Top Position Trading Strategies
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Top Position Trading Strategies
    Top Position Trading Strategies
    bhali kay badlay bhali
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Introduction forex market mein position trading strategy aik long period ke trading strategy hey position trading kay sath ap short period ke trade mein enter ho saktay hein prices ke movement ke competition mein weekly monthly yasalon mein prices ke movement kay baray mein ap zyada fekar mand ho saktay hein jaisa keh intraday shamel hein position trading forex market mein financial moshkat par mobnee hey yeh prodct ya apnay assert ke malkeyat par aik trade ko open kartay hein jo ap ko long period tak barhte hove prices kay sath kam honay kay ley gernay wale price kay qabel bana sakte hey Investor ka matlab yeh hota hey keh assert ko belkul buy keya jay ap es ke price mein kese bhe assert say faida hasell kar saken gay aam meaning mein position trading kay baray mein bat kartay time bohut say log reality mein long period investment kay ley bat kartay hein on mein haas bonds funds ya dosray assert shamel ho saktay hein jo long period tak rakhay gay hon Support and Resistance Trading Strategy support or resistance kay ley ap yeh jananay mein madad kar saktay hein kese assert ke price ko nechay janay kay ley ope ke taraf bahnay ka imkan zyada hota hey or es tashkhees ke base par ap faisla kar saktay hein keh aya keh position open hey monthly ya salana investment say profit hasell kar saktay hein price mein long period kame kay ley short position ko open kar saktay hein forex market mein support level price ke woh level hote hey jo aap to par nechay nahi ate hey resistace level woh level hote hey jo keh point say oper nahi jate hey or buyer es level par assert ko buy karna band kar daytay hein ager forex market mein resistance say breakout ho jata hey to es bat ko identify karta hey keh price peak tak chale jay ge ager support level ka breakout ho jata hey to es bat ko identify karta hey keh price support tak pohnch jay ge Breakout Trading Strategy Breakout ka matlab yeh hey keh ap trend kay start mein position ko open karnay walay hein aam tor par aik breakout strategy baray paimanay par price ke movement ke base par trade ke jate hey yeh forex market mein support or resistance trading ke tarah hote hey aik breakout trader khas tor par stock ke price or resistance level say nechay gernay kay bad aik short position mein enter ho sakta hey result kay tor par aik kamyab breakout trader bananay kay ley result kay tor par ap support or resistance level ko identify karnay ke zaroorat hote heyor por sakon rehnay ke zaroorat hote hey Range Trading Strategy Range Trading Strategy hey jo aik aice market mein best kam karte hey jo keh jare oper ya nechay hote rehte hey yeh khas tor par range trading say faida hasell kartay hein kunkeh forex market mein hamaiisha wazah trend nahi hota hey range trading os time ache hote hey jab ap over bought area mein hotay hein es ka matlab yeh hota hey keh zyada sell wallay assert ko buy ya zyada buy walay assert ko sell ya zyada sell walay assert ko buy karna hota hey over sold shodah assert support kay belkul qareeb pohnch sakta hey jab keh over bought assert resistance kay belkul qareeb pohnch jata hey Pullback ya Retracement Strategy Pullback ya retracement strategy aik arze trading strategy hote hey pull back tading short period ke trading strategy hote hey pull back trading mein trader assert ke price mein assert ke movement say en lows say faida hasel karnay kay kabel banate hey es ka maksad yeh hota hey keh aik bar jab assert pullback say out ho jata hey or apnay oper kay trend ko jare rakhen to kam buy karen ya zyada sell karen pullback kuch time kay ley retracement he kaha jata hey laken es ko reversal trend kay sat uljhaya nahi ja sakta hey laken reversal trend long period ya divergence hota hey
    bhali kay badlay bhali
    • #3 Collapse

      Top Position Trading Strategies? Position Trading, long-term trades ko hold karne par focus rakhta hai. Ye strategy traders ko market trends ko capture karne aur larger price movements ko exploit karne ka mauka deti hai. Position traders mehngi aur sasta currency pairs par focus karte hain. Trend Following Strategy Trend following strategy position traders ke liye popular hai. Isme traders current market trend ko identify karte hain aur us trend ke saath trading karte hain. Agar market uptrend mein hai, toh traders buying positions lete hain. Agar market downtrend mein hai, toh traders selling positions lete hain. Stop loss aur target levels ko set karne ke saath trend ke continuation par focus kiya jata hai. Breakout Strategy Breakout strategy position traders ke liye effective hoti hai. Isme traders price levels ko monitor karte hain jahan price range se bahar nikal rahi hai. Jab breakout occur hota hai, traders us direction mein positions lete hain. Breakout strategy mein volume aur price volatility ko dhyan mein rakhte huye trades enter ki jati hain. Support and Resistance Strategy Support aur resistance levels par trading karna bhi position traders ke liye mufeed strategy hai. Isme traders price levels ko identify karte hain jahan market ke upar ya neeche se price bounce karti hai. Support level par traders buying positions lete hain aur resistance level par selling positions lete hain. Stop loss aur target levels ko set karne ke saath price levels ke breakouts ko confirm kiya jata hai. Fundamental Analysis Strategy Fundamental analysis position traders ke liye important hai. Isme traders economic indicators, news, aur geopolitical events ko analyze karte hain. Market trends ko samajhne ke liye economic data aur central bank ke decisions ka dhyan rakha jata hai. Fundamental analysis par adharit trades long-term perspective se kiye jate hain. Risk Management Position trading mein risk management ka bahut ahmiyat hota hai. Position traders apne trades ke liye stop loss aur target levels ko set karte hain. Position size aur leverage ko carefully manage kiya jata hai. Risk-reward ratio ko evaluate karke trades enter kiye jate hain. Trade Monitoring aur Adjustment Position traders apne trades ko regularly monitor karte hain aur adjustments karte hain. Market conditions, trends, aur fundamental factors ko track kiya jata hai. Agar market conditions change hote hain, toh trades ko adjust kiya jata hai ya positions ko close kiya jata hai. Patience aur Discipline Position trading mein patience aur discipline ka hona zaroori hai. Long-term trades mein price movements slow ho sakte hain, isliye traders ko sabr aur discipline ke sath apne trades ko manage karna hota hai. Emotional reactions se bachna aur predefined strategies par focus karna important hai. Risk Analysis aur Reward Potential Position traders ko risk analysis aur reward potential par focus rakhna zaroori hai. Trades ko enter karne se pehle potential risks aur rewards ko evaluate kiya jata hai.
      • #4 Collapse

