADX value weak trend ko darshata hai jabki 50 se zyada ADX value strong trend ko represent karti hai. ADX ke readings 25-30 ke beech hone par market ka trend tez hota hai. ADX ki value ke saath-saath positive directional indicator (+DI) aur negative directional indicator (-DI) bhi hote hain. Using ADX. ADX ko istemal karke traders trend ke mazbooti aur weakness ko samajh sakte hain. Iske alawa ADX ki value se entry aur exit points tay kar sakte hain. Neeche diye gaye points ADX ka istemal karte samay madad kar sakte hain: ADX ki value 20 se kam hone par trend weak hota hai, aur is samay entry aur exit points ke liye saavdhaan rahna chahiye. ADX ki value 20-25 ke beech hone par market mein reversal ki sambhavna hoti hai. Is samay traders ko caution ki zarurat hoti hai. ADX ki value 25-30 ke beech hone par trend strong hota hai, aur entry points ke liye achha samay hota hai. - ADX ki value 50 ke paas hone par market mein strong trend hota hai, aur traders ko apne positions ko hold karne mein madad milti hai.ADX ki value 70 se zyada hone par trend bahut strong hota hai, aur exit points ke liye dhyan dena chahiye. ADX ko dusre technical indicators ke saath istemal karne se trading decisions aur trading strategies ko aur bhi mazbooti milti hai. Masalan, ADX ke saath Moving Averages (MA) ka istemal karke traders price trends ko confirm kar sakte hain. RSI (Relative Strength Index) aur MACD (Moving Average Convergence Divergence) jaise indicators bhi ADX ke saath sath istemal hote hain. ADX ek mahatvapurna trend indicator hai jo traders ko market ke trend ki takat aur mazbooti ko samajhne mein madad karta hai. ADX ki value aur uske saath-saath positive aur negative directional indicators ki readings traders ko entry aur exit points tay karne mein madad karte hain. ADX ko dusre technical indicators ke saath sath istemal karke trading decisions aur strategies ko aur bhi mazbooti milti hai.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Assalam o Alikum Dears Pakistan Forex Fourm Members Umeed karta hun ap sab loog khair Khariyat sy hungy oor enjoy kr rhy hungy apni training life ko dosto ADX ka matlab hy average directional index hy strong trend k sath trade karnarick ko kam sy kam karta hy or profit limit ko zada Sy zada karta hy is kam ky ADXindicator ko istamal kia jata hy semply es indicator ko yrend maloom kar.yk ly use kia jata hy k market upword jy ya downword hy ap ko example or pic mein dekh skty hn k ADX ak boht use bony wala famous indicator hy jy sy k oseillator or relative strength index commodity chanel index sy both millta hy es indicator mein three linehote hn. Important line in ADX 1line ko ADX line kahty hn or ka coloue blue hota hy 2line ko + DI line kahty hn or es ka colour green hota hy 3 line ko _ DI line kahty jn or es ka colour orang hota hy Dosto Es ke khame ya khobe ye hy k late signal dyta hy lkn is ke accuracy he ache or kabil yakeen hote hy ADX 2 indicator sy mill kar bnta hy phala + DI or 2 nd_ DI ka matlab hy directional indicator hota hy en ko posttive or nagitave bhe kaha jata hy ADX indicator ko bobt achy sy samjhny ke zarorat hyis ky ly hum mo + DI or - DI ko samjhna boht important hywhat is + DI & -- DI++ DI Price ke current or previous high ko - DI kah jata hy- DI price ke current low or previous low - DI kaha jata hy. ADX indicator Working Dosto Market chart mein huhum kasy is ko kasy andatifai kr skty hn ADX kki kadar zero too 100 kk darmain hogi ir am tor par tarder iskisko best smjty hn 30 k upr ka adx search karin gy kkh currency ka piar up yah town chl rhs hai or 30 sy km value ka mmtbl yh hai k aak currency piar sidewy mmain chl rhaa hai jasa k apko pta hai ADX indicater main 3 type ki line hoti hai green line up trend ko shw krti orange line down trend ko shw krti hai jub hmra ADX line jis ka clr blue hai orange line ko cross kr k upr ki trf chli jay or green line orange line ko cross kr k nechy ki trf chli jay to ADX indicators hmy market ka down trend ka signal shwo krta hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X