        TOP POSITION TRADING STRATEGIES DEFINITION Top position trading Ek strategies hoti hai jismein profit Hasil karne ke liye ek long term aamtaur per weeks ya month tak trading position Rakhi Jaati Hai example ke Taur per ahdo ka Taluk ho sakta hai pahle asset buying karna and short trading ke is Shakal ko trend Ki Following bhi kaha ja sakta hai position walle traders aamtaur per Kisi Asset ke is ekdam ke juicy parts ko Hasil karne ki koshish Karte Hain zyadatar asset stock Ek ko bhi follow karta hai jis ki vajah se vah price ko dekhte hain trading ki vah types Hoti Hai Jo Ek important Fark ke sath buy and hold investing ki bahut resemble rakhti Hain Jab ke position traders long and short donon Jagah Le sakte hain FUNDAMENTAL ANALYSIS STRATEGIES Position ke traders Apne decision ki fundamental analysis and Technical trading technique donon per rakhte Hain jis ki vaja se unke liye market ke Trend ko understand pattern ka learn Karte Hain aur traders ko Bari pictures per focus karna chahie break out strategy position trading ke liye effective hoti hai ismein traders price level ko range se bahar nikaalte Hain Breakout Mein volume ki direction support and resistance level per trading Karni chahie and pull back ki confirmation Bhi ki Jaati Hai aapko apni position Mein Ek account banana chahie Aur vah Bhi real account jismein risk management ki ahmiyat hoti hai position size and leverage ko carefully manage Bhi Kiya jata hai position traders apni trade ko regular monitor Karte Hain financial markets 24 hourse ek day mein open hoti hai position trading world wide Mein famous hoti hai position trading Mein 3 candles hoti hai first candle white hoti hai aur second candle black hoti hai donon ke Colors Ek dusre se opposite Hote Hain PULLBACK AND RANGE POSITION Range current trends mein Kisi bhi thing ki maloomat karne ke liye indicators ko sikhana zaruri Hota Hai jismein double top and tweezer top Hote Hain aur Hamen top position ko bhi ignore nahin karna chahie market Mein bulls and bears control Mein Rehte Hain
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Aslamoalekum members kesay hain ap sab. Mujhay umed hay sah thek thak hon gay. Aj ka hamara disscussion ka jo topic hay wh top position trading strategy kay bary hain. Isy dekhty hain kay yeh kia hay r hamen kia information deta hay. top position trading strategy Forex trading main position trading ek mukhtasar lekin bohat he mosar trading strategy hai. Is strategy mein aap lambay arsay kay trends aur market ki mazbooti par tawajjo dete hain. Position trading ko implement karne ke liye aapko achi samajh aur technici tajziya ki zaroorat hoti hai. Yahan main aapko kuch key points ko bata rahi hun jo aapki madad kar sakte hain.Trend ka tajziya. Position trading ka sabse ahem hissa trend analysis hai. Aapko market ke lambay arsay ky trends ko shanakht karne ki koshish karni chahiye. Trend ko samajhne ke liye aap candlestick charts, moving averages, aur trend lines ka istemal kar sakte hain. Aapko sbsy uptrends, downtrends, aur sideway trends par tawajjo deni hogi.Entry Points. Position trading mein entry point ka sahi intkhab karna zaroori hai. Aapko entry point par price reversal ya trend continuation ki mumkinat ko samajhna hoga. Aap iske liye technical indicators jaise ki relative Strength Index, Moving Average isky sath Convergence Divergence ,aur stochastic oscillators ka istemal kar sakte hain.Stop Loss.Har trading strategy mein stop loss ka istemal zaroori hota hai. Position trading mein aapko wide stop loss rakhte hain kyunki lambay arsay ke trends mein tagayur ho sakte hain. Stop loss aapko loss control karne mein madad karta hai aur risk management ko behtar karta hai. explanation Position trading mein aapko target profits ko set karna zaroori hai. Aapko profit booking ke liye makhsos levels ya technical indicators ka istemal karna chahiye. Is tarah se aap apne trades ko close karke profits mehfooz kar sakte hain.Bunyadi tajziya Position trading mein bunyadi analysis bhi important hoti hai. Aapko wesy he economic indicators, monetary policy decisions, aur geopolitical events par nazar rakhni chahiye. In sabhi awamil ka asar market trends par hota hai, isliye bhe unko samajhna zaroori hai.Yaad rahe, forex trading mein koi guarantee ya perfect strategy nahi hoti hai. Har strategy risk ke saath judi hoti hai, isliye risk ki sab say management aur apne trades ko bareeki say mushahida karna bahut zaroori hai. Professional traders ko mehnat, experience, aur sabr ki zaroorat hoti hai position trading mein kamyabi ke liye.Is main trade karnay sat pehlay apko bohat se naye bato ka khyaal acha sa ilam ya forex expert se bhi salah leni chahiye, jo aapki sahi trading goals aur risk ko bardasht ke aapko rehnumai de sake.

          اب آن لائن

          Working...
          